forex trading me loss ki importance

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1576 Collapse

    loss ki waja se aap ka kaam ruk sa jata hai phir loss ko recover karne me jis hisab se aap ko waqt lagta hai us me bhi earnings aap ki ruki rehti hai is lye loss ki importance bohat ziada hai is lye hamesha koshish karni chahiye ke jab tak sahi time na ho tab tak trade nahi kari jae or market ki move per nazar rakh kar watch kara jae .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1577 Collapse

      forex ek business hy jahn loss aur profit dono mojoud hy lkn hmen loss se prshan ni hona chae balky ise sekhna chae qun k wohi log kamyab hoty han jo apni ghltion se sekhty han.hmesha apni ghlti ko find out krk sekhna chae aur next time wo ghlti ni krni chae
      • #1578 Collapse

        Dear meray khayal mein to forex trading mein loss ki bohat importance hy kyun k jab tak ap loss say learn nahi karien gay tab tak ap successful trader nahi ban sakty is liye ap ko zaror learn karna chahiye
        • #1579 Collapse

          Forex ma sb sa important hota hy apny capital ko save krna or profit b sth sth save krna forex ma capital save krny k leya hr successful trader chya WO chota trader ho ya big experience trader ose aike chiz ke zurat pharti hy osy stop loss khaty hain,forex market ma zinda rhny sa sb sa important rules stop loss hy ,or jitny b successful trader hain in ka sb sa phla step stop loss ise leya ya uth important hy
          • #1580 Collapse

            G bhai g apkibat thake hy k forex trading mai looss ke bohat zaida importantnce hy kun ke jub ap looss kerty ho tu uski bad again is ko seekhty ho or uski waja sai earn kerty ho
            • #1581 Collapse

              ji bilkul sahi kaha hy app ny humein apny loss se kafi kuch sekhny ko milta hy lehaza humein chayein ky hum zaida se zaida mehnat kartey rahey yahan par ta ky hum yahan par zaida se zaida earning kar paye yahan aur apni needs ko pura kr ley easily
              • #1582 Collapse

                Mery bhai forrx trading ma lloss ki to koi importance nhi hai lkn loss sy subaq sekhny ki importance hi apko apninghaltion sy sabaq lena chye ta ky future ma aisikoi ghalti nhi kro aor unka hal talash kro forum ma bhi share kro
                • #1583 Collapse

                  Yes dear ap ki bat bilkal thek ha forex trading ma lose ho hata ha agr ap is ma shi kam se kre ge tu ap ko lose ho ga agr ap k pas experience ne ha tu ap ko chaiye k ap demo account se experience hasil kre phr real account ma apna kam krevtu ap ko profit ho ga
                  • #1584 Collapse

                    jab hum trade karty hain to humain learning kar kkay kam karna ho ga jis say humain market main achi earning hasil ho sakti hay magr humain loss km ho ga or humain profit ho ga
                    • #1585 Collapse

                      Dear dostoo apka swal bhut acha he forex mein loss bhut ahmiyat rakhti he agar ap ko aik martaba loss hota he tu aap dosri bar wohi galti nahi duhrate qk aik bar apka bad experience ho chuka hota he bass ap you keh lein k forexmein loss hone ki wajah se aap bhut kuch sekh jate he
                      • #1586 Collapse

                        Forex Ek World Wide Business hai aor Business Me Loss Profit Dono Hotey hain Loss Ki Imporatnce Ye Hai ke agar Hamara Loss Hota hai To Hum Us Loss Se Sabq Sekh lete Hai to phir WO Ghalti nahi karte Jis Ki waja se Loss Huwa Tha...............
                         
                        • #1587 Collapse

                          Bhai forex trading aik bht risky aor online perfect bussiness hai forex ma loss aor profit dono ky chances hain marekt ka acha analysis aor achi planning sy hum loss sy bach skty hain experince ky sath tradimg start kren
                          Acha kaam achy daam
                          • #1588 Collapse

                            Forex trading mai loss ka hona aik un avoidable situation hai aur har trader ko chaiye woh new ho ya experienced trader sab ko trade mai loss zaroor hota hai . Loss honay be ap kay paise tu waste hoty hain lakin ager trader ko chaiye ke woh apni har loss mai mistakes note karin tu in ko future mai bohot fiada ho sakta hai.
                             
                            • #1589 Collapse

                              Gee mery ak Forex m.market mai loss ki bohat zada important hai. Kyu k en ki waja say hum Forex market mai apni strategy ko aur behatr kr sakty hai. Aur humri earning bhe zadaho gy.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1590 Collapse

                                Forex market mai Jo loss hotay hai tou en ki madad say hum apni strategy ko zada behatr krtay hai. Es tarah hum loss ki madad say strategy ko behatr kr skaty hai.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X