control on emotions

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #226 Collapse

    Jee han bhai ap bilkul theek keh rhy ho forex trading business me apny emotions or greed kabo rakhna bohot zaroori hai . agar ap apny emotions or greed par kabo nahi rakh sakty to ye dono ap ko le doben gi , aik acha trader apny emotions or greed pr kabo rakhta hai .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #227 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: funnybunny پيغام ديکھيے
      forex trading me greed aur apny emotions per control rakhna bhot zarori hota hai ,, ya do cheezyn ap ka loss krwa skti hen ec liye ek trader ko apni trade per focused rahna chayay aur greed se bachna chayay..
      my dear friend ager hamain aik acha trader bana na hai tu hamain apne emotion aur greed per control kerna parega dost aur is forum ager successful banana hai tu hamain greed aur emotion per control lazmi kerna hoga dosto
      • #228 Collapse

        dear brother emotion ko jo log control kar letay hai brother who log success hotay hai brother our agar kisi nay emotion ko control nahi kiya tu may b who success ho brother who is liyeh brother k agar emotion ik bar control ho gay brother tu who bahot ziyda hi successful ho sakta hai brother insallah
           
        • #229 Collapse

          trading aik risky business hai is main hamein apne emotions ko control main rkhna chahye aksr log 1st time profit lene k bad greedy ho jate hain or bad main unhe yeh greed bhari prhti hai un ko loss ka samna krna prhta hai is liye hamein apne emotions ko control main rkhte huwe trading krni chahye tub hi hum kamyab trader bun skte hain....
          • #230 Collapse

            forex trading mai ye baat lazmi hai ke app apne emotions par control rakhen kion ke ager app emotion par commtrol nahi rakhte to app ko loss hone ke chjances bohat ziada hote hai
            • #231 Collapse

              Apny ap par buhat yada kaam ko ladna yada acha nahi ha kiun kay hum jitna yada apny ap ko control karna chahty hain utna hi hum ko faida hota ha iss say humry andar nuksan ko bardashat karny ka hosla paida hota ha lakin iss say humary andar aur buhat yada mehnat aur himat paida hoti ha
              • #232 Collapse

                Forex main agar sahi maian apko kamiyabi chya tu apko sirf ho sirf strat main apna emotion o pore tara apna control main karna chya agar ap na wat sa phala emotion pa control karna na sekha tu ap Forex main humsha nuqsan utha rahanga kabahi apko fyda nhi hoga.
                • #233 Collapse

                  han ji ap ne bilkul sai kaha hai kyoun ke hum emotion ho kar wrong trade open karte hain jis ki waja se loss hota hai aur greed karte hain aur big lot se trade open karte hain aur jab wo trade opposite chalti hai tu bht zayda loss hota hai
                  • #234 Collapse

                    No ddoubt bhai humen apny emotions apny greed par full control hona chahye agr hum in do chezon par cntrol nhi kar skty to hum kbhi bhi forex men kch earn nhi kar paengy
                    • #235 Collapse

                      This is really an important part that you have to control your emotions because you are investing money in this and if you lose in it then you can't be a good trader then.
                       
                      • #236 Collapse

                        g is me apko apne emotions pe control rakhna chahea is se ap apni trade ko save kar sakte hain or is me achi earning kar sakte hain ye ak best online job hai sab k lea ye ak great onine job hai sab k lea.
                        • #237 Collapse

                          jee haan . trading mai emotions ko control mai rkhain.greed humari investment ko khatm kr dati hai.humasha short term base pe trading krni chahye. long term trading kr k ziada profit hasil krny ki koshish nhi krni chahye.aur na hi jald bazi mai decision lana chahye.
                          • #238 Collapse

                            bhai jaan emotions har trader k saath attach hain is karobar mein aur har trader emotional ho hi jata hai trading k duran magar emotions se bachna ka best tareeka yeh hai k app khabi b bhari lot mein trade na lagayien aur chotey lot mein trading karien jab appka loss ziyada nahi hoga tab app itney emotional nahi hongay aur profit par b app same hi rahiengay aur emotions ko control kar payiengay isliya chotey lot mein trading kiya karien to control emotion and greed.
                            • #239 Collapse

                              bhai bilkul forex tarding min apny emotion ko lazmi control kerna chiye khoe ky ager control anhe kero gy tu per ap ko loss zayada ho ga aur profit kam ho ga is lie control kerna lazmi hai...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #240 Collapse

                                g haan forex mein kaam kartay hue apne emotions per control rakhna buhat zarori hae q k emotional ho kar kaam karne se insaan apna mind buhat kam use karta hae aur nadaani mein loss kar bhet'ta hae.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X