main reasons of loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2506 Collapse

    Bhai es mei loss kee bohut wje hein lykin iss main go mein reason he mere khayal mein to es mei zeada risk laene ke reason s bhi hao sakta hye aor iss kaa kaam knaolidge be he kunk jab tk koe bhi buesness hao Us ky mutaeliq complete ilaem na hao to US ko behtar tarah s nahi kar skti or es keh elawa iss ke parictis bhi honni chaeye es lia iss ko krnee kei lia in chiezon ko learning chaheay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2507 Collapse

      buhat si reason hain jin se hume lose huta hain sub se badi waja tu yeh hai k humara tp zyda huta hin aur dosri waja yeh hai k some time humsl hi nhi lagatay aur agli waja humey trend ka hi nhi pata huta hai aur hum news ka khiyaal nhi rakhtay.
      • #2508 Collapse

        dear forex men loss ki boht sari wajohat hoti hai or ap ko zada loss ap k kam knowledge or ap ko kam leanring ki waja se hota hai or jin logon k pas knowledge bhi hota hai or ap ko zada leanring bhi hoti hai tu wo log apny jald bazi ki waja se loss ker lety hei is liy ap ko saber se kam kerna ho ga or ap ko is terhan se zada se zada earning ko yakeeni bana skaty hein
         
        • #2509 Collapse

          merey khayal main 3rd reason lack of planning hai, aur first reason b hai, 3rd is liye ke koi b kaam krnay se phele ap ke pas planning nhi hai to app kabi b kamyab nhi ho sktey, aur Forex trading business main to kbi b nhi, aur trade main enter honay k baad first wala reason hai loss ka, zyda tar traders apney emotions ko control nhi kr sktey.
          • #2510 Collapse

            gee haan bhai hmein apne trading krte wqt emotions ko control krna chahe aur hm apne trading mein greed bikul khtm kr dein aur apne trading mein sahih planing se kam krein phr hmein apne trading mein kabhe loss nhe hota he aur hm apne trading se acha profit asane se hasil krte hien aur hmare investment mein izafa hota he
             
            • #2511 Collapse

              yes jo reasons app ne mention ki hain ye waki main resons hain lekin saath sath newbies specially bahut loss kerte hain jaldi main ameer ban janay aur profit lene ke chakkar main aur unke leye yahi reasons array ati hain shukriya dost app ne acha thread banaya
              • #2512 Collapse

                forex me hanmin ;loose hamri waja se hota hai loose se bachny k liye zarori hai k forex me ziyada se ziyada learninig ka hona bout zarori hai
                • #2513 Collapse

                  Experince or information sb sy zaroori hein aor agar aap trading krna ha, to aap ko lalch say door or patience keh pass rekh ky trading krna hao gaa wrna aap ko loss hi hao gaa aor lose hi kee reasons yehee hein agar in pei abaoor gain kr liyaa jay to 1 achaa traders bana jaa sakta ha, iss ley in sb ky baghair trading easy nahin ha
                  • #2514 Collapse

                    Forex tradings karobar mein lose ke bohat see resaons hao sktee han but me ressaon mujey yeh lagtee hai, ky propar maloomat nahin hotaa trader ky pass yaa to woh bohat laalchi hao jatey hein zeyadaa munafa ko deikh kr tb lose hao jaata hai
                    • #2515 Collapse

                      , haan gee yehee reasons hen Forex me loss honny ke jb lose hotaa ha, to sb lo prishan hao jatey han r hum bghair koee wakat keh hi tradings karty rehtey ainhaem jb tenteon mein hotey han tb bhee hm trading laaga detey hen jiss ke reasons sy hamey loss hao jaata ha
                      • #2516 Collapse

                        Forex trading mai new traders kay loss karne ke main waja tu yeh ha ke new traders start mai jitne knowledge aur forex experience kay sath trading start karte hain woh kafi nai hota hai jis k waja say in ko loss ho jata hai jabkay experience traders ko loss lack of emotion contorl , disciplined trading na karne ke waja say hota hi .
                         
                        • #2517 Collapse

                          , jhan tuk meraa experince ha, aor jitnee bar mujhi lose huwa ha, woh sert meree lalch kee reasons say huva ha, aor mer mein samjhta hoon ing kee hisab se kee agr app lalch nahe krty to aap zaroor kamyabi hoty hein yanee kaam lot sy trading ko start krna aor low profits ko kabool krna chiyaa.
                          • #2518 Collapse

                            aik trade harney key baad app apna patience kho detey ho or app kahtey ho key agli trade mein mera loss cover ho jaye app zyada amount laga kar khaltey ho or app har jatey ho or jo app ney profit earn kya hai woh bhi sara khatam ho jata hai
                            • #2519 Collapse

                              I think sab se bari waja jo nanti hai wohai Lalach Greed
                              Apko iss main lalach nahi jarna chahiy apka treding volume kam hona chahiay apko iss main kabhu b ziad anukasan nahi ho ga aghar apa k pass 200$hai tu kabhi b apna.order 0.10 se ziada na lagay uar ek.do se ziad na tred open karen sclaping se bach k rahen
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2520 Collapse

                                Forex market mai losski main reason a hai
                                1 Greedy
                                2 Emotional trading
                                3 Fear
                                4 Over rading
                                Jo bhe trader en ky mutabiq trade krta hai tou wo forex market mai loss he kray gy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X