importance of stop loss in forex trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1336 Collapse

    Stop loss is liye zrori hota hy. Ap trade me Kitna loss lay sakten hain. Q k market ka koi bharosa nhi loss ki traf bhi ja sakti hai.isi liye bina stop loss trade ki to account wash hony ky chance hoty hy. Is liye trading me stop loss both zrori hai.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1337 Collapse

      Hi, you're absolutely right... That's the main factor. Accordingly to my opinion, SL & TP (stop Loss & Take Profit) are most important and main factors / tricks in Forex Trading. Both really save you from loosing your profit specially your 'Capital' in forex market coz there is no upper and lower limit in that market. I'm 100% agreed with you mate!
      • #1338 Collapse

        G apki bat thek hai lekin main thora sa disagree karun ga k mery experience k mutabiq stop loss ka istemal nahin karna chahye. Us ki waja ye hai k market nechy ja kar reverse b to ho sakti hai to phir apko afsos ho ga. To islye stop loss ka istemal nahin karna chahye
        • #1339 Collapse

          is forex main stop loss aur take profit ko use kar k hi hum is forex main loss say bach sakty hain so hamain market main kam karny k liye hard work karni ho gi tab hi hum real main achi trade kar k hi hum run karein gay ta k profit hasil ho saky ga
          • #1340 Collapse

            stop loss ko use kar k hi hum loss say bach sakty hain so hamain is forex main kam karny k liye is k rulles ko follow kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur market main knowldge hasil kar k hi hum run karein gay
            • #1341 Collapse

              forex me hamesha stop loss ko calculated rakhna chahiye lot size apne account balance ke hisab se money management ko follow karty hue rakhna chahiye or without stop loss to kabhi trade me enter he nahi hona chahiye takey aap ko nuqsan zara bhi uthana na pare kiun ke agar koi bari news a gai jese koi attack ki ya koi bad news jis ka impact bohat bara ho to us se aap ka account blow hone ka bhi khatra hota hai is lye stop loss lazmi use karna chahiye .
              Kindly Click On "THANKS" ​ Button ... :o
              • #1342 Collapse

                Forex trading business mein stop loss aur take profit ki buht ziada ehmyeet hy stop loss se ap apne account mein ziada loss se Bach saktay han aur ap ka account wash nhi hota aur ap market mein majood reh kar apne loss ko cover kar k achi trading kar k profit earn kar saktay han aur take profit se ap profit earn kar saktay han aur stop loss aur take profit ka use kar k trading karni cahaiye
                • #1343 Collapse

                  forex trading main boht zarori cheaz jo hai wo stop loss hota hai pr hamin ya b dekha na chahy k ya kab laga na zarori hai aksar hum stop loss laga ty han or bethy howy dekh rahy hoty han k market move kr rhi hoti hai or wo stop loss ko hit kry wapis reverse kr jati hai jis sy trade loss main closed ho jati hai hamain aksar dehan rahk na chahy k stop loss us time he trade main lagy jab app trading online dekha na rahy ho mean laptop off ho ya sleeping time main used kry stop loss wasy na kry kyun k app ya dekha ho ga stop loss ko hit kr k market wapis usi point pr ajye ge.
                  • #1344 Collapse

                    yes exactly.. stop loss means k is se zada loss mere capital k lie nuqsan de he.. ar agr me stop loss na lagaon to loss ka koi stop nai hoga wo jitna chahe loss kr skta and no one can stop.
                    • #1345 Collapse

                      is forex main trade karny k liye hard work karni ho gi aur stop loss ko use kar k hi hum is main loss say bach sakty hain aur ahmain market main is k up aur down ko dekh k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main bi koi mushkil na ho saky gi
                      • #1346 Collapse

                        dear friends agar ap forex mai agar ap apna capital bahter banana cahte hye to ap apni trade mai stop loss ko zaror lagae because yai hame loss sye bacate hye or ise use karne sye market mai achi ruining hote hye forex is the best job for every one
                        • #1347 Collapse

                          stop loss ko usekar k hi hum loss say bach sakty hain aur hamain markt main is k bary main hard work kar k hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain aur markt main greed ko avoid karny main bi koi mushkil na ho saky gi it is best
                          • #1348 Collapse

                            agar ap loss ko avoid kar kye forex mai success hasil karna chate hye to stop loss ko use kare yai hame loss sye bacata hye or kamyab hone mai hamari mada karta hye so stop loss is most important for make success full trader
                            • #1349 Collapse

                              stop loss ka trading ma ues aik best awy ha jis kay zary sa hum apne profit ko save rak sakty ha our hum ko is ma knowlged sa trad karnay sa best profit hasil hota ha is liay aap ko is ma mahnat karne cahay our is ma market ki knowlged hone cahay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1350 Collapse

                                aap is ma agr stop loss ko ues nhe karty ha top aap is ma boht bare mstak karty ha is liay aap ko is ma sahi stop loss lagna cahay ya aap kay account ko save rakta ha is liay aap ko is ma ues karna cahay ya aap ko loss zada hobnay sa bachat ha agr aap galt trad lag laty ha to

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X