main reasons of loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    Meray khayal main forex trading main loss sirf humari kam knowledge aur proper poor strategy ki wajah say hoti hai aur agar hum demo account par kam karian tou humain real account main loss nahi hota hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      zyada tar asa hota hay knowledge kay bagair jo log real trading start kartay hain wo loss kardetay hain forex business duniya ka best business hay agar ap kay paas behtar knowledge ho aur ap interst se achi learning karain just ap ko best skills ki need hay then success milay gi
      • #183 Collapse

        yes brother yahy he main reason he loss ke me apke post ke sath agree ho q greed apne emotion ko controll me na rakna ye ese cheze he jiske wajah se aksar hamre loss hote he
           
        • #184 Collapse

          dear loss ka main reason emotion keh skty hain kyn k ager hm emotion k sath forex main kaam karty hain tu hm kabhi b forex main profitable business hasal nai kar skty tu emotion ko pehly remove karain phr forex k sath kaam karain
           
          • #185 Collapse

            g , ap nay sahi reasons diye hain , our in main sab say zayada to greed hay , jasay k ap ki koi trade open ki hoi hay our ap us ka kisi k signals ko follow kar k koi tp lagaty ho , agar ap dakho k trade ab profit main hay to us ko close kar do , tp hit karnay ka w8 mat karo , yah ap k luye nuksan day hay
             
            • #186 Collapse

              mere khayal sy to main reason ye hy loss ki k ap apne emotions ko control main rakh kar trading na karen, zayda greed karen is buisness main, trading over karna or trading main zayda risk lyna, or apne experience sy zayda trading karna.
                 
              • #187 Collapse

                hamaray loss honay ki khas waja yeh hay k ham jab trading kr rahay hotay hain to us main ham greedy ho jatay hain aur ham over trading karnay ki koshish kartay hain aur kam time main ziada kamanay ki koshish kartay hain.
                • #188 Collapse

                  dear mere khatyal se to loss bohat ziada hai forex traidng bussiness me or me ye manta hu k agar hume loss hota hai to us ki waja mistakes or greed ho sakti ahi q k ye bohat hi buri waja hai loss ki or bohat se logo ne is hi ki waja se loss kiya hai..
                   
                  • #189 Collapse

                    loss to her kam ma hota ha but yahan log zada kamany kay chaakr ma ya ak dum say zada earning kay chakkar ma zada loss ker jaty hain agar sahi way ma sb mrkt ko smjh ker kam karyn to loss kum k=hoga may bee zada gain he ho jay
                    • #190 Collapse

                      dear friend ap nay acha sawal keya hay kay main reASON OF LOSS to maray khayal may to greed he main reason hay loss ka aur dusra big reason of loss wo yi hay kay ap ka experience nahe hota or ap trade kertay hain
                      • #191 Collapse

                        Forex main lose ki 2 he reasons hain eak lalach main ghalat order lgana aur 2nd ye k learning k bian he trading karna tabi lose ziyada hota hai.
                        • #192 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: funnybunny پيغام ديکھيے
                          forex trading me loss ki main reasons :
                          1)loss of control on emotions
                          2)greed
                          3)lack of planning
                          Jee apki baat sahi hay forex trading main yahe 3 main reson kay loss ki agar hum en sab reasons say bach kar trading karen to hum forex trading main bohat acha profit gain kar sakty hay.
                          • #193 Collapse

                            Emotions apki trading ko to mutasir krte hain lekin sath hi sath apko bhi mutasir krte hain misal k tor par jab ap koi trade lagate hain phir apko feel hota hai k trend against jane wala hai to apko kafi ziada stress hojata hai.
                            • #194 Collapse

                              yes its right yahi reasons apk loss ki waja bannte hain kyu jab ap zayda greed karogey to apko apne emotions py bhi control nhi rahega jis ki waja sy ap ghalat trade karigey or apko sirf nuqsan hi hoga, or loss hoga.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                forex main trading kerne main loss ka samne hone ke waja he yehe sare btain hai jo apne btaye hai apne thread main.lalach bikul nahi kerne chaiye aur foran trade main enter hone ke koish nahi kare.thanks.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X