main reasons of loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2476 Collapse

    huge of main reason of loss,trader can not read by losses main reason needs PDF book or internet huge advice and rules following that you will success its.greed,unwanted trading.or more kind of thing.
    tania
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2477 Collapse

      Sir loss kay reasons app nay btyie hain mai inn say agree karta hon maire khayal say Forex trading ke bara reason tu trading kay doran emotions per control ka na hona hai . iss kay elawa traders trading mai jaldi karty hain jis say b loss ho sakta hai .
       
      • #2478 Collapse

        is forex main hamain learn kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade kar k market main sucess ho skay gay aur demo main practice kar k hi hum sucess ho saky gay aur rules ko follow kar k hi hum earn karein gay
        • #2479 Collapse

          Basically Forex me humy loss isi liye hota han q k hum is business me greed boht karty han aur Forex ko learn bhi nahi karty isi liye humy chahye k hum is business me greed se avoid kary aur Forex ko zyada se zyada learn kary isi trha hi hum is business me daily basis par acha profit take kar sakty han.
          • #2480 Collapse

            Jab ap kay paas apnay account ki aur apni trading ki planning nahi ho gi to ap is business main kamiyabi hasil nahi kar saktay hain is kay ilava lalach bhi bohat buri cheez hay jo ap ko upar say neechay phenk sakti hay isi tarah trading kay doran hamen apnay emotions pay bhi control rakhna ho ga taa kay mistake na ho
            • #2481 Collapse

              forex trading main agar humay loss ho raha hay to humay chahiey keh loss ki reason ko follow karen aur daikhy keh hum usko kaisay batter kar sakty hay tabhi hum forex trading main achi trading kar sakty hay
              • #2482 Collapse

                sir baat ya ha kay forex ma main ches ha loss ki wo ha expeirnce ka na hona qk experince nai hota ha to ham forex ma kabi bhi earning nai kr sakty ha lakin hamay forex ma lalch bhi nai krni chaahiye qk lalach say ham galat tarde laga lety ha or hamy loss ho jata ha
                • #2483 Collapse

                  loss say kis tara say trader krty hain market main jub ik trader nay market ka chart ko study nahi kia hai or is main trade ka order ko open kr lia hai to is kay liay kafi zada is market say money ko earn krna muskil ho jata hai jis say loss hota hai
                  • #2484 Collapse

                    emotional honay say ap ub trade kartay hai tu apko itna bara lost nai hota hai kay jitna bvara apkp lost tub hota hai kay jub ap greed kartay hai greed say apko bus ye hota hai kayu zayadah say zayadah earning get ki jaiy is greed me hi ap sub kuch kho detay hai
                    • #2485 Collapse

                      Market main loss ke ek bare wajah patiance ka na hona hai ap just ek move ko dakh ke with out plan risk calculate kea bgr trade main enter hote ho aur jase he enter hote hain to samjh ate hai we are wrong agar ham us time bhe trade ko time dain to loss main nahe rahen ge lekn ham trades ko time nahe date aur loss karte hain
                      • #2486 Collapse

                        Apne bilkul sahi point batae hain main ek factor knowledge aur experience ka bhi add krna chahunga q k inke bina bhi ap achi trading nhe kar skty aur loss ho skta hai
                        • #2487 Collapse

                          ap ne forex men loss ki jo main reasons btaein wo bilkul hi thik hien i agree them, or ager ap in sab se avoid ker k trading kerty hein tu dear ap forex men aik achy or behtreen kism k trader ban sktay hein or ap is se boht zada earn ker skaty hein
                             
                          • #2488 Collapse

                            hamain trade karny k liye hard work karni ho gi aur loss say bachny k liye demo main practice karni ho gi ta k achi trade kar k run karein gay aur market main profit hasil kar k sucess ho skay gay
                            • #2489 Collapse

                              loss hny ki waja ya hi hoti hy k ham lalach kr dytyhyour ham sahi dyhan sy tading nai krty hy our ham iss forex my pasoy kamany k liya trading krty hy our har taime pasy nai is sykamay ja sgaty hy ya bat har koi nmai samajta hy is waja sy hamy is my loss hota hy hamy achy taime ka w98 krna hota hy to ham ko is my bhot acha profit hota hy phr loss nai hota hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2490 Collapse

                                go humain lose hotaa he iss ke bohat saari wajoohat hao sakty heen, humaraee concentration na hao Forex pe, ham dilchuspee na liye rahe hongaey, humko tajurba yaa maloomat na ho, ham nei practise na ke hao aur bhee bohat see wajoohat hao sakty heen

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X