forex trading me loss ki importance

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #811 Collapse

    Forex trading main loss ka risk humay apny capital ko daikhty huway select karna chahiey kyun keh agar hum loss kar risk ziada lain gay to huma ziada loss kar sakty hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #812 Collapse

      jis tra ziada hard working k lea ap ko ksi na ksi har ki zarorat hoti ha isi tra ap ko ziada profit gain krny k lea loss ki zarorat hoti ha jis sy ap k undar hard work ki khaish paida hoti ha aur ap ko ziada sekhny ko milta ha greed ap men sy khtm ho jati ha jis sy ap ki trade ko bht faida hota ha ap ki skill b developed hoti hen
      • #813 Collapse

        ji han forex trading me loss ke importance boht zyada he boht se member ye puchte he ke loss kaha jate he forex trading me loss he company ko jate he aur apke profit mei oske apne comision be hoty he loss is nothing bater in commen man
         
        • #814 Collapse

          Forex me loss b bht zrori he aksr ap ka loss bht barh jata he jis ki wja se ap ka account b band hone ka khadsha hota he.. is liye market ko visit krne k bad ya to oppisite trade lga den yya phr trade ko loss me hi offf kr den...
          • #815 Collapse

            forex ak acha busines ha sab is kam ko like karta ha is busines ma ap be pisa akm sakta ho sab ka liy ha ap be is maboht pisa ap be kam sakt ho sabka liy ha ap be is ka liy ha
             
            • #816 Collapse

              ge ha ya ak business ha har business maloss to hota he sab kamo sa loss hota ha is biuess ma be loss hota ha sab ka liy ha sab is akm ko like karta ha sab ka liy ha
               
              • #817 Collapse

                mera bahi ap na bahot acha kaha ha ka forex ka ager loss karo ga to profit milta ha pala pala jab ma new ta to bahot loss karta ta liken ab Allah shuker ha pala ma lots zayada lata ta to profit bahot kam profit earn kar lata ta ap lots be be kam lata ho or profit achi ha
                • #818 Collapse

                  loss is the part of trading process and do not worry about loss because when one door is closed many other doors of success are opened and you will get profit.
                  • #819 Collapse

                    loss hony ki bari wajah ye hai ke kisi knowledge ke bgair jab traders trading start kar dete hain unke pass koi experience nahi hota or naa wo experience gain karte hain demo account men trading ki practice kar ke, or dosri wajah ye hoti hai ke wo sab kuch luck pe chor dete hain or khud kuch nahi karte but loss ka faeyda ye hai ke iske dar se new traders zyada practice karte hain
                    • #820 Collapse

                      sir forex me jitna profit means rakhta ha waise hi loss ki bhi bhot importance ha kyo ke loss hamen bhotb kuch sekhata ha aur bhot achi learning bhi hoti ha forex pe ham bhot loss uthate hain aur aur bhot kuch sekhate bhi hain
                      • #821 Collapse

                        forex treading main agr apka loss hota hay to apko is buisness main loss say bhe sabik hasil karna chaiy loss hota hay to apko is main say acha sabik milta hay aur ap is loss ko cover kar k boht acha earn kar sakty hay is liay loss hona koi bari baat nahi balky loss ko cover karna boht bari baat hay ta k acha earn kia ja saky aur is business main kamyab howa ja saky...........
                           
                        • #822 Collapse

                          Main ap ki bat say agree hun k loss say hamein los to hota ha par hum loss say waqe bohat kuch sikhtay hain k los honY mein jo mistakes hui hain dobara wo na kar k profit ki taraf janay ka rasta mil sakta ha is liay loss ho to pareshan nai hona chaiay hamein
                          • #823 Collapse

                            forex trading main loss hi buhat hi importance hoty hay.kue kay is say hamain ya pata lagta hay kay hamain is business main loss kue howa hay.or hum apni us mis take ko door karty hai.mager bhai hamain cahiya kay hum is tarha ki trading apnay demo account main hi karin.or jab apnay real account main ayin to hamain loss na ho..
                            • #824 Collapse

                              Loss ki importance yeh hay k app us loss say sabaq hasil kerte hay or again wo loss dobara nahi kerte hay,or hamesha ghalat trading nahi kerna chahie.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #825 Collapse

                                forex treading main humain loss us waqat hota hay jab hum us main lalch karty hay aur hum sabr say treading nahi karty jis ki waja say humain loss ka samna karna parta hay agr hum sabr say kam kary aur us main mehnat kary aur hum acha experiance hasil kary to hum loss say abch sakty hay aur hum us main acha profit hasil kar sakty hay is liay acha experiance hona lazmi hay ta k loss say bacha jay aur acha profit hasil kia ja saky........
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X