short time frame and long trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1081 Collapse

    Jab aap long term trading karna chahte hain tab aap long time frame ko follow Karte hey aur jab aap short term trading karna chahte hain tab aap short time frame ko use karte hain Jyada powerful signal aur best trading long time frame Sahi aap kar sakte hain
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1082 Collapse

      time frame ko use karna hay to is main hard work kar kay achy say kam karna ho ga is main short term main kam kar sakty hain magr aysa hota hhay kay km time main humain ziada profit hasil karny kay cahkar main kafi loss ho sakta hay demo ko use karna ho ga ta kay market main long term main kam karny say ziada time profit main lagta hay
      • #1083 Collapse

        jee bhai but hum agir long time frame use krin jasy h4 hai is man agir hum trading krty hain to loss ka risk kam hota hai kun k yah time frame man man hum trand ko bhi fallow kr k trading krty hain or kosh trader scalping krty hain on k luy m5 time frame thek hota hai
         
        • #1084 Collapse

          bahi mary hisab say ager ap short time trade karo gay to wo ap kay lay bhut best hi agaer ap long time trade kro gay hu sakta hi wo ap ko bhut hi zeadha loss ma lay jay market awor rong jaty jaty ap ka account kahli kar da paher ap kaya karo gay as lya short time trade best
          • #1085 Collapse

            agar hum kam time frame ko use karty huway trading karen gay to he humari trading achi aur kam time main hum market say achi earning kar sakty hay aur humay chahiey keh es business main theak say time dain tab he hum esmain achi earning kar sakty hay
            • #1086 Collapse

              Short time frame bahut danger ho sakte hain Kyunki market Main Agar Apne kaam karna hai toh aapko long term trading kar na Hogi Ye aapke liye bahut zyada security hai aur aap forex markets a maximum profit Aashiqui kar sakte hain Jab aap Forex trading male long term trading Karte Hain
               
              • #1087 Collapse

                G han longer time frame bht achay aur baday profit deti hay - agar ham choto ko dekhein to etnaa acha result ya phr profit nahi detay - main khud ziada tar longer timeframe ko dekh kar apni trading karta hn - misaal kay tor par weekly time frame best hay mere liye
                • #1088 Collapse

                  short terrm main kam karty hain to kam karna kafi sai ho sakta hay is main hard work kar kay achy say ana ho ga is main long terrm main kafi asani ho sakti hay is mai short term main trade karty hai nto kafi risk hota hay hard work kar kay learning kar kay trade ko use karna ho ga tab hi market ko understand karna kafi ban sakta hay
                  • #1089 Collapse

                    agar hum short term trading karen gay to he humari trading acho ho sakti hay aur humay chahiey keh es business main theak say time dain aur esmain humay long term trading tab he karni chaheiy jab humary pass experince aur capital ziada ho tab he safe ho sakty hay esmain
                    • #1090 Collapse

                      g han is main hum short term main bi aur long term main bi trade kar k hi hum sucess hon gay aur hamain market main experience hasil kar k hi trade karni ho gi ta k acha earn karny main koi mushkil naho saky gi aur market main profit hsail ho saky ga
                      • #1091 Collapse

                        is forex main short term main bi trade kar skaty hain aur full time main bi job kar k hi hum market main run karein gay aur hamain market main greed ko avoid kar k hi trde karni ho gi tab hi hum run karein gay ta k loss kam ho saky ga
                        • #1092 Collapse

                          agar hum short time frame use karty huway trading karen gay to humari trading bohat achi aur safe ho sakti hay es business main theak say money management karty huway he kam karna chahiey tab he hum esmain safe aur achi earning kar sakty hay ye aik bohat acha business hay esmain sahi say focus karna chahiey
                          • #1093 Collapse

                            agar hum sahi time frame ko use karty huway trading karen gay to humari trading bohat acchi esmain theak say time dianay mian he faida hota hay esmain sahi say time dainay main he faida hota hay agar hum kam time frame use karen gay to humari trading achi ho sakti hay esmain sahi say time dainy main he faida hota hay
                            • #1094 Collapse

                              g han hum is main sort term main bi aur long term main bi trade kar k boht hi acha earn kar sakty hain so hamain market main greed ko avoid karny main bi asani ho saky gi aur market main knowldge ho ga tab hi hum is forex main earn karein gay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1095 Collapse

                                sir jesy k phalay bhi bhai nay bataya tha k time frame har trend ka alada hota ha or agar apko long term trade krni ha to apko H4 open krna chahiye qk H4 say ham agar candle small kr dety ha to 1 month tak ki easily trade dakh sakty ha to ap long term trade laga sakty ha lakin short term ma apko M30 ka time frame open krna chahiye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X