main reasons of loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #331 Collapse

    forex mein main reason loss hai k experience k kami hai kyun k main ne forex mein bhut log ko dekh hai k un k pas experience nahi howa hai tu wo forex mein trading karna aa jata hain jis se un ko loss ho jata hai forex mein experience k begair tu hum ko trading nahi karni chaya.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #332 Collapse

      g haan loss k yehi main reasons hain k hum apne emotions ko control nahi kartay aur jazbaati ho k faisla kartay hain aur is k elawa greed karna se b insaan loss kar leta hae q k greed is the enemy of a man aur plaaning b agr achi na ho tau hamein nuqsaan ho sakta hae.
      • #333 Collapse

        mere khyeal main forex busienss main loss honi ki main karan lake of knowledge about forex busienss so app ko agar forex busienss main profit karna hai to app ko hard work karna hai or app ko knowledge ko barana hai agar app asa nahi ki to app ko loss hoga.
        • #334 Collapse

          200% agree with you bro , the main reason is our greed then lack of planing , lack of experience and much more jo humen loss huny se nhi rokty , agr humen kch gain karna hy to humen in par qabu pana hoga
          • #335 Collapse

            The main reasons of loos is
            ~Lack of practice
            ~Lack of management
            ~Lack of knowledge
            ~Greed in trading
            ~Lack of proper concentration
            • #336 Collapse

              bhai loss ka reason he greed hoti hai and hurry ki waja se hum ko loss ka samna karna parta hai hum agar greed he chor den ge to hum ko loss hona band ho jaye ga and hum asani se acha kama saken ge .
              • #337 Collapse

                g aap na bohat achi bat btai loss ke mian waja yahi hoti hn ya to banda lalach krta or loss hota ha ya emotional mn loss khata ha ya jiss ka pass knowlage na ho
                • #338 Collapse

                  Yes, u are right. Yeh teeno cheezain boohat critical nature ki hain forex trading main aur joo traders en cheezon ko theek tarekay sa manage ker laitay hain woh hi forex main kamyab rehtay hain aur joo en main sa eik cheez per b control nahi ker paitay un ko boohat say losses ka samana kerna perta hai.
                  • #339 Collapse

                    aap ne theek kaha hai apne emotion ko control main rakh kr trading krni chahiay. greed nahi krna chahiay. Knowledge aur analysis k sath khoob soch samajh kr planning kr k trading krni chahiay
                    • #340 Collapse

                      forex ma loss ki reason ya hoti ha k hum na achi planing nahi ki hoti ya pher hum lalch sa kam latay han,ya pher humary pass exprience kam hota ha,loss sa bachna l laya hum pala demo per work kar k exprience lana chahiya
                      • #341 Collapse

                        bna socha market ma trade kr lena sirf ya dakhta huwa k market ma sell ho rha ha or ap sell kr leta ho market ho skta ha thoda sell ho lakn us din ki news k mutabik market na buy hona ho to market buy ma jaya g ya loss ki ahm reason ha bro .
                        • #342 Collapse

                          forex mi loss ki sab sy bari waja ha experience k bagar trading karna or trading karny sy pahly planing na karna emotions mi akar trading karna greed sy na bachna or zayada earn karni ki lalach karna en sab ki waja sy ham loss kar lyty ha apni money or forex sy dispoint ho kar es ko chor dyty ha.
                          • #343 Collapse

                            forex trading me loss honey ka main reson jo mujhey lagta hai ke ap greed bohat krtey ho to loss honey ke bohat chance ho jatey hai ..is leye ap ko chahey ke forex trading me greed se bachey to best hai...
                            • #344 Collapse

                              salam. Forex trading me loss ki main waja ye hai k hum kam ko seekh kar trading nai krty ji ki waja se loss hta hai.trading ka kam start krny se phly humay is ke bary me compeletly tor par kisi experienced person se seekhna chaiye uske baad demo account par practice krni chaiye aur phr real account me apni trading start krni chaiye.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #345 Collapse

                                yes i am agree with u yahi main reasons hain forex main loss ki is liay jis mian ye 3 cheezain nahi hoti hain wo is main bohat kaamyab hota hai is liay humain chahiay kay in say door hi rahay kiu kay in cheezon kay sath to aap forex main kaamyab nahi ho sktay hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X