control on emotions

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #271 Collapse

    forex me trading krty wqt apny emotions ko kaabo me rkhni chahye emotion agar ap k or trading k bech me aa jay to loss ka samna krna per sakta ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #272 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: funnybunny پيغام ديکھيے
      forex trading me greed aur apny emotions per control rakhna bhot zarori hota hai ,, ya do cheezyn ap ka loss krwa skti hen ec liye ek trader ko apni trade per focused rahna chayay aur greed se bachna chayay..
      Jab hum real account main trading karty hain tu hum bhut zyada tense ho jaty hain k kahin loss na ho jaye so aisa nahi karna chahiye aur relax ho k trading karni chahiye aur hamesha lalach sy bachna chahiye.
      • #273 Collapse

        je han jo log apne emotoiion par control rakhte hain wo kamayab hote hain aur app ko forex trading main emtion control karoge tu ap ko sucess hasil hoskte hai so es ko control karna bhht lazmi hai aur appp ko ye dekhna hoga tu app es main successful trader ban skte ho
        • #274 Collapse

          Yes ofcourse, Agar aap apni greediness aur apnay emotions ko kabo kerna nahi seikho gay to buhat ziyada loss ho ga aur aap ka account zero bhi ho sakta hay kiun kay jab hamay loss hota hay to hum log ossay foran hi recover kernay ke liye baghir sochay samjhay trading kerni shoro ker detay hain aur mazeed loss hota hay. Loss ke baad apnay emotion ko control kerna seikho aur phir market ko sahi terhaan read kero aur phir dobara trading kero without greediness tab aap ko success hasil ho ge. Thanks.
          • #275 Collapse

            you are right friend.in forex treading greed and emotion both are risky and create loss.if you do any trade in emotionally then loss must.so control your emotion
            • #276 Collapse

              hame forex me apnay emotions ko control karnay ki bhot zyada zrorat hoti hai agr hum aesa nahi kartay hain to hum lalchi ban jatay hain aur jb hum lalchi bantay hain to ye hame bhot sara nuksan deti hai.
              • #277 Collapse

                Yes control on your emotions because if you control on your emotion then you will become good trader in future then we make our world an Eden so trade with your patience and do not greed.
                • #278 Collapse

                  Aslamuelaikum, jee bhai ap sai keh rahay ho ham ko apnay emotions par control karna hota hai jab trading kar rahay hotay hain becoz meray sath aesa ho chuka hai k mujay loss ho raha tha lekin mein phr bhi trades leta ja raha tha emotional ho kar aur loss par loss hota ja raha tha is liye stay cool and trade wisely.
                  • #279 Collapse

                    Jee haan mere brother aap na bilkul theek kaha aur har business kay hawalay se ye bilkul theek baat hai kay aap ko apnay emotions pe control rakhna chaiye aur greed se bhi bach kay rehna chaiye aur achi trah se aaram se trading karni chaiye aur jitna profit ho ussay le lena chaiye blame nahi karna chaiye.
                    • #280 Collapse

                      Dear ap ne boht achii baat ki hy hamara emotion hamain boht loss karate hain inhii ki waja se tu hamain boht loss face karna hota hy jaise k fear risk aur etc es liye ap ko chahiye k ap forex ko business ki tarha le kar chalain ta k ap ko faida ho...
                      • #281 Collapse

                        forex trading ek bohat he acha business hain or is main app logo ko chayee k app ko is main ek acha profit ho or is main ap ko loss be nahe tu is main app ko apni emotion ko cantrol karna hogha or is main app logo ko apni ander si lalach ko be nikalna hogah tu app forex trading main ek achi trader is main ban sakty ho or app ko is main koye be problem nahee hogha .
                         
                        • #282 Collapse

                          forex trading krty hwy hmain apny emotions ko control krna chahey es sy e hum kamyab ho skty hain , agr hum emotions ko control naee kren gy to hmain loss hoga
                          • #283 Collapse

                            ji hum is par jitnna apne emotions ko control rkhy gay wotna hi best tread kry gay or me is par daily time spend krta ho or daily mehnat bhi krta ho or phr month ke end me invest krta
                            • #284 Collapse

                              forex mein aik loss ki waja emotional bhi banti hai forex mein jo bhi emotional hota hain tu us ko loss ho jata hai kyun k forex mein jab bhi kase ko profit hoti hai tu wo emotional ho kar trading karta hai aur per koi na koi mistake kar leta hain forex mein emotional ko control karna k aik he way hai k profit ko target bana kar chala
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #285 Collapse

                                yes dear agar aap ne forex me trading kar ke acha trader banna hai to aap ko loos hone per emotional nai hona chaiye kyu ke ye to trading kar hissa hota hai or tyrading ke sath sath chalta hai balke sabar se apni trading karni chaiye ta ke aap is per qabo pa sake

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X