control on emotions
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #931 Collapse

    Ji han bilkul forex trading mein maximum log emotions or greed ki waja se loss kerte hai , jab tak hum log in per control nai kare gay tou hum hamesha he loss kerte rahe gay is leye hume agr successful hona hai tou is business mein patience se work kerna ho ga or money ko nai career ko focus ker k trading kerni ho gi.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #932 Collapse

      G ha humye forex yrading mein nahe to greed karni chahue aur apnye emotion ko control mein rhak na chahye tub him forex trading me achi earning kar saktye hai thanks
      • #933 Collapse

        forex mai ham karty hue apne emotiona par controll rakhna chaye hai..kun k aksar emotions mai aa kar ham loss karwa lety hain...isliye sabar se kam lena chaye ...emotions mai galt fiasla nai karna chaye
         
        • #934 Collapse

          assalamu alaikum bhi jan ma ap se bilkul agree krta hu forex trading ik esa buisness h jis ma lalach or zyada clever ka kui kam ni jha ham ne lalch or clever kr li hmara loss wha se hi start ho jata h khi bar lalch kr leni chaye jb ap ko pta ho k trade profit ma hi jaye ga hr bar lalach krna pagalpan h
          • #935 Collapse

            it is major point for you just see this hame forex me apnay emotions ko control karnay ki bhot zyada zrorat hoti hai agr hum aesa nahi kartay hain to hum lalchi ban jatay hain aur jb hum lalchi bantay hain to ye hame bhot sara nuksan deti hai. ub aap meri bat ko achi trah samajh sakty ho
            :confused: what????
            • #936 Collapse

              jee han forex trading mai greed bilkul bhi nahe karni chahye greed karny walon ko loose he hota hay ais k elawa apny emotions ko bhi control mai rakhna chahye because jazbat mai hamesha ghalat faisly ho jaty hain
              • #937 Collapse

                emotion par control krna hoga tu app es main successful trder ban skte ho aur app ko es main boht banefit hasil hsokte hain so forex main ager app nes real success hasil karne hai tu app ko es main emotional trading nhn karne hoge
                 
                • #938 Collapse

                  dear pakistan forex forum aik asan online forum hay aur es forum me hum asani se post comment kar sakte hain jis ka bonus humain har mahene ki 7 tarikh tak mil jata hay aur hum us bonus ko apne trading account me use kar kay asani se online profit earn kar sakte hain aur yeah aik asan online business hay.
                     
                  • #939 Collapse

                    bhai jan me ap ko bata ta chalo k computer or laptop par trading karny sy koi fark ni parat is ka maqsd hot ha ap ko market k tamam anlayes nazar ayn is lay ap k pass ak big l c d honi chay jo bary barty trader hoty hen wo bari bari lcd par hi tradin karty hen.
                     
                    • #940 Collapse

                      se ziyada profit haisl kar saken ache trading kar sakte ehn or acha kama sakte hen is liye hame ziyada exoerince hasil karna chye or news se bhe update poche hai trading mien hame ahtiyart se kam lena parta hia ager ham ziyada lalch kare ge to hame loss
                      • #941 Collapse

                        G han is business me hmen apni emotions par cantrol rkhna chahey jb hm is me apni emotions ko cantrol kar laity haain tu is business me acha profit hasil kar paty hain
                        • #942 Collapse

                          ap ka sawal saberdast hai me is bt per yaqeen rakhta hon or mere khayal me to forex trading mein emotions khas toor par greed ke bhe bohat importance ha. apko profit par obviously bohat khushi hoti ha but at side apko apne greed par control rkhna ho ga. real investment mein greed asa emotion ha jo apko failure ki taraf lay jata ha.
                          • #943 Collapse

                            hamein forex mein apne emotions ko control kerne ki bohat ziyada zaroorat hoti hai agar hum aesa nahi kerte hain to hum lalachi ban jatae hain or jab hum lalachi bantay hain to ye hamein bohat sara nuksan deti hai
                            • #944 Collapse

                              Forex trading men humen apney aap ko control ker key trading kerni chahiey kyon key hum shortcut key chakker men rahtey hen or hum chahtey hen key hum jaldi sey rich ho jaen magar aisa nae hey humen apni greed ko bhi control karna parta hey humen apney target set kerney chaiehy.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #945 Collapse

                                ji ha bilkul aap nay sahi kaha hay kay forex may aap ko chahiye kay greed na karay agar aap forex may greed karangay to aap ka loss ho jaye ga our aap ko chahiye kay forex trading per kaam kartay howe apnay emotion apnay control may rakhay kyu kay ye aik business hay our is may loss bhi ho saktay hay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X