main reasons of loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2551 Collapse

    Forex mn trading krty hoy loss k San sy bari vjha hai ap ka experience aor knowledge ka kam hona lake of planing emotion py control na ho greedy sy trading kry
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2552 Collapse

      jab hum kam karty hain to is main learning kar kay achy say kam karna ho ga kun kay is kay kafi reasons hay jis ko folllow karna hota hay agr humain ahrd work karna hay to trade ko use karna humary liye sai ho sakta hay is main demo ka use best hota hay is main lack of learning say jo log kam karty hain to risk karty hain magr demo best hay
      • #2553 Collapse

        Forex main loss ke bahat se reasons hoty hein jin ki wjh se aik trader ko loss hota hai. Loss ki wjh knowledge aur experience ki kmi hoti hai jis par log tawajo nai dety aur loss main rakhty hein. Emotions par control na karna bhi loss ka bais bnta hai. Loss ki sb se bari wjh aur trader ki dushman lalach hai jo aik trader ko kbi kamyab nai hony deti. Is ke ehlawa aur bhi wjh hein jin ko agr dour na kia jay tu loss yaqeeni hota hai.
        • #2554 Collapse

          yes dear app na billkull main points bttay hai orr ager new trader inn points per kaam kerry or phir trading keryy tuo oss k sucess honny k chance zaida hota hai isi liye hammy forex ytrading ma experince ki zrrorat hoti hai tabi hamm is ma sucess hassil ker sahkty hai or yahi best way hai acha trader bnnane k liye..
          • #2555 Collapse

            agar ham forex trading men apna emotional use krengy to ham kabi trading men kameyab nhi ho sakty hain jo log tarding men greed ko use karty hain wo kabi profit earn nhi kar paty hain kabi kbar unka luck sath deta hay but ant time to wo trading men kameyabi hasl nhi krty rehty hain hamen apny emotional ko control karna chaheye aur greed k bena trading kren apni ek achi planing k sath
            • #2556 Collapse

              loss say bachny k liye hard work karni ho gi ta k loss kam ho saky aur market main trend ko use kar k hi hum achi trade karny k kabil hon ga aur market main greed ko avoid kar k hi hum sucess hon gay aur earn ho saky ig
              • #2557 Collapse

                g ap ny sahi kha hai forex rdaing main hmain jub los hoat hai tu hmain en 3 reasons se he hoat ahi tu hmain chahye k en ko avoide kar k trading karen or apni trading main leraning ko increase karen or es k sath sath apny emotions par bhi corntaol karen ta k hmain loss na o or s k sath apony knowledge ko gain karni ki koshsih karni cahhye
                • #2558 Collapse

                  bhai forex ma hamay loss tab hi ho sakta ha jab hamry pas experince nai hota ha qk hamry pas experince nai ha to hamay market ka koi idea nai hota ha kay kasay move krti ha uskay apko demo account ma tarde krni chahiye qk agar ham demo account say tarde krty ha to hi hamay knowlge bhi mil sakta ha
                  • #2559 Collapse

                    G bilkul mein is bat se agree hu thread mein aessy log e nakaam hotey hen r bohat se loss mein girtey hen jin k dil mein zada paissy kamaney ka laalach ho r jo jald baazi mein thread open r close karen r jo thread ka sahi reply denny ki bajae knud se e baten write kartey jao iss condition mein to apka account e banned ho jae ga r apk hath loss k siwa kuch nahi aye ga..
                    • #2560 Collapse

                      agar hum forex trading main learning karnay kay baad trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay humay chahiey keh esmain theak say time daina chahiey kyun keh esmain mehant karnay main he faida hota hay ye aik bohat acha business hay sahi say time daina chahiey
                      • #2561 Collapse

                        You are right bro loss hamen inhi basic reason sehota hai.
                        Hamen forex men proper learning krni chahiye jab hamari learning achi ni ho gi to ham forex men trading kese keren ge , trading k liye hamen alot of knowledge and experience ki zarurat hoti hai.
                        Greed bahot burri cheez hai hamen forex men greed ko trading se avoid krna chahiye ta k ham succes ho saken.
                        Trading men hamen planning k sath chalna chahiye ta k ham apne targets ko easly achive kr sake.
                        :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                        CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                        • #2562 Collapse

                          Dear loss hony ki kai wajoohat hn ,greedynesa b aksar loss ka bais banta ha.jb banda lalach mn a kar bari lot lagata ha r loss ki surat mm account wash karwa bethta ha.planning r stragedyy ka na hona b loss ka saban banta ha.r emotion par qabu na hona.
                          • #2563 Collapse

                            Meri Nazar Mein jo sabse main reason hai woh Yahan Ke Log Yahan Par jaldbazi se kaam karte hain aur Market ko analyse ki yeh Bahar Hai Apna order open kar lete hain aur Iss Tarah Se Woh Apna loss kar lete hain Yeh Sabse Badi reason Hai Yahan Par trader ke loss karne ki isliye aaram se Yahan Par market ko analyse Karke Phir Apne trade co open kare
                            • #2564 Collapse

                              sabse big reason yahi hai ke aap itne Jyada time market ko watch nahi karte hain Kabhi market kis site par hoti hai subah ke time iska kya takat hai aur evening cation is ka friend change ho jata hai aur target be change ho jata hai
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2565 Collapse

                                bahi ap thek kah rahy hi ma ap sab ki bat say itfaq karta hu ager ham ko loss huta hi wo hamri apni galti say huta hi q kay ham pahly as ko achi traha jany bager trading kar laty hi as laya ma dear friend ap ko as kay lya video awor kuch achy say traeky jnay hu gay
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X