importance of mistakes in trading .

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #526 Collapse

    Mistakes ki hamari life main bohat importance hai kyunkay hamari mistakes humain teach karti hain kay next time hum unhain repeat na karain agr hum apni mistakes say kuch nahin seekhtay to hum kabhi bhi kuch sekkh nahin saktay.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #527 Collapse

      ji bhai me smjhta ho har kisi se mistakes hoti hai treading me and hum kamiyab easily ho skte hai is forum se agar apne experince se tread kry gay.........
      • #528 Collapse

        Ji han blkl hum apni mistakes se bht kuch seekh sakte hain...mistake first step hota hai hamari success ki taraf....jb mistake hoti hai tu hum mazeed thouroughly sari cheezon ko anakyze karte hain jis se hamen choti se choti bat about trading pta chalti hai.... aur hamari knowledge aur experience main izafa hota hai...aur hum successki taraf barhtey jatey hain.....
        • #529 Collapse

          hamjein jab bhi agar forex me loss ho toh hamein har nai manni chyea balke apne loss se seekhna chyea or dbara apne business me pori or achi palnning ke sath enter hona chyea take dbra mistake ya loss ki koi gunjaish na rahe
           
          • #530 Collapse

            forex trading mein loss hota hai to hum himmat har dety hain or dubara experience hasil kerny k liye practice kerty hain hamari bar bar practice kerny sy hamein yeh andaza hota hai......
            • #531 Collapse

              forex trading main qamyaab hony k liye practice ki sub se zyada zarori hai or agar mistakes hoti hain to importance mistakes ki ye hai k hum 1 baar ki hue mistake dubara nhii karty ye hamary liye kafi acha hai
              • #532 Collapse

                g bilkul humari mistakes humain buht kuch seekhati hy humari mistakes hi huamin success tak ka rasta dekhati hy isliye humain kabhi haar nai manni chahye balkay un se sabaq hasil kerna chhaye k try kerty rehna chahye takay hum ek successful trader ban sakay.....
                • #533 Collapse

                  g balkul forex main hamary layia hamari galtian bhoot amiet rakhti hain jin mistakes ke waja sy hamain forex main aik bar loss hota ha un mistakes sy dosri bar khud ko b ar dosron ko b bachayia ja sakta ha .
                     
                  • #534 Collapse

                    forex main hamain mistakes ke waja sy jb hamain loss hota ha to wo mistake hamary layia aik lesson ban jati ha ar us mistake sy ham hamisha k layia bach k mazeed loss sy bach sakty hain.
                       
                    • #535 Collapse

                      dear friend jn mistakes sy hamain forex k business main loss hota ha wo mistake hamary layia aik experience ka kam dati ha jis sy na kar k ham mazeed bary loss sy bach sakty bhain.
                         
                      • #536 Collapse

                        aik achy trader ke ya quality hoti ha k jb usy forex main apni kisi mistake ke waja sy loss hota ha to wo apni us mistake ko dosron sy b shair karta ha ta k dosry log loss sy bach jain .
                           
                        • #537 Collapse

                          In my opinion, For every forex trader, mistakes can get a right monition but in framework they impoverishment to hold a lesson from them, they buccaneer us to fulfil improved for next time in trade.
                          • #538 Collapse

                            jab ham forex k business main nay hoty hain to forex main ham apni galtioun ke waja sy bhoot sary losses karty hain to ham phair dobara un mistake sy bach kar mazeed loss sy bach jaty hain.
                               
                            • #539 Collapse

                              bhai importance yahi hai mistakes ki ke hum ko forex me koi kisi kisam ki mistakes nahi karni chhaiyen or jitna hos ake hum ko greed se bach kar rehna chahiye taa ke hum kamyabi pa saken or loss se mehfooz rahen
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #540 Collapse

                                sir forex trading mein ap ki choti si bhi ghalti bohat nuqsaan de sakti hai aap ko pata bhi nahi chalta ke kab aap ki trade ulti hogai aur aap ko nuqsaan hogaya hai is liye soch samajh ke trading kerein aap warna aap ko nuqsan hosakta hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X