main reasons of loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    i consider the main module of exit in the forex sector is rapacity. umpteen monger in the forex industry embellish so often greedy to get more money they cannot get success in the forex line.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      Asallam o Alekum , dear brother zada ar humara jo loss hota hai forex trading platform peh vo kam knowledge aur kam understanding ki waja sey kiun k forex k ander kamiyaab honey kliye yeh dono cheze bohat zarori hain
      • #153 Collapse

        Main reason of loss is that you are in hurry to get profit so when ever you will be in hurry to earn money you will be in loss, so be patient , work hard and be concentrate at your work then you will be successful person ever.
         
        • #154 Collapse

          friend you are right trading mai yeh main reasons hamain loss ke taraf kheenchti hain agar ham in say dour rahen gay to phir hamary loss k chances kam sy kam reh jaen gay
             
          • #155 Collapse

            aap nay bilkul theek kaha hay or bhee kafi saray factors ho sktey hen losses k jesaay k hum proper studies nahee kerty hen or without knowledge k is field may aa tou jatay hen or kaam kerty rehty hen is field may bagahir yeh sochay k hamen knowledge gain kerni chhaye pehlay.
            • #156 Collapse

              forex trading mein loss ki kai reasons ho sakti hen ap greed karty ho tab bhi ap ko loss ho sakta hy ager ap ko trading ka experienc nahi hy tab bhi ap ko loss ho sakta hy ap emotional trading karty hen tab bhi ap ko loss ho sakta hy to brother is mein to kai loss ho skaty hen ap ko.
              • #157 Collapse

                loss ki buhat ziada wajoohaat hain jin main se sub se ziada badi knowledge or experience ki kami hai or 2sra ye k majority trade krty waqt greed krty hain or har dafa luck daikhty hain its not greedy persons business or emtional its totaly technical mind business hai
                   
                :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
                • #158 Collapse

                  forex trading mai app ko forex ko samjhna bohat zarori hota hai ager app is ko samjh nahi sakte to is ko na kareen kion ke jab app is mai kharcha kar ke trading karte hain to apko market ka knowledge na hone ki waja se nuqsaan ho sakta hai
                   
                  • #159 Collapse

                    too many trade in on direction is one of the most bigger reason of any trader, it is an unskilled guess so avoid this trend of trading .
                    • #160 Collapse

                      Loss ki sab say jo bari reasons hain woh yah hain kay hum forex ko achi tarah samjh nahi paty aur phr hum iss main tarki bhi nahi kar sakty au jab tak hum kamjab nahi hun gay humary andar aisi reasons paida hun gi aur phr jo bhi trade hum lagain gay iss say hum ko nuksan hi ho ga jo kay humary ainda kay liye bhi faida mand na ho ga
                      • #161 Collapse

                        jee janab forex trading mey main reason ka tho kuch pat anhai chalta kio key aap key lye aik bi ghalti boht barhi reason hoti hey or main reason merey lye greed hey or no knowledge hey jo key without knowledge trading hey
                        • #162 Collapse

                          g han aap ne theak kaha hai loss ki mean resons main sub se ziada aham knowledge ka na hona or experience or practice ki kami hai or 2sra agr aap greed or emotioonal ho kr trade krty ho or technical skills ko use nahi krty or buhat se aisy bhi log hain jo sirf buy sale kr seekh kr ye samjhty hain k hum ne buhat kuch seekh liya hai
                             
                          :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
                          • #163 Collapse

                            yes friend i agree with you in tino wujuhat ki waja say trader ek acha or successful trader nhe ban sakta h,is liay in say bachna boht important h,ek achy trader ko patience say kam laina hota h
                             
                            • #164 Collapse

                              apke lost ki bohat sari reasons ho sakti hain sab se pehle apko forex trading ka work ana bohat zarori hai apko pata hona chahie ke ye hai kia aur karna kia hai us ke baad bohat araam se aur soch samjh kar apko trad deen ahota hai ager app aisa nahi akrte aur apka luck bhi zarori hai otherwise loss hoga
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                well jahan tak mera experience hai aur jitni baar mujhe loss hua hai wo just meri greed ki waja se hua hai aur main samjhta hoon ke ager ap greed nahi karte tu ap zaror success hote hain yani kam lot se trade ko open karna aur low profit ko accept karna chiya

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X