importance of mistakes in trading .
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #406 Collapse

    her ghalti se hony wala nuqsaan aap k liye koi na koi sabaq ly k aata hai aap agr apni ghaltiyon se kuch seekhnty ho to aap phr hi aap expert ban skte ho aisa trader kabhi bhi kamyaab nhi ho skta jo apni ghaltiyon se nhi seekhta
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #407 Collapse

      yes friends the mistakes are the good and the effective if we will learn from the mistakes but if we will not learn from the mistakes then the mistakes are not the good for us and we cannot get the success
      • #408 Collapse

        koi b kam hai karoobar hai ya hunar hai ghlti to hoti hi hai us main or ghalti say hi insan saekhta hia ghlt say los hota hai or tab achy bury ki pehchan hoti hai lehaza ghlti ki b apni aik importance hai is ko nazr andazz nia kr sakty ham
        • #409 Collapse

          trading krny sy pahly hamy sb sy pahly ak to demo account py trading krni chaeay or ak achy trader sy real account k bary my bat chet krni chaeay k is my agr koi mistake ho jay to kya krna chaeay firsl of all to is my galti kry gy to loss ho ga is liay hamy pahly he sb kuch clear krna chaeay ta ky bad my koi aysi wesi galti no ho jis ki waja sy hamy los ho or hamy tenshn ho .
          • #410 Collapse

            forex par trade karny k liye sub say pehlay apko ksi achay trader say training hasil karni chahiye oskay baad demo account par practice karni chahye aur jub apko experience ho jaye tb he real account par trading start karain .thanks
            • #411 Collapse

              forex trading me mistake ki importance hai ke apko apni ki hui galti hka andaza hota hai k ye karne se kam kharab hota hai or ainda isse repeat nai karna hai or ap achi se achi planning karte hain after that
              • #412 Collapse

                bhai forex me jitna ho sake mistakes se bachte hue kaam karne ki koshish karen or is business me try karte rahen ke carefully kaar karen ormehnat se kaam karen taa ke ache se again bina mistake ke earnings hasil karen .
                • #413 Collapse

                  mistakes are very important for learning lessons..we learn from our mistakes and it improves us for future for that we could not make mistakes again.. so mistakes have so much importance..
                  • #414 Collapse

                    meray kheyal se insan ko forex mei work interest le kar karna chayie jis se mistakes b kam hogii aur loss b kam hoga aur aghar mistakes ho b jati hai ya loss hota hai tu humhe nurvise nae hona chayie balky apni galti find kar se aus se aur seekhna chayie mistakes se hi insan seekhta hai .
                    • #415 Collapse

                      bhai jan forex trading me kamyab hona k liye learning bhot zarori hai ap ko apni ghaltiyo se sekhna chahye wrna ap kbhi bhi es business me survive ni kar sakty ap ki mistake ap ko bhot kuch sekhti hen jis se ap k experiness me me ezafa hota hai
                      • #416 Collapse

                        g bahi main ap ki baat say sehmat hon.kiu kay insan jub koi galti karta hay to wo apni us galti say boht kuch seekh lyta hay.kiu kay jub us say mistake ho jati hay to wo dobara us ko avoid karta hay.behtr treadr wohi hay jo apni mistake say seekhta hay.or es kay bary main jitni learning kary ga treadr ka hi faida ho ga.........
                        • #417 Collapse

                          ji haa aap ney jo guide line di hey uss sey mey agree kertaa hoo trading work mey hum jo bi business kertay hey uss ko next time nahi honey detay uss sey hum ko next mistake naa kerney kaa lesson bi milta hey hamarey experience mey bi izaafa hota hey baar baar aik hi tarah ki mistake nai hoti aik baar honey key baad next time control ker liya jata hey
                           
                          • #418 Collapse

                            forex trading me aapko kabhi koi mistake nahi karna chaiye jab tak ho sake aapko forex trading me kabhi koi mistake kara hi nahi chaiye agar aapne mistake ki hai to apako bahut sara loss ho ne ka chanse hota hai forex ytradong me aapko bahut sara loss hone ka bahut sra khatara hota hai agar aapke minor mistake bhi ki hai to
                            • #419 Collapse

                              risk ko manage krna forex main phli shurt hy kiun k ya boht riskey business hy. is liy main smjhta hun k aap ko capital ko dakhty hoy aik achi lot size tyar krni chahiy kiun k thori profit bary loss sy bhtr hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #420 Collapse

                                g sir forex mai kafi loss k chance hoty hain or is loss ko aap apni mistakes ko samjh k learn kar k hi agar forex mai survive kar sakty hain agar aap apni mistake ko learn nahi karay gaye tu aap forex mai survive nahi kar sakty long time
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X