forex trading me loss ki importance

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    Jee bhai ap nea ek bhut acha swaal kiya hea aur mein agree karta ho aur yeh kehan chatho kea forex mein agar ap logo ko loss sea bachna hea toh ap ko chea kea ap puri knoweldge hasil karea aur phr ek achi tarde kar kseta hea .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      forex mai jab loss hota hay to aus se experience hasil hota hay aur trader ko yeh jananay ka moqa milta hay kay aus se kahan ghalti howi hay insan apni mistakes he se seekhta hay magar apni mistake ko repeat nahe karni chahye
      • #78 Collapse

        ups and downs are the part of our life . .and loss and profit both are the part off business . .har loss sey hum ek sabaq milta hai .. aur humhy apni ghalati pata chalti hai k kya humne ghalati ki thi aur next time phr bohat carefull hojate hain wo log jin ko loss hota hai
         
        • #79 Collapse

          loss or gain is the part of buisness... buisness mai ya to apko loss hoga ya profit or is mai jitni ahmiyat proft ki hai utni hi loosss ki bhi hai agr hamko loss hoga to ham profit ki taraf jayenge...
          • #80 Collapse

            kuch log hota hain k un ko jab bhi forex mein loss hota hai tu wo bhut upset ho jata hain aur hopeless ho kar trading ko leave kar jata hain lakin kuch log easa bhi hota hain jo apni mistakes se learning karta hain aur ya samjta ho k jo bhi un ko loss howa hai iss loss ne un ko profit ko way diya hai tu wo aik na aik din bhut acha traders ban jata hain.
             
            • #81 Collapse

              forex trading main loss ke bohat he ziyda importent hain . kiyoo forex trading main agar app ko is main loss hotha hain tu loss ke waja si app ko forex trading main bohat koch seekni ko mily gha jiss si app forex trading main ek acha profit earn kar sakty ho. kiyoo jiss jaga app ko is main loss hogha hain tu next time app ko is main ek acha profit be mily gha
              • #82 Collapse

                ji bhai bilkul trading main loss ki importance wohi log jantey hain jo is manzil se guzrey hun main ne is main se kafi kuch kamaya hai lekin jab mujay loss hua tu mujay bohat dukh bhi hua kyun k main ne kafi mehnat ki thi is liye main aapko is ki importance bata raha hun k isey thek is karain tu ye business ap k liye boht acha bhi sabat ho sakta hai.
                • #83 Collapse

                  First of all we have a need of knowledge and experience because without it any trader not be able to get skills in the Forex trading. I think that if a trader have ability to earn then he can get success in the Forex trading. It is the best way to earn from the Forex that a trader must be get technical ideas about the market movement.
                   
                  • #84 Collapse

                    bahi jaan mujey nahi lag tha k forex k duniya mein asa koi b trader hoga jo yeh keh sakhey k usney loss nahi kiya aponi trading career mwin forex trading business yeh loss hi asi cheez hai jo insaan ko seekhney par majboor karthi hai aur apney skill mazboot karney par majboor karthi hai warna profit toh insaan ko matakabir kardetha hai.
                    • #85 Collapse

                      dear forex trading me loss ki bi boht importance ha kiun k jab tak trader ka loss nai hota wo overconfident ho ker trading kertay han .jis ki weja se berha loss ker detay han is liay little loss se trader ko lesson milta ha ore wo muhtaat ho ker trading kertay han
                      • #86 Collapse

                        mere khyal me forex trading me loss ke boht zyada he important he q ke har trader yahy dekte he ke ose kab profit melghe ya kab loss hogy aur kese bachnghe loss se
                         
                        • #87 Collapse

                          Agar to ham learn karta hoa loss kar raha hen tab hamen is ka fiada ha ku k agar kisi mistake sa loss ho raha ha to is ka matlab ha k hmara knowledge ma b izafa hoa ha dobara ham wo galti nai karta hen.
                          • #88 Collapse

                            forex trading me loss ki bohat zyada importance he forex trading k doran apko jo loss hota he wo loss apko aik acha sabk dy k jata he k apny any waly wakt me kesy loss sy bach kar profit get karna he .
                            • #89 Collapse

                              yes dear definitely forex me trading doraan jab loss hota he to hamari investment decrease hoti he, but hame apni kari gae mistake ki wajah se jo loss hota he, us loss se bhi hame boht kuch gain karte hen aur next time ham apni trade me wahi mistakes na ho yeh control karte he. mtlb mistake se hame boht kuch sekhne ko milta he...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                forex trading aik risky business hi jis main ap ko bara loss bi ho sakta hi iss lye ap ko achi learning kerni ho gi teke loss se bacha ja sake ap stop loss or take profit ko apni trading main use ker sakte ho then hi ap achi earning ker sakoo gye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X