control on emotions

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #916 Collapse

    g dear ais hai kai tadigng akrty huay jb agr humain is mia agr losss ho rhai ho tb is mai humain chhaiye kai is mai humian jb loss ho tou hum preshan na hn or apne emotions pr kabu rakihn
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #917 Collapse

      yes sir ap ki baat bikul darust hai or is se hum loss se bi bach jaty hain or is se humain nuqsan bi nahi hota agar koi greed or apne emotionsd par kabo pa leta hai tu wo nahat bari masibat se bach jata hai or is ko koi khatra nahi hota...
      • #918 Collapse

        emotional contrl boht he important factor hai ager app ne apne emotional contrl nhn kie tu app es main kamayabi kase hasil karoge so emotional contrl boht he zaori hai au rapp ko es main ye sekhna hoga tu app es main successful hoge
           
        • #919 Collapse

          g han bilkul bhai humen apne emotions ko control me rakhna chaye or jaldbazi se bachna chahiye ta k humen loss na ho kun k agar hum jaldbaazi se kaam karen ge to hum jaldbazi me bohat si mistakes kar jayen ge humen loss or mistakes se bachne k liye jaldbaazi se kaam nhi karna chahiye
          • #920 Collapse

            yes dear main bhi app ki baat say agree karta hun forex main app ko sab say pehly apny emotion ko caontrol karna bot he zrori hota hai aur greed say bachna bhi bohat he zrori hota hai phir he ap forex main success hasil kar sakty hain aur iss main earning kar skty hain.
            • #921 Collapse

              hum ko emotions pr control krna chahiya kiu k agr hum in ko control nhi kr saky to hum ko boht loss ho ga kiu k jb hum ko greed hoti hai tb hum kisi ki nhi sunty or hum big profit ki trf jaty hua big loss ki trf ajaty hain
              • #922 Collapse

                hame forex me apnay emotions ko control karnay ki bhot zyada zrorat hoti hai agr hum aesa nahi kartay hain to hum lalchi ban jatay hain aur jb hum lalchi bantay hain to ye hame bhot sara nuksan deti hai.
                • #923 Collapse

                  han g bilkul hmy chahiyeh k dihan sy trading kry or emotion cintrol mein rakhy or stoploss or take profit kazmi send kry tub e kamyab ho skty hain es keyeh hmy chahiyeh k dihan sy trade kry es leyeh hmy chahiyeh k dihan sy trade kry tub e kamyab ho sjty hain
                  • #924 Collapse

                    han g bilkul new traders ko choti choti lots se trading kr ke thora thora profit lena chie lalaach karne se aksar lsoe hi hi jata hai islye ...... jazbat pe control kar ke sabr se trading sekhni chie
                    • #925 Collapse

                      is business ko krny k lye hume apni emotions per control krna chaiye ager hum apni emotions ko business me laen gy to hum business ni kr paen gy kynk is business me emotions ka koi kam ni hota yaha per hum sirf learning kr k profit kr sakty hn
                      • #926 Collapse

                        well ap ne jo kaha hein k control on emotions tu mein yeh kahoon gee han g yeh aik buzines hein n hmko iss mein apnay hmko apnay jazbat pe bohat kamal ho k hm loss honay pe himmat na harain n next tym zyada acchay se kam kar sakain
                        • #927 Collapse

                          g bilkul hume apne emotion par control hon achye tab hee ja k hum is main success gain kar paon gee is lia emotion ko qaboo karna appk lia bohat zaroore hain janab
                          • #928 Collapse

                            emotions ko control karna bht difficult hay but kamiyabi apko jab hi mla ge Forex main jab apka pas Forex main koi diciplaian our emotions ko control larna ka way hoga .
                            • #929 Collapse

                              Agar ap is business main kuch kamana chahte han to sab se pehle apna knowledge ko increase karen aur apne emotions ko control main rakhen tabhe ap kamyab han aur profit earn kar sakte han.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #930 Collapse

                                Ji han bilkul forex trading mein maximum log emotions or greed ki waja se loss kerte hai , jab tak hum log in per control nai kare gay tou hum hamesha he loss kerte rahe gay is leye hume agr successful hona hai tou is business mein patience se work kerna ho ga or money ko nai career ko focus ker k trading kerni ho gi.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X