What is the effect of overconfidence in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1156 Collapse

    hamain is forex main confidence say hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur rules ko follow kar k hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain aur experience hasil kar k hi trade karni ho gi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1157 Collapse

      forex ma confident k positive effects b hain and negative effects b hain ager confident k sath market trend ko daikh k trading kero gay to app kamuab ho gay ager app overconfidence ho k trading kero gy to loss hoga
       
      • #1158 Collapse

        dear jab hum normal ho k trade karty hai to ais ka faida ye hota hai k hum lot kam use karty hai aor jab hum over confidence ho k trade lagaty hai to hum aus mai lot bari laga dety hai k ye trade humy bahot profit dy gi agar wo hum ko loss dy jaye to humry liay kafi zayda ho jata hai.
        • #1159 Collapse

          Assalamo Alaikum wa rehmatullahi wa barakatuh! over confidence se koi khs bad impact nai parta han agr apki monerey management achi aur han magr apki money management kamzoor ho tab ap apna account loss kar saktay hain q k 2,4 trades b agar apko loss ki mili to gya kaam
          • #1160 Collapse

            Bhai ziada pur eitemadi say bandaa bhut nuqsaan uthaa ta hai, kien kah US ko pher yei lagni lgta hai, kah wo go bhee trading open kary gaa Us par wo profits kama e gaa, yaa agr lose bhee kary gaa to wo Us ko recovering kar legaa mgr yr es mn boht pareshanee hotay hai or zeada ghaltian ke wajah s bandaa frustrated be hao jaata hai
            • #1161 Collapse

              Bahi Jan forex trading mein kabhi bhi over confidence nhi hona chahiye aghr ap over confidence hopun gay tu apko loss hun gay bahot zaida is lye zaida confidence acha nhi hota
              • #1162 Collapse

                shakhs understand hoon keh Forex kei buesness mein hamaen serf aitemad kee he zarurt hotti ha, aor hamaen kbhi bhee ziada pur eitemadi nahe honaa chaheay kayon ky in this way hm apni earning ko loss mei bhee convert kr sakti hein aor hamaen failure hao sakty ha
                • #1163 Collapse

                  bro meiry thinking mei ziada pur eitemadi Forex mei honaa chaeiye laikin apney tajurba keh hisaeb say kayon ky agr aap baghair tajruba ziada pur eitemadi hongaey to es kaa meaning ha, aap chances laaga rahe hein ky shaeyad correct hojay aor shaeyad nahin.
                  • #1164 Collapse

                    ziada pur eitmadi kaa ye affect hotaa hai Forex me kah iss say hm forrix me lalchee baan jataeey han or kabi bhee iss mein achee tarha sy kaamyab nahi hao sakty hein aor iss say achee earnings nahi kr sakty hein.
                    • #1165 Collapse

                      Yes bhae app nay tkh farmaya ham ko chee ki hm as main bahut confedance kee saaet as mein works kre as mei app koee bee ghalti na kre 1 chaote sey ghalti aap ko as mei bra loss mei liye gaa sakti hia.
                      • #1166 Collapse

                        forex main apko soch samjh k aur hard decisions laine parte hain kyun k forex main agar ap ko ek do dafa earning howe aur ap overconfidence hogaye to ap ko loss he hoga au siwaye pachtawe k apko kuch ni mile ga
                        • #1167 Collapse

                          overconfidence kay kisi b business mai buray asrat he muratab hotay hain . forex trading mai b yahi hai ke overconfidence ke waja say trading per bohot he buray asrat ya effect hoty hain . overconfident traders trader maket mai overconfidence ke wja say market ka analisis kye baghir trading karty hain jis mai in ko loss ho jata hai . Forex trading kafi risky market hai aur iss mai overconfidence bohot loss karta hai .
                             
                          • #1168 Collapse

                            bhae aap Forex tradings kr rahey hun yaa koe aur karobar jab aap our confedenc hao jatey hain tao app achay tarekey sy kaam ni kr skty jab ky karobar planning sy hotey hein.
                            • #1169 Collapse

                              over confidence bohat mosibato ko dawat deta hai or bohat achi achi tradings sirf isi over confidence ki waja sy loss main tabdel ho jati hai.bohat tahamul or sakoon sy trading kerni chahiyah
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1170 Collapse

                                over confident k sath loss he loss hota ha is liye hameesha hard work or experience ksath he work apko kamyab bna sakta ha or achi earning ki ja sakti ha is liye hard work to get success easy in forex

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X