main reasons of loss
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2416 Collapse

    forex trading main agar humay loss ho raha hy to humay note karna chahiey keh kis waja say loss ho raha hay agar hum loss ki reasions ko theak karen gay tabhi hum profit earn kar sakty hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2417 Collapse

      Forex mai main reason loss ki ya hai.
      1 Emotional trade
      2 Greedy
      3 Education ka na hona
      4 Ak he trade se big prifit hasil krnay ki koshish krna
      Un ki waja se ak trader ko nuksan hot hai.
       
      • #2418 Collapse

        yes aap ki baat sahi hai in baato pe amal kare to ham loss se bach sakte hain aor achi trading kar sakte hain aor ache trader ban sakte hain agar ham forex ko seekh kar trading kare to ham ko loss nahee ho ga aor profitable trading kar sake ge
        • #2419 Collapse

          there is grat type ki mistakes hoti ha jiss ki waja say ham apana time or apna capital ko loss kr jaty ha ak tu sab say bari batt ye hoti ha k ham apna time manage nahi kar sktyhan or apna sturcture theek tahra say maiantaine nahi kar ksty han
           
          • #2420 Collapse

            Asalam o alikum dear ap n bilkal tek kaha ha m ap sy agree karta hon k forex trading m jab b hum emotional pe contorl ni karty han or planning k bagar trading karty han or knowledge k bagar trading Kearny to humy loss hota ha
            Be safe .its a dangerous market out there...:D
            • #2421 Collapse

              Traders ko jab loss hota hai tu is ki many reasons ho sakti hai.Ap nay jo share kia hai greed, lack of planning and emotions bhi ho sakty hai.But without analysis bhi big reason hai jis ki waja say traders ko losses hoty hai.
              • #2422 Collapse

                Jb hum trend ke khilaf trading krtey he to humein loss ho jata ha. Ya jb hum baghair sochay smjay trading krtey he yani hum markete analysis ni krtey he aur jaldi se trade open krtey he to loss ho jata ha. Jb hum profit me trade close krtey he to or zaida profit kmanay ke lalch me kai aur trade open krtey jo loss ka bais bn jatey he.
                • #2423 Collapse

                  jee dear ap ne loss ki jo reasons btai hain mare khayal main wo correct hain i think k in k sath sath loss ki sub se big cause Forex k knowledge aur experience ka na hona hay humain forex main successful hone k lie Forex ka knowledge hasil kerna chahie aur is k sath sath gree, fear aur emotions se b avoid kerna chahie.
                  • #2424 Collapse

                    Ap kibaatbikul durast hai.es market nai loss ki main waja ya hai.
                    Greedy
                    Emotion
                    Over trading
                    Un waja say hum esxmarket mai zada sayzada losd hotay hai.
                     
                    • #2425 Collapse

                      forex trading main agar humay loss hota hay to humay chahiey keh loss daikhy kis waja say huwa aur humay chahiey keh ainda wo same galti na karen jis waja say humay loss hota hay
                      • #2426 Collapse

                        forex trading main ziada tar loss ki waja trading kay bary main knowledge ka kam hona aur lalach hay agar hum apny knowledge ko enhance kar lain gay tab hum loss kay risk ko kam kar sakty hay
                        • #2427 Collapse

                          G bhai g apna bilkul thake kha hy ye 3 mean reasons hy jin ke waja sai apko looss hota hy agr in ko controll kerlo tu apko looss nai hoga lakin sub sai zaida greed sai bachna chahye hy
                          • #2428 Collapse

                            i think that the main reason of loss in forex is lack op planning or poor planning .if you are a gud planner your chances of loss are very less .then comes greed try to avoid gredd
                            • #2429 Collapse

                              Gee bhai ap ny thek kaha ma.agree krta hun ky loss humen hamari apni mistakes ki wja sy hota hai hum trading poor knowldge aor planning sy krty hen jaldbazi krty hen lalich ma ajaty hen roles ko follow nhi krty ya humen apny oper confidence nhi hota hum drty hen
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2430 Collapse

                                Is main jahan take mera kheyal hai k jab hu. Is main mistakes karty hai is k rules ko follow kar. K jam nai karty hain tab hamain is main loss hota hai hamain is main rules ko follow kar kam karna ho ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X