Re: Forex mein successful hone ky tips kya hain?
Asalam O Alaikum.Ji forextrading mein kmayab hony ky liye apko bht si baton ka khyal rkhna zaruri hai. Jinki janny ky bad hi aap achi trading kar skty hain. Kyn ky forex sirf chiti si knowledge ya koi esi skill nahin jisko aap choty courses ky through smajh skyn aur kamyabi se karty rhayn.Balkeh is par bhut se factors asar andaz hoty hain. Jin ko jany aur smjhy bagher kbhi bhi forex trading mein kamyabi mumkin nahin.
In mein se kuch achy key points darj zail hain. 🗝
#Learning before Earning :
Forex trading mein aany se pehly jab log forex ky bary mein janty hain to woh yeh smhhty hain ky is business meim har koi dollars kama rha hai aur is mein zeada mehnat ki zarurat nahin.Joon hi market mein aty jaen gy to humain is mein earnings hona start hojayen gi. Aur woh is mein aa kar bagher mehnat ky aur learning gainnkrny ky woh earning krny ka soch rhy hoty hain. Jiski wjha se woh apna bhut sa nuqsan karty hain. Aur loss mein hi kam chor dety hain.
Unko chahye ky pehly learning karyn aur achy treqy se mehnat karyn jab learning hojaye gi to usk bad earnings start hjayen gi.
#Experience with Hardwork :
Forex trading mein humain chahye ky behtr se behtr experience gain krny ki koshish karyn aur bht se professioanls traders aaj saalon se kam kar rhy hain aur salon mehnat ky bad hi kamyab huye hain. Forex me koi bhi bagher experience ky profitable trades lgany mein kamyab nahin hva iskye hamien bhi mehnat aur experience par focus krna chahye.
#Achy Traders ki adtyn adopt karna :
Achy traders ki kuch khususiyat common hoti hain jin ko adopt kiye bagher hum bhi achy traders nahin ban skty jin mein kuch achi adaat yeh hain.
1) Jaldbazi se bachna
2) Lalach se bachna
3) Cool mind se kam krna
4) Loss par emotions control rkhna
5) Profit par overconfident nah hona.
In sab adaat ko apnana chahye jisky bad hi acha trader kehlwaya ja skta hai.
#Money Management aur Risk Management :
Forex mein kam kaety hue baqi rules ky sath sath apko chahy ky money aur risk ko manage krty huey trading karyn aur lot size ki selection mein kabhi bhi lalach nah karyn aur account ko safe rkhny ka sochyn.
In sb baton ka khyal rkhna zaruri hain. Yehi woh tips hain jin par amal karty huey acha trader bana ja skta hai. Islye hamrin chahye ky kabhi bhi in ko ignore nah karyn. Kyn ky yeh hmary luye hi hain. Aur hum inki use kr k khud kamyabi hasil kr skty hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим