What is the effect of overconfidence in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1246 Collapse

    agar hum overconfidence ho kar trading karen gay to humari trading humay loss ki taraf lay jati hay aur humay chahiey keh es business main money management karty huway aur sabar kay sath kam karnay main he faida hota hay humay chahiey keh es business main ziada say ziada mehnat karen tab he safe reh sakty hay esmain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1247 Collapse

      agar hum overconfedence ho kr trading karen gay to humari trading achi nahi hoti ulta humay market main loss ka samna karna parta hay aur humay chahiey keh es business main dil lga kar time daina chahiey kyun keh sahi say focus kar kay trading main dhyan dainay main he faida hota hay sab say acha business hay ye
      • #1248 Collapse

        is main hamain confidence say hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur markt main knowldge ho ga tab hi hum sucess hon gay aur market main anlayse kar k hi hum achi trade karny k kabil hon gay aur profit hasil ho saky ga
        • #1249 Collapse

          agar hum overconfidence ho kar trading karen gay to humai trading bohat achi ho sakti hay so humay chahiey keh es business main money managemnet kare aur tab he humari trading achi aur safe ho sakti hay jab hum khud par aitmad kar kay kam karen gay aur ye aik bohat acha business hay sahi say time daina chahiey humay esmain
          • #1250 Collapse

            bhai forex trading mai khd py confidence hona chahyai k we can do it apny app py bharoosa rkhna chahyai k profit ho ga mgr over confidence to kisi b kam mai loss ki trf ly jata hai aisa hi forex trading mai hota hai over confidence sy kisi din bohat bara loss ho skta hai iss lyai balance rkhna lazmi hai
            • #1251 Collapse

              apny ap ko over confidence dikha ky kam per bad effect hota hy is liy kam mai apny confidence ko or emotions ko kabo mai rakna ho ga per hi hum sahi sy kam karny ky kabil ho sakty hy so all people shold her control there over confidence
              • #1252 Collapse

                friends over confidence ka hum py or market py bad effect hota hy log over confidence dikaty hy or greed ban jaty hy ya ak buri bat hy hum forex mai tasali sy kam karn chahiye par hi best earning ho gi
                • #1253 Collapse

                  Bhai ovr confidence kisi bhi kaam me Theek nhi khas kr forex trending me q kh hum jitny pur atiamaad hu gy itny hi nuksaan ho q kh humen Phir lose ka khatra nhi ho
                   
                  • #1254 Collapse

                    Bhai forex atrending me over confidence nhi hona chahey humen lose ka khatra bhi dath ly kr chalna chahey over confidence har kaam me nuksaan dy sabit ho sakta hai
                     
                    • #1255 Collapse

                      hamain market main confidence say hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur market main kam karny k liye plane karna ho ga aur up aur down ko dekh k hi hum sucess hon gay aur is main kam karny k boht say faidy ho sakty hain it is best
                      • #1256 Collapse

                        is main confidence say hi trade karni ho gi tab hi hum sucss hon gay aur market main forex main kam karny say pahly is k bary main guide leni ho gi tab hi hum market main acha earn karny k kabil ho sakty hain aur earning hho saky gi it is bst
                        • #1257 Collapse

                          is main confidence say hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hn gay aur market main anlayse kar k hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain aur hamain market main emotion ko kabo main rakh k hi hum achi trade karny k kabil hon gay it is best
                          • #1258 Collapse

                            is main confidence say hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur forex main kam karny k boht say faiday hoty hain so hamain market main information hasil kar k hi hum achi trade karein gay aur loss say bi bach k hi trade karni ho gi it is best
                            • #1259 Collapse

                              dear friends forex mai over confidences kye sat kam karne sye hame just loss hota hye or hamari sari mahat or paisa zaya ho jata hye so agar ap loss ko avoid karna chate hye market kye rules ko follow karte howe confidence kye sat kam kare pher hi ap kamyab hon gye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1260 Collapse

                                go log over confidence pye control mai rakte howe kam karte hye unhe just loss hota hye is taha kam karne sye ap ki sari mahnet or paisa zada ho jata hye so agar ap kamyab hona chte hye to market kye rules ko follow karte howe or market kye up down ko dakte howe confidence kye sat kam kare or forex sye achi earning hasial kare

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X