What is the effect of overconfidence in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1111 Collapse

    Mery bhai forrx trading aik aisa bussiness hai jis ma zeyada hoshari ya smartness bhi bht loss kra deti hai market ma jo expert bethy huy hen wo any hisab sy chalty hen kabibtrend kabi news kabi odd move kra drty hen is leay trading ma soch kr qadam rakhen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1112 Collapse

      Yrs dear ap ki bat bilkal thek ha forex trading business ma jo be trader over confidence k sath kam krta ha ur lalach k sath wo kbi be is business ma kameyab ne ho sakta is business ma experience ur knowledge ki bohat zahrirat hoti h wrna kbi success hasil ne kr sakte
      • #1113 Collapse

        humain confidence say kam karna hota hay magr hum jab over confidence saay kam karty hain to humain trade main learning kar kay kam karna ho ga ku kay is main kafi risk hota hay
        • #1114 Collapse

          over confidence ki wajah se ye hota hy hum yahan par har cheez ko asan samjhny lag jaty hy ky ye kaam tou bht asaan hy ya humein ata hy ye tou aur is tarha hum bht barey nuqsaan mein ajaty hy janab lehaza mehnat bht zaruri hy yahan par janab :)
          • #1115 Collapse

            Dear traders confedence hona aik achi bat he aur wo ap tab hote he jab ap apne knoeledge aur experience Se mutmaien hote hein lekin over confedence apko tabah kar deti he
            • #1116 Collapse

              Agar Hum Forex me Over confidence karian gaye to is se Hum Greed Ki Taraf Chalain Gaye Aor Wahan janey se ap ka loss hi loss ho ga is liye Over confidence Trading mat karian........
              • #1117 Collapse

                Forex trading ma apko discipline aor rules ko follow krna chue pakistan ky waqat ky mutabiq din 12sy rat 10 tk trading ky best timings hain apko is waqat ma trading krni chye aor apki waqat ma rest kren
                Acha kaam achy daam
                • #1118 Collapse

                  G hun jnab hum logh jab forex treding buznees main hum logh treding ke wakt humain over confodanc hota hy tabhi hum ko yahun par zyda loos hota hy is lie esa nahin karna cahye
                  • #1119 Collapse

                    Bhai jee him jab b forex trade min obercanfidens dokhty hin to hm ko forex trade business min loss hota hy is liya hm ko forex min kaam kerny ky liya shoch semje ker kaam kerna chia that k hm ko loss na ho
                    • #1120 Collapse

                      is main hamain kam karna hai to overconfidence ko avoid karna ho ga ta k loss na ho saky aur is main rules ko follow kar k hi kam karna ho ga aur hamain greed ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k earing ho skay aur profit ho
                      • #1121 Collapse

                        Forex trading mai overconfidence be traders ke looss hona ke waja hoti hy is liya apko is busniss mai confidence ke zarorat tu hoti hy lakin us mai ap overconfident na ho jao ta ke looss karo
                        • #1122 Collapse

                          over confidence say hum ko ye moka nahi milta hai jis say ye market say hum khud ko kisi b surat mian kaam ko krny say profit earn nahi kr saqty hain laikin isi tara say ye market say hum ko money earn krny ko milti hai
                          • #1123 Collapse

                            Gee mery bhai ap ka thread bohat acha hai mery khayal say agr ap es market mai over confidence ho kr kam krtay ho tou ap es market mai successful trader nahi ho. es lye ap es market mai over confidence say kam na kray.
                            • #1124 Collapse

                              is main hamain trade karny k liye greed ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur knowldge hasil kar k hi trade karni ho gi ta k profit ho skay aur is forex main experience hasil karna ho ga ta k hamain earn ho saky
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1125 Collapse

                                forex trading business say earn krna money ko hum main ik confidence lay k ata hai laikin is ko kis tara say hum nay control krna hota hai kun is main over confidence say humy kafi zada profit jo earn kia hai is ko b loss kr laity hain hum

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X