importance of stop loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #931 Collapse

    Assalam - u - alaikum bhai jaan jee bilkul stop loss kaafi acha hai aap ne ager zyadaa loss se bachna hai to aap ko stop loss ke baare me janana chahye thanks for question
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #932 Collapse

      Assalaam o alaikum importance of stop loss bohut ziada isse aapka nuqsaan sirf utna hi hota hai jitna aapne lagaya ho stop loss par isska sab se bada faida ye hai k trader k account k safaya hone se bach jata hai aur nohut kam nuqsaan par b traders come back karne k salahiyat rakhte hain naake account hi khaali hojai .
      • #933 Collapse

        yes forex meiin stop karna parta hai aur hum sab he is se wakif hain kabhi kabhi hume forex main lose ho raha hota hai tou hume apni investment bachne ke liye stop karna parta hai aur naye stragy lagni parti hai stop bhi zarori hai is mein.
         
        • #934 Collapse

          ji is se kafi fadi hota hai jab aap forex mein galat trading choon lete hai tou is se aap ko lose ko kam kar sakte hai is wajha se ye zarori hai ke forex trading ase zarori sekkha jaye kyun ke ye fadia manad cheez hai thanx..
           
          • #935 Collapse

            forex trading main loss ko controle kernain k liyeh huam stop loss ka sue kerna chaiyeh q k yeh loss say buchnain k liyeh bohat acha tool hai.
            • #936 Collapse

              stop lose just a process which is just a command which can save you from a big lose. many people use this process but i think hedging is better than using stop loss. because if you use stop lose then you need to recover your money first. that is not so easy and also time killing.
               
              • #937 Collapse

                Stopp loss ki forex main boht ziada ahmiat hai aur boht ziada is ka istamal bhi hai, kion k ap aik lot place kerty hain aur ap nay stopp loss nain use kia to ap ko ziada nuqsan ho sakta hai is liye ap stopp loss ki zariye apny loss ko minimize ker sakty hain. Stop loss ki percentage 3% hoti hai yani ager 100 dolar ka account hai to 3 dollar ka stopp loss
                • #938 Collapse

                  Ji bhai aap ki bat durst he stop Los hamin unexpected Los se bachata he kio ke jab hum stop Los lagatay hain tu hamaray zahan me ye Los already mojod hota he.
                  • #939 Collapse

                    trading mai stop loss buht ehmiat rakhti ha, forex market mai jub hum trade lagaty hain tu hum take profit k sath sath stop loss ko bhe set karty hain us ke waja ye hoti ha k agar hum loss kareny tu hum loss ek had tak karin.
                    • #940 Collapse

                      Dear aap ki bath sahi hay laykin may ya samjh ta hoon kay aap market may stop loss us wakat use karo jab kay aap kay paas apna account wash honay say bachanay kay liya dosra koi zarya na ho iss sorat may aap stop loss use karo.
                      • #941 Collapse

                        yar stop loss ke bohat he zayada importance hai and hamain chaye k hum is main apni har trade main stop loss ko lazmi use karain kyu k stop loss ko use kar k hum high loss se bach sakty hain and kam loss main he hamari trade close ho jati hai..
                        • #942 Collapse

                          Dear trader i think forex ma stop lose ki itni zada zarorat nahi hai or zada ter trader is ko kam hi use karty hain kyo k kyi bhi trader yh nahi chata k us ki traing order lose ma close ho wo jitna saber sy kam lyta hai us ko utna hi profit hota hai.
                          • #943 Collapse

                            G han is business me stop loss ki bht zyada zarorat ha kyun k is k istmal se hm is business me kafi bary loss se bach sakty hain isi liye hmen chahye k hm is ka istmal har trade me kareen ta k hm is business me loss se bach kar achi trading ki taraf ja sakyn
                            • #944 Collapse

                              G han is business me stop loss ki bht zyada importance ha agr hmen is business me success hona ha or hmen is business me loss se bachna ha tu us k liye hmen chahye k hm is business me stop loss ka istmal har trade me kia kareen52
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #945 Collapse

                                FOrex trading main stop loss ek boht he zabardast cheez hai jis ki madad say hum forex main baray loss say bach skty hain jab hum koi trade open karty hain to hum stop loss ka option use karty hain kay agar hamari trade against direction main move hon to itnay pips kay bad wo or loss main na jaye balkay khud ba khud he close hojaye yaani kay baray nuqsan kay bajaye chota nuqsan he accept hojaye or har new trader ko apni trading main stop loss ka istemal zaroori karna chahiye.
                                AGAR AP KO MERI POST PASAND AAI TO PLEASE THANKS PER CLICK KARAIN.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X