importance of stop loss in forex trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1291 Collapse

    Forex main stop loss ko bahat ahmiyat hai. Stop loss ke baghir ap aik kamyab aur save trading nai kar skte koun aik tu forex bahat zayda riski business hai jis par bahat dehan se trading krni hoti hai dosra market ki movement ka pta nai lgta kbi ap ke fever main kb ap ke mokhlif chal jay tu stop loss lgany se nuqsan ko save kia ja skta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1292 Collapse

      loss say bachny k liye hard work karni ho gi ta k loss kam ho saky aur market main stop loss ko use kar k hi hum is main achi trade karein gay aur market main anlayse kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karein gay
      • #1293 Collapse

        Stop loss lagany sy ham apny loss ko control kr skty hain matlb jitna loss ham chahty hain uss sy ziada ni aey ga agr hm stop loss use karren gy to aur stop loss ki iss wajha sy b importance bahot ziada hae k ye account ko wash hony sy bacha lyta hae aur thora loss aata hae mgr ehm baat ye hae k stop loss ko b lagany ka ik tariqa hota hae wo ye k stop loss na hi bahot door ho aur na hi bahot qareeb ho balky money management k hisaab monasib fasly py ho.
        • #1294 Collapse

          Stoploss aur take profit tarding men bahot useful tools hain aur trading k liye bahot important hain.
          Stoploss aur take profit hamen trading ki money management aur risk managment me bahot useful hote hain.
          Stoploss ko jab ham trading men use kerte hain aur agar hemen kissi trade men loss hota hai to hamen stoploss ki waja se bahot kam hota hai hamara sara capital kharab ni hota, stoploss set kr k ham apni trade ko lock ker sakte hain.
          :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

          CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
          • #1295 Collapse

            Han bilkul har cheez ka ik faida oor ik nuqsan hota hai Stop loss ka faida ye hota hai k trade kam loss min close ho jati hai ab chahey market kisi bhi taraf rukh kr ley humara wasta khatm ho chuka hota hai lekin kabhi ye bhi hota hai k sl hit honey k bad market favor min ana suru ho jati hai
            • #1296 Collapse

              Mai apki bat say agree krta hoo.Stop Loss to trading mai zroor use krna chahiye Q k sometime kisi major news ki wja say market kafi zyada move kr jati hai jiski wja say account wash honay ka Dar hota hai lakin agr stop loss use kia jaye to account ko wash honay say btchaya ja skta hai or stop loss say huway loss ko recover krnay mai kamyab b ho sktay hai.
              • #1297 Collapse

                agar hum stop loss use karty huway trading karen gay to humari trading aik bohat acchi ho sakti hay humay chahiey keh esmain ziada say ziada mehant karen aur esmain sahi say focus karnay main he humari trading aik bohat achi ho sakti hay humay esmain theak say focus karna chahiey
                • #1298 Collapse

                  stop loss ko use karty hain to market main kam karna aik limt dyta hay jis say ziad ahumain loss nai hota hay humain hard work karna ho ga ta kay market main ziada loss nai ho sakay is main aik limit say market main kam karn abest hota hay issi tara humain take profit ko b use karna ho ga jis say market main kafi acha profit b hasil ho sakta hay
                  • #1299 Collapse

                    Yahan Par agar aap Sahara capital market Mein best Karte Hain toh isme aapke mind mein laalach increase Ho Jati Hai Aapka account block ho sakta hai iske liye aap ko acche se professional trading karna chahiye jisse time ka idea ho jata hai
                     
                    • #1300 Collapse

                      agar hum stop loss ko use karty huway trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay aur hum esko use karty hwuay apnay capital ko safe kar lety hay so humay chahiey keh forex trading main khoob mehant karen kyun keh mehant karnay say he humari trading achi aur kamyab ho pati hay
                      • #1301 Collapse

                        agar hum stop loss ko use karty huway trading karen gay to humari trading achi ho sakti hay humay chahiey keh esmain theak say focus karen gay to humari trading achi ho sakti hay es sa safe trading he hoti hay aur humay eskay bgair trading nahi karni chahiey kyun keh es trha humay loss ho sakta hay
                        • #1302 Collapse

                          mai ye samjhta hun kay bagair stop loss trading karnay mei bohat risk shaamil hay bagair stop loss kay ap ki trade bohat zyadaloss mei jaa skati hay esliye stop loss ka ye faida hay ap ki trade selection point tak loss deti hay loss kam hojata hay
                          :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

                          PLEASE VISIT HERE
                          • #1303 Collapse

                            stop loss ki importtance ko trader smjhay stop loss kay bahgar trading krna loss data hay is ly trader ko forex trading main account ko blow nhi krna ha aor account kay capital ko loss nhi krna hota hay phr trader ko trading main earning hoti hay
                            • #1304 Collapse

                              Dear stop loss ki importance sy ap inkar ni kar skty kyun kabi kabi aik simt jati ha r kafi lambi movement k bad wapas ati ha is mn agr ap ny stop loss na lagaya r market ap k reverse mn jati rahi to ap ka account wash ho sakt ha.islye account ko wash hony sy bachany k lye stop lagana bht zaroori ha r kabi na bhoolein.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1305 Collapse

                                agar hum stop loss use karty huway trading karen gay to humari trading tab he achi ho sakti hay humay chahiey keh esmain theak say focus karen gay to he hum esmain achi earning ho sakti hy aur humay chahiey keh esmain stop loss ko lazmi use karty huway trading karen tab he achi earning kar sakty hay
                                ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X
                                $(document).ready(function(){ $(".show-contententry-dialog2").click(function(){ $.ajax({ type: "POST", url: "https://investsocial.com/ur/ruforum/to-last-post", data: { parentid: "2768", }, success: function(data){ console.log(data); if(data.error) { vBulletin.alert('اس موضوع میں آپ کے کوئی پوسٹس نہیں ہیں','اس موضوع میں آپ کے کوئی پوسٹس نہیں ہیں'); return; } window.location = data.link; }, error: function(xhr, status, error){ vBulletin.alert('Unexpected Error!','Unexpected Error!'); } }); }); }); });