What is the effect of overconfidence in forex
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1201 Collapse

    Sger forex mn ap over confidence sy trading kren gy tu ziada chance hain k ap loss he ho ga q k forex mn bhe over confidence sy loss he hota hai as liay over confidence py trading mn bhe control kren aor normal life mn bhe
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1202 Collapse

      dear jab ham over confidence ka shikar ho jaty hain to hamen ye lagta hai k hamari koi b prediction ghalat nahin ho sakti. To ham kisi b planning k baghair trade lagaty hain jis se aksar logon ko loss ka samna karna parta hai
      • #1203 Collapse

        Yes jab insan k andar kudh sy ziada yakeen a jae tou wo tabhi nuqsan mein jata hy kyo k usy lagta hy trading karna aur profit earn karna koi masla hi nahi
        • #1204 Collapse

          Assalamu Alaikum Forex mein overconfidence se aapko bahut zyada loss ho sakta hai isiliye overconfidence Aane Se Pehle market ko achi Tarah check kar le
          • #1205 Collapse

            forex trading main apni ability par confednce tu sot karta hai maghr es main over confidence se mar kha jata hai insan es liye es main apni abiliti or learning ki bade par confedent hona chahye yah nahi smjhna chahye k hmain sub kuj ata hai or ab ahmain sikhny ki koi zarorat nahi hai forex ki learning kbhi bhi khntam nahi hoti hai es liye learning kar k conferdent rahen
            • #1206 Collapse

              Overconfidence kisi bhi field ma ho ais ky asrat nuksaan deh he hotey hy
              And forex trading ma overconfidence ky harmful effects sy bachna boht mushkil hy ais ma boht carefull rehna parta hy ais may ap ky andazy kisi wakt bhi negative ja sakty hy phir and mery khayal ma to overconfidence ki soorat ma seedha seedha bary nuksaan ky liye tiyar rehna chaye
              • #1207 Collapse

                life mai field koi bhi ho us mai agr aap overconfidence ka muzahira krty hain to nuqsan k elawa kuch hasil nhi hota. ksi bhi kam mai mahart hasil krny k liye just confidence or self control ki zrort hoti hy or trading mai sometime aap overconfidence mai aap apna nuqsan kr skty hain.
                • #1208 Collapse

                  jee ha sir sahi kaha ha apnay forex ma hamay confidence hona chahiye kay ham jab bhi tarde lagaty ha lakin apko aek ches ka khyl rakna chahiye kay apko kabhi bhi begar market ko learn kiye tarde nai lganai chahiye qk usay apko loss bhi ho sakta ha bs apko forex ma mhenat krni chahiye
                  • #1209 Collapse

                    Over confidence aik bht e buri chez he jo k insan ko asman se zamin per gira sakti he aik second main or trading to bht sabar or soch samjh k krne wala he kam he is main agar ap jazbati pan ka muzahira krenge to bht e lose uthainge islie over confidence se avoid kren. Agar ap waqai serious hen to. Thanks
                    • #1210 Collapse

                      agar apko kisi bhi kaam main skills ajain to greed nai krna chye is say apko lose hoga overconfidienc say insaan main gredd aur takabbar ajata hay jis say wo apna aap bhool jata hay aur wo mairaay khayal say kisi bhi kaam ka nai rehta is liye friends maira mashwara hay k is baat say hamain avoid he krna chaye.
                      • #1211 Collapse

                        bhai jan forex trading mn overconfidence ka hamesha negative effect he hota hay. overconfidence say hamesha loss he hota hay. koe bhi trader overconfidence say kabhi bhi long term trader ban kay profit gain ni kar sakta , end py nakaam he hota hay
                        • #1212 Collapse

                          dear over confidance hammy loss kerwa saktha hai forex trading kerty hou hammy ager earn kerna hai tuo hammy patiance or dicipline sa trading kerni hu gi or ager hamm over confidance sa trading keryy ga tuo hammy loss ho sakta hai isi liye hammy overconfidance sa trading nai kerni chaiyie.
                          • #1213 Collapse

                            Forex trading ho ya koi bhi business Jab Koi Aur confidence Hoga Kam Karta Hai To usse Aksar galti ho Jate Hain Kyunki film apni galtiyon ko bhi thik Karta Hai Jis Se usse nuksan Hota Hai
                            • #1214 Collapse

                              over confidence say kam karny main humain is main agr kam karna hay to hard work kar kay achy say kam karna ho ga is main jo log success hasil karni hay to is main demo ko use kar kay achy say kam karna ho ga kun ay demo main kam karny say humain trade main acha confidence mil jata hay or hum trade ko use kar kay learning karty hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1215 Collapse

                                What is the effect of overconfidence in forex
                                Assalamu Alaikum friend Mein new user or mai apne senior member se puchna Chahta Hoon ke what is the effect of our confidence in forex ko kis tara thik krna chahiya

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X