forex trading me loss ki importance

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1561 Collapse

    profit and loss har business main hota hai is nahee ghabraana chaye balk is ko face karna chaye aor is ki reasons ko analyze karna chaye taa k aap apne loss se kuch seekh sake aor future main mazeed mistakes se bach sake
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1562 Collapse

      han g bilkul ap nba jo bat ke ha woh real mn bhot e importatn ha dear and mna pki es bat ko like krta hn dear forex ka ander kabhi bh loss ko apna oper swar na hona dna and must try krn ka forex ap ko achi khasi earning da kr jay daily basis pr dear forex market mn kabhi bh loss ka mtlab yeh nhn hota ha ka ap ko ab kabhi bh profit nhn ho ga dear and new hope sa try krn g
      • #1563 Collapse

        Loss jis kam mai be kiya jae uski value bohat zaida hoti hy lakin forex mai bohat zaida value is liya hy k looss kerna ke bad ap is busniss ko phr seekhty bdi achi tarhan sai hy
        • #1564 Collapse

          Boss ap nay theek baat ki hy humean humesha loss ko negative maen nahe lena chahay becaz humean us say siekhnay ko bohat khuch milta hy our jes ko hum mustakbil maen faida utha sagtay haen
          • #1565 Collapse

            Mery bhai forex trading ma loss ki wja poor knowldge poor planning lack of experience and less practice etc hen agr hum proper planning strategy aor knowldge ky sath trading start kren fresh mind ho ky motivation ky sath confident ho ky decision len market trend aor analysis ko dekhty huy trade kren to hum l9ss nhi ho ga
            • #1566 Collapse

              dear friends khty hain k har insaan apni glti sy lean krta hai .aur yehi chhleez yaha bhi hai jab tak ap ghti kr k loss ni kaingy apko apni mostakes ka pta ni chly ga to loss sy ghbrana ni chahye rather us se learn krna chahye
              • #1567 Collapse

                Is main hamain loss bi hota hai is agar Gary oasd experience hi na ho to hamain is main loss k ilawa kuch nai mil sakta ta main hamain is k vary main learn kar k kam karna ho ga
                • #1568 Collapse

                  forex trading aik aisa business ha jis men agar aap loss bi karty han to aapkuch sekhty han aionda k liay aap us loss ki reason ko darust kar k achi trading kar sakty han loss karny se dil chota nhe karna aap ko koi na koi sabaq zror milta ha loss se bi.
                  • #1569 Collapse

                    Hun g jnab hum ko insta forex treding buznees min hum ko loos bhi huhat hi zyda imported hy is lie kin kah hum jo marzi karyn is min loos bhi hota hy is min riak buhat hi zyda hy
                    • #1570 Collapse

                      mery bhai loss ki waisy to koi importance nhe ha but agar ham as a lesson len forex men losses ko to ham ko good lesson milta ha q k loss kisi mistake ki waja se hova hota ha next time k liay ham us mistake ko darust kar k behtar trading kar sakty han.
                      • #1571 Collapse

                        lost ka hona aik emo accunt kay hi level tak hona chaiy kyu kay real kay accoumt pe apko lost hnay ka matlaab ye hotaa haai kay ap apni real ki invetsmnet kho rehay hotay hai aur phir kyuch fadia bi nai hota hai
                        • #1572 Collapse

                          Agar aap loss sey ghabraney ki bajaye is ko accept kr lia krain to aap ka loss control main aa jaye ga. Jo log loss sey ghabratey hain aur disappoint ho jatey hain woh loss ko control nahi kar patey aur future main bhi loss uthatey rehtay hain. Hamain un mistakes ko control krna hy jin ki waja se loss ho raha ho.
                          • #1573 Collapse

                            members loss ki importance to koi nhe hoti agar zahiri dekhi jay to profit ko he important samgha jata ha but behind the picture loss ham ko boht acha sabak deta ha is lesson ki madad se ham apni future trading ko behtar bana sakty han.
                            • #1574 Collapse

                              jee forex trading main loss to ho he jata hay ye aik risky business hay but humain is ko dil per ni lgana chahie belke humian apne loss se aik lesson hasil kerna chahie aur jis mistake se loss howa ho is ko repeat ni kerna chahie is trah hum apne loss se b seakh jata hain aur aur future main hum aik achi trading ker sektay hain aur profit earn ker sektay hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1575 Collapse

                                G bilkul bhai apki bat thake hy k forex trading mai looss ke bohat zaida value hy looss ke bad ap is busniss ko again seekhty ho or next time nai kerty jis sai apko faidahota hy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X