importance of mistakes in trading .

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #571 Collapse

    trading kartay wakt apko is may kisi b kisam ki galti say bachna ha or is may apko bohat profit ho ga or ap ko is may loss hi galti ki waja say hota ha or apko is say door rahna chaya
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #572 Collapse

      Ghalti hamesha 1 hi bar honi chahye q k ziada ghalti ap ko loss day sakta hai aur agr apki skills achi hoto ap ziada profit bhi kama saktay hai
      • #573 Collapse

        Trading mein mistakes ki importance to ha mgr is k sath sath nuqsaan b ha. Agr ham trading mein mistakes krty hn to ham trading krny mein or b mahir ho jaty hn is liye nuqsaan k sath sath faida b ha.
        • #574 Collapse

          Bilkull ji mistakes ki bht zayada importance hy agar aap se koi mistake ho jaye to aapkochahiye k aap un se sekho aur khayalrakho k next time aisi koi ghalti na ho is liye jab koi galti karo to us se sekgo na k us se pushtawa karr k beth jao..
          • #575 Collapse

            trading me agar hum apni mistakes say he seekhna shuru kar lety hain to hum kafi had tak kam ko samjh jaty hain is lye hume chahye k hum is kam ko samjhe aur kare ku k ye acha kam hai is ko karna chahye.
            • #576 Collapse

              salam dear i think agar hum trading men mistakes karengen to phr humain bohat loss hoga aur agar hum apni mistakes ko kum karengen to phr humain loss kum hoga aur profit zayada hoga.
              • #577 Collapse

                salam forex trading me ham apni hard working se bohat kuch sikh sakte hen or ager koi mistake ho jaye to ham is se bhi bohat kuch sikh sakte hen or age improve ker ke trading me bohat age ja sakte hen or ak acha profit gain ker sakte hen...............thanks
                • #578 Collapse

                  real me kisi mistake ki gunjaish nhi per demo account me mistake insan ko trading ke laws sekhati he aur insan galtyan ker ke he to sekhta he so is ka metlab ye hova ke forex me mistakes hmein perfect bna deti hain.
                  • #579 Collapse

                    business mai mistake boht hi important hai sucesful trader kliye mistake boht mettar karthy hai new trader jithna apny mistake sy sikthy hai kis bi cheez sy nai sikpathy hai mistake sy hamy apny ghalti ka ehsas hotha hai
                    • #580 Collapse

                      mistakes se hum ko agey loss se bachne ka moqa milta hai jo loss already ho chuka hota hai us ko bhi hum carefully recover karte hain or agey se trading bhi khayal se karte hain .
                      • #581 Collapse

                        When you lose money you mind someone mistake for me Forex is very easy business and profitable when you learn very well learn properly and following some rule but at first practice demo account then trade real account so carefully do not some mistake
                        • #582 Collapse

                          expereince essi ka naam hy k ap apni mistake ko repeat nai kro q k jo kaam kry ga wo ghltian bi kry ga ess liy un ghltion ko yaad rkhna chahiy aur un ko repeat nai krna chhaiy q k agr ap apni ghltion ko bar bar dhraien gy to ap aik achhy expereince traer mein count nai hoon gy blky ap ko stupid smjha jay ga ess liy never repeat mistakes.
                          • #583 Collapse

                            Dunya main esa koi business nhi ha jis main galtiyan na hoti hain.. Esi tarh se trading main bhi mistakes hojati haintrader se.. Lekin aik aqalmand trader wo hi ha jo k apni mistakes se sekhay or unhain duhranay se guraiz kray..
                            • #584 Collapse

                              idhar mistakes accept karni chaiye takay apni ghaltiyo ko sort out kia jaye phir us ki wajah jani jaye k mujh say ghalti kiu hui aur phir us ghalti ko khatam karnay yani aiend na karnay ki koshish ki jaye takay nuqsa say bacha ja sakay..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #585 Collapse

                                jee thek kaha brother insan ghaltiyon se hi seekhta hy hmen apni ghaltiyon ko point out karke un pe work krke unhe sudharna chahiye taake next time bare loss se bach sken aur ik acha business kr sken :)

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X