What is the effect of overconfidence in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1216 Collapse

    Forex ho ya koi aur jaga overconfidence har jaga ap ko nuqsan main mubtala kar deta hai overconfidence ho kar jo bhi faslay keye jate hein wo zaida tar nuqsan ponchte hein .Overconfidence ko agr lalach ke zomray main laya jay tu kuch ghalt nai ho ga. Forex main asy logon ka kamyab hona tashwish nak hai jo khod ko har field main expert samjhty hein lekin hoty nai hein bas apny ap main a kar khod ko bari cheez smjhny lag jate hein.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1217 Collapse

      is forex main trade karny k liye hard work karni ho gi ta k loss kam ho saky aur is main confidence say hi trade karni ho gi ta k achi trade karny k kabil hon gay aur markt main emotion ko kabo main rakh k hi hum run karein gay
      • #1218 Collapse

        overconfidence ka trading per bohot he negative asar hota hi . akasr traders ke jab din mai aik do trade achi hon jain tu woh overconfidence ka shikar ho jaty hain aur market kay analysis kar kay trading karnay ke bjaiye wiase he trading start kar daite hain jis ke waja sy kafi loss b ho sakta hai .
           
        • #1219 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
          Overconfidence invites several problems in our life, in every profession as well as in forex trade. We do not think and plan a decision properly and go for it in a hurry. So in your kind opinion what are the negative effects of this on our trade.
          Overconfidence se Hamesha nuksaan he hota hai Kyunki overconfidence jump log hote hain woh apni Galti Ko Nahi mante aur apne overconfidence ki wajah se galat kaam bhi kar Baithe Hain Jeene ki wajah se hota hai
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • #1220 Collapse

            Over confidence hamen greed ki taraf le jata hai jiski waja se hamari trading per nagative effects perte hain.
            Over confidence se ham planning ko bhool jate hain ham emotions men aa ker correct decision ni lete hain aur trade open ker lete hain jiska result hamen loss ki surat men milta hai.
            Ham over confidence se kabhi bhi market ko anlyse ni ker sakte hain hamen trading planning aur confidence se krni chahiye na k ham over confidence se lalach men aa ker over trade keren aur apne capital k sath apni stragties ko bhi kharab keren.
            :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

            CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
            • #1221 Collapse

              Forex k andar over confidence se insan loss hi uthata hai, lakin hamain luck nhi balka haqeeqat ko zehen main rakh kar mutmiyan ho kar trading karni chahye nhi tu over confidence se ham by chance zaida nuksan b utha saktey hai.is liye kuch confidence tu thek hai lakin over confidene thek nhi hai.
              • #1222 Collapse

                agar hum overconfidence ho kar trading karen gay to humari trading achi nahi hoti hum market main galt trade place kar lety hay aur humay chahiey keh forex trading main theak say mehnat karty huway trading karen ta keh market main achi earning kar saky ye aik bohat acha business hay sahi say time daina chahiey
                • #1223 Collapse

                  overconfidence say kam karna kafi risky ho sakta hay jis say market ko samjhny main asani ho sakti hay kun kay market main boht say log kam karty hain hard work kar kay ta kay kam karna kafi asan ho sakta
                  • #1224 Collapse

                    agar hum forex trading main overconfidence ho kar trading karen gay to humari trading achi nahi ho sakti aur humay chahiey keh forex trading main esmain theak say focus kar kay trading karen tab he humari trading esmain achi aur kamyab ho sakti hay humay esmain khoob mehnat karni chahiey
                    • #1225 Collapse

                      agar hum overconfidence ho kar trading karen gay to humari trading theak nahi ho sakti aur humay chahiey keh esmain sabar say kam karen aur esmain seekh kar he kam karnay main faida hota hay aur achi earning bhi tab he ki jati hay humay khob mehnat karni chahiey esmain tab he safe trading mumkin hoti hay
                      • #1226 Collapse

                        agar hum overconfidence ho kar trading karen gay to market main theak say earning nahi kar sakty kyun keh es trha hum shoikhi main galt trade lga lety hay aur es waja say market main humay loss ka saman karna parta hay so humay chahiey keh esmain galtia kam say kam karen tab he esmain safe trading ho sakti hay
                        ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                        • #1227 Collapse

                          I think overconfidence in trading leads to trader a loss. So hum sb ko trade lgatay waqt carefyl hona ho ga aur overconfidence say bachna ho ga ta k aik achay trader ban skain
                          • #1228 Collapse

                            Dear aik hota ha ha confidence r aik hota ha over confidence.confidence hamary lye faida mand ha r hmn trading mn madad karta ha magar over confidence bht nuqsan deh hota ha.kyun k over confidence mn insan greedy ho jata ha .e ye samjhta ha k wo ghalti ni kar sakta r loss uthata ha.
                            • #1229 Collapse

                              excess of everything is bad.. isi tarah forex trading main overconfidence ka bhi nuqsan ho sakta hai.. forex main overconfidence ki wja sy traders lot size account ki worth sy ziyada lgaty hain..jis ki wja sy account k wash hony ka khadsha ho jata hai.. forex trading main overcofience sy bahut loss ho sakta hai..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1230 Collapse

                                confidence say kam karna hota hay magr bot say log market main trade aysa karty hai nkay jaisy is main kitni maloomat hoti hay issi taara ka overconfidence say log loss karty hain to humain active ho kar kay market ko use karna ho ga kun kay market mai practice say hi kuch hasil ho sakta hay hard work karna b sai ho sakay loss km ho ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X