main reasons of loss
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2566 Collapse

    sabse big reason yahi hai ke aap itne Jyada time market ko watch nahi karte hain Kabhi market kis site par hoti hai subah ke time iska kya takat hai aur evening cation is ka friend change ho jata hai aur target be change ho jata hai
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2567 Collapse

      bahi ap thek kah rahy hi ma ap sab ki bat say itfaq karta hu ager ham ko loss huta hi wo hamri apni galti say huta hi q kay ham pahly as ko achi traha jany bager trading kar laty hi as laya ma dear friend ap ko as kay lya video awor kuch achy say traeky jnay hu gay
       
      • #2568 Collapse

        loss ziada tar humay es waja say hota hay jab humary pass knowledge nahi hota aur humay esmain knowledge ko enhance kar kay kam karnay main he faida hota hay aur humay chahiey keh esmain sahi say time dain ta keh market main achi earning kar saky ye business best hay aur esmain kamyabi humari mehnat par depend karti hay
        ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
        • #2569 Collapse

          loss say bachny k liye learning karni ho gi ta k loss kam ho saky aur market main haar jeet tou hoti hi rahti hai so hamain market main up aur down ko dekh k hi trade karni ho gi ta k achi trde karny main koi mushkil na ho saky gi it is best job for all
          • #2570 Collapse

            forex trading main loss ki kai reasons hn ,lack of experience lack of knowledge lack of learning ye main reason hn forex main failure ke is ke ilawa aggression bh aik important factor hy
            Signature removed by moderator
            • #2571 Collapse

              Waisay to loss ki bahut sari reasons hain lekin har aik ka apna apna point of view ha. Mera khayal main sb say ziyada jo ehm chez ha jo loss ka cause banti ha wo ha greed. Agr greed pay control kr k proper planning say forex pay kaam kea jaye to to kafi had tak loss say bach sktay hain. So greed ko apnay mind say nikalna ho ga hum sb ko
              • #2572 Collapse

                agar humay market main loss ho raha hay to es waja say humay pareshan nahi hona chahiey kyun keh pareshan ho kar humari trading achi nahi hoti aur humay chahiey keh es business main leraning ziada karen kyun keh tab humari trading bohat achi aur behtreen ho sakti hay esmain sahi say time daina chahiey
                • #2573 Collapse

                  agar humay market main loss ho raha hay to es waja say humay market main pareshan nahi hona chahiey balkeh humay apni trading ki galtio ko theak karna chahiey kyun keh galtio ko theak kar kay trading karnay main he faida hota hay es business main theak say focus karnay main he faida hota hay ye sab say acha businness hay
                  • #2574 Collapse

                    isme nuksaan hone ki sabse Badi Baatein ye hai ki aap isme in Greater karte hai agar aap isme laalach Karenge Koi planning nahi karte hain toh aapka account list mein Ja sakta hai toh aapko yahan se nuksaan ho sakta hai isliye careful Rahe isme
                       
                    • #2575 Collapse

                      Aslam o alikoum dear aap kay kafi teak manzar kashi ke hai jin doston ka forex trading main loss hota hai aik too wo inexperience man hotay hain aur dousra apnay emotion aur lalich ko nhe rok sakty ess lay loss hota hai
                       
                      • #2576 Collapse

                        market main loss karny kay kafi reasons ho sakty hain humain is main high risk main kam karny main loss km ho ga hard work kar kay ahcy say k am karna ho ga practive karty hain to trade main achi earning hasil ho akti hay magr loss karna hay to ziada bonus b kamana ho ga ta kay earning ho
                        • #2577 Collapse

                          agar humay market main loss ho raha hay to humay apnay loss ki reason ko kill karna chahiey kyun keh esko hum kil kar kay he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay humay chahiey keh es business main lalach bhi nahi karna chahiey kyun keh lalach say huma loss he hota hay humay sabar say kam karna chahiey esmain
                          • #2578 Collapse

                            market main loss hota hay to humain is main kafi leraning karna parti hay kun kay humjab b kam karty hain to hi kuch gain karna ho ga is main loss hahsil karny kay ki kafi reason hoti hay humain agr kuch gain karna hay to is main apni greedyness ko khtm karna ho gga or hard work kar kay kam karna ho ga
                            • #2579 Collapse

                              bht time main hamri trading profit main hoti hai or ham log jab more greedy krte hain ke yeah more profit main jae ge or watch krte krte trading main hame lose ho jata hai es liye main tu greedy ko hi kahon ga ke trading main es ke waja se zida lose hota hai or kam experience se bhe hame trading main big lose hota hai hame trading ke bare main zida knowledge nh hota hai or ham watch kiye bina enter ho jate hain or trading main big lose ho jata hai es liye trading main enter hone se phele her way se best watching krni chaye or bad main trading krni chaye hame
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2580 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: funnybunny پيغام ديکھيے
                                forex trading me loss ki main reasons :
                                1)loss of control on emotions
                                2)greed
                                3)lack of planning
                                mere khayal main to traders k loss ki wjah ye hoti hain..
                                1. trading krty wakat patience sy trade na krna.
                                2. knowledge ka nah hona.
                                3. trading krty hoy greed krna.
                                 
                                FRD 07 TRADING JOURNAL

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X