importance of mistakes in trading .

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #556 Collapse

    mistakes se hi to insaan experience gain krta hana to mistakes krna koi buri bat nai par har wqt yan choti choti mistakes se avoid krna chaye trading main in baton ka khayal rakhna zaruri hay .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #557 Collapse

      agar ap mistakes pr nazar rakhy aur next time un mistakes ko repeat na kry tu ap is sa kafi kuch seekhy gy ye baat bi hy ky is me thura loss bi ho ga liken agar mistakes pr control ho jahy tu trading me kafi profit hasal ho sakta hy.
      • #558 Collapse

        hum jo forex ma mistake karty han iski jab bohat ziada ehmiyat hoti ha k hum is sy kuch seky or next time ya na karny ka ehad kary or isko consider kary k ya q or kasy hue ha
        • #559 Collapse

          g is me apko jo imistakes hoti hain unse apko bhut acha experiecne hasil hota hai or ap again is me wo repeat ni karte ye apki bhut help karte hain.
          • #560 Collapse

            bhai mai ye samjta hun kai forex trading mai hmay apni mistakes sai buhat kuch seekhna chiye es sai hamay buhat faida hota hai es sai ham buhat achi earning kar saktay hain...
            • #561 Collapse

              dear freind mistakes forex trading mai buhut ehmiyat rakhte hain..agar ham say forex trading mai koi mistakes ho jai to hamy chahiye kay ham us mistakes ko freind kay sath sahre kary
              • #562 Collapse

                forex trading mein mistakes karnay walay hemsha he loose mein jae gae aur kabi be successful nahi ho patay kiyon k es business mein mind ke zarrat hoti hai aur mistakes se save rehna hota hai thankful for question
                 
                • #563 Collapse

                  dear brother mistakes bhi aik asa knowledgehan jis say app asa sabk sekhty han kay app us ko kabi bhi nahi repeat karty or agr ap ko kisi mistake say loss hota han to app samj lay kay ab wo mistake dobara kabi bhi app ko disturb nahi kar sakti ....
                  • #564 Collapse

                    mistakes ki is mai bhoot importance hay , or hum si mai jab bhi kam karty hynor hum si mai achy se kam karty hayn tab hum si mai apni mistakes se achy se sekh skty hyn .,,.
                    • #565 Collapse

                      forex ik risky business hai or sab loog mistakes to karty hain lekin mery khyaal hain isliye agar ap mistakes kar rahe hain trading me to dishearted mat ho balke apni mistakes ko yad rakhen or usse say hum in mistakes say seekh sakty hain or is tarah hum is..............
                       
                      • #566 Collapse

                        ji ha bilkul aap nay sahi kaha hay kay forex may lerning bohat zaroori hay our forex may aap apni ghalatio say lerning kartay ho is lye aap ko chahiye kay agar aap ka nuqsan ho jaye to aap dil bardashta na ho balkay aap koshish karay kay jo ghalati aap nay ki hay aap wo dobara na karay.
                         
                        • #567 Collapse

                          galtiyoun se seekhny wala he iss main kamyab hota hai na k in se baaghny wala ap ko mistakes ko identify kar k un ko door karna chahiye aur baar baar aik he mistake nhi karni chaiey.
                          • #568 Collapse

                            Must know the mistakes that lead to avoidable loss and can even trading well because the forex needs to focus fully and can not be successful without focus
                            • #569 Collapse

                              aap se mistakes hoti hain to is mein koi maslay ke baat he nai q ke insaan hain to ghalti karain gay lekin aap apni mistakes se sabaq zaroor haasil karo aik ghalti baar baar bilkul na karain aur solution nikalo aur kamiyab ho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #570 Collapse

                                Ghaltian tu insaaan zindagi k har morr pa karta ha laikin yahi ghaltian insaan ki kamyabi ka sabab bhi banti hain agr insaan apni ghaltiuun sa sabaq hasil karay aur yahi ghaltian insaan ko kaye bar lay doobati hain q k insaan in sa seekhta nahi aur inhain nazar andaaz kar daita ha so main tu kahta hn k trade main bhi agar ghalti nah ho tu insaaan kuj nahi ssiiikhta !
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X