Forex mein successful hone ky tips kya hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein successful hone ky tips kya hain?
    Assalam o Alaikum dear members jaisa ky aap jante ky forex kafi risky business hy lakin agar experts ky tips ko adopt karain tou forex mein risk level kam or profit gain karne ka ratio zyada ho sakta hy. Experts ky experience ky mutabik trader ko important tips follow karne ki zarurat hy jaise consistent rehna or apne plan py focus karke acha perform karna hy lakin aisi or konsi tips hain jisy trader apne mind ko bhi set rakhe hy or confidence bhi boost ho. Members aap ky experience ky hisab sy aisi kon si important tips hain jo successful karti forex mein.
    Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mein successful hone ky tips kya hain?

    Pakistan Forex forum mein basic learning
    Pakistan Forex forum main aapko basic learning Karni jaaiye knowledge hasil karne k liye best trading tape hai isko aapane demo account meinPakistan Forex forum main aapko basic learning Karni jaaiye knowledge hasil karne k liye best trading tape hai isko aapane demo account mein trading Karke aap apne experience ko strong kar sakte ho.
    Forex trading market international currency exchange market ha jis ma manage karna primary trading work hai. trading market mein technical fundamental and sentimental analysis Kiya jata hai tab market ki complete understanding Kar li jaati hai agar Kisi analysis ko ignore kiya jaaye to aapko trading market mein problem check karna pad sakti hai aur aap galat entry le sakte.
    Psychology Kali trading market mein aapko perfect in tree ke liye different multiple tools use karna honge.
    Demo account practice
    Forex trading market ki learning ke liye tips mein sabse best tape demo account banakar usmein kam karna hai apne Pakistan Forex forum ke affiliate broker insta Forex broker ko select Karke metatrader 4 terminal mein aapane a forum affiliate demo account banakar usmein just two months complete work karna hai aapko basic trading tools based trading terms ke bare mein understanding ho jaaye to aap apni skills ko improve karo independent trading entry and exit decisions lo aur support and resistance ko samjho phr aap real trading account mein kam start karo.
    Independent trading approach
    Forex trading market main aapko independent trading approach rakhna hogi independent personal decisions use karte hue personally trading market ki current update future update and post update lekar aapane candlestick chart pattern se analysis understand karna hai technically market ko analyse karna hai fundamentally economic calendar se aapane study karni hai news release time ko aapane study karte hue pending orders use Karne hain instant execution ke liye aapane stop loss and take preferred lagakar market mein tension free hokar kam karna hai.
    • #3 Collapse

      Re: Forex mein successful hone ky tips kya hain?

      Salam jaisa k hmaaim ptaa haii k forex ak bhot hee achaa bussiness haii iss mein kamaayaab hnai kee bhott sare tipss haii jinkee detaiil mein aoko btataa hn aorr meein chhtaa k hn mree wajh see dsroon ko faidaa ho skai
      learning:
      Jbb bhee hum kisey bhee kaam ko shuruu krtaai haiin too sbsyy phlai yeh hee chezz htee haii k hum uss kaam k baraii mein learn kraain k akhirr iss bussiness mein haiai kiaayeeh kaiseyy workk krtaa haii iss meinnkss traah see kaam krnaa haii tb hmaiin iss mein faidaa hogaa iss kaam mein working kaiseyy krnee haii agar humm yeh sb krr laitay haian tbb hee hmaara phlaa stepp par htaa haii tb hee hum iss kaam ko shuru krtaii haiin
      Practise:
      Jb hum learningg kr laitayy haiin ussnk bdd ataa haii k hum uss kaam ke practisee kraain practicle workk krnaii se phlaii practise lzmii haii tb he hamaiin market kaa andaza htaa haii uss k liyee forexx mein demoo accnt haii agarr demo pyy work kraiin gyy issee hmare learning mein jo b ghltiaan hotee haain woo smnaio ajatee haiin aorr iss k alawa hmarai skills b polish hojataii haiin aorr jb phirr real acnt py jataii haiin too loss kaam se kaam htaa haii hmarraa
      Patience:
      Jb bhe kaam krtaii waqtt hmaiin loss hotaa haii too us kee wjh se hmaiin darna nhee chaiyaii aorr kaam ko chornaa nhee chahiyaii agarr aisa nhee kraiin gyy to hmaraa confindencee khtm hjaii gaa haar kaam mein negitive hjaiin ggy agar hum sahee syy kaamm krnaa chhtaii hain too los mein b sabar krmaa sekhnaa hogaa agarr hum sbaar see kaam layain gy to mehnaatbkaa phal zror milai ga
      Continous Harwork:
      Jb hum kam krtaii hain forex mein too uss waqtt hmaiin profit b htaa haii shuru mein zra lackk of knowledge kee wjh se hmainn loss thra ziada htaa haii mgaat hmeshaa woo hee shaks kamayaab htaa haii joo ziada mehnaat krtaa haii loss kp brdashtt k sbaar krta haii aor mhmaat krtaahai aisa shakss hee hmehsaa kamyaab hotaa haiii
      • #4 Collapse

        Re: Forex mein successful hone ky tips kya hain?

        Assalamualaikum!

        Dear forex member forex main successful honay keliye sab sy ziada zaruri hai Kay ham bohat ziada mehnat Karen aur dilchaspi say kaam Karen aksar forex par kaam Kar Kay hamen loss hota hai to us wAqT hamen sabar sy kaam karna hoga aur apni ghaltion ko sudhara hoga tab hi ham kamyab ho saken gay hamen trade Kay doran self confidence ki zarurat hoti hai jab Tak ham self confidence say kaam nai Len aur confusion aur loss Kay dar say kaam Karen gay to ham Aik achi trading karny main nakaam ho jayen gay is liye trading Kay doran hamen self confidence ki zarurat hoti hai iskay baad agar hamej loss hota hai to loss honay ki surat main hamen himat Jai harni chaiye aur mazeed himat sy kaam Lena chaiye aur koshish Karni chaiye


        Forex par kamyab honay keliye Aik aur Baat Jo zaruri hai Kay hamen apni posts main members say Achi informations share karni chaiyen jis sy members ko achi knowledge mil saky aur wo bhi kamyab ho saken ham forex par kitna kaam karty Hein hamara expirience barhta hai aur experience ki waja sy hamen kaafi earnings aati Hein is liye apna experience barhany keliye hamen forex ko acha khasa time Dena chaiye aur apni posts ko mayari banana chaiye takay achy bonus milen



        Forex pay bohat mehnat say kaam karny ki zarurat hoti hai is liye hamen chaiye Kay ham mehnat sy kaam Karen aur koshish Karen. Taky kamyab ho payen hamen koshish karty rehna chaiye kamyabi zarur milti hai is liye hamen koshish karty rehna chaiye aur HaAr nai maanji chaiye agar hamen loss ho jaye to hamen ye nai samajna chaiye Kay ham achi trade nai Kar sakty balkay hamen mehnat Karni chaiye aur Aik acha experience hasil karna chaiye taky kamyab ho saken aur Aik acha expirience aur knowledge hasil karny keliye hamen seniors ki posts ko parhna chaiye aur unky experience ko study karna chaiye phir forex par kamyabi zarur milay hi
        • #5 Collapse

          Re: Forex mein successful hone ky tips kya hain?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Akbrohi1 پيغام ديکھيے
          Assalam o Alaikum dear members jaisa ky aap jante ky forex kafi risky business hy lakin agar experts ky tips ko adopt karain tou forex mein risk level kam or profit gain karne ka ratio zyada ho sakta hy. Experts ky experience ky mutabik trader ko important tips follow karne ki zarurat hy jaise consistent rehna or apne plan py focus karke acha perform karna hy lakin aisi or konsi tips hain jisy trader apne mind ko bhi set rakhe hy or confidence bhi boost ho. Members aap ky experience ky hisab sy aisi kon si important tips hain jo successful karti forex mein.
          Trading man success k liye zarori ha hamari trade learning, hardworking, zayada aur consistent demo account ka use hona, seniers sa learning kern aur online resources sa video watch ker k learn kerna. Money aur risk Management ko follow ker k her trade k sath stop loss lazmi lagana aur trading saber m sath emotional discipline man reh ker aur lalach sa dor reh ker he successful trading hoti ha. Rading man candleatick ka knowledge hamara trade analysis ko strong banata ha, successful trading k liye trade analysis ko accuracy k sath kern zarori ha.
          Aur kabi ​Risk itna na len jo berdasht na ker saken.
          • #6 Collapse

            Re: Forex mein successful hone ky tips kya hain?

            Learning
            Forex totally minded business hai agar isliye successful Hona Chahte Hain To ismein Jyada Se Jyada time Dena Hoga aur apni learning ko strong banana Hoga different website per research karna chahie Forex ke related job in knowledge Milta Hai use practice Karke experience Mein convert Karte Rahana chahie Forex bahut bada business hai isliye Jitna Jyada time dete Jaenge Iske bare mein experience batayega utna hi Behtar ismein kam kar Sakenge...
            . Interest
            Sabse Badi Baat interest Hoti Hai Kisi bhi kam Mein Jab interest Lekar daily basis per working Karte Hain To Uske bare mein knowledge banta rahata hai slow slow use mein kamyabi mein nahin Jaati Hai Forex Mein Bhi Agar Apne working ko continue Rakhenge working karte rahenge To ismein kamyabi Mil hi jayegi work Apna continue Rakhna chahie
            • #7 Collapse

              Re: Forex mein successful hone ky tips kya hain?

              Walekum assalam dear brother!
              Dear Agar aapane Forex trading Mein Ek successful trader banna hai to aapko sabse pahle market Mein Apna experience increased karna hoga aur Market ki movement ke mutabik apni trade karna Hogi to tab hi office mein Kamyab ho sakte hain Kyunki trading Ek Aisa business hai jismein aap Dena Jyada Soch Samajh Kar kam Karenge aur aap ismein jitni bhi Jyada mehnat Karenge aapko ismein hi jyada kamyabi mil sakti hai aur Forex trading Mein Kamyab hone ke liye aapko Iske bare mein knowledge Hasil karna hota hai aur learning Karni Hoti Hai tab hi aap ismein Kamyab ho sakte hain.

              Dear main aapko yah Kahana chahta hun ke jawab trading start Karte Hain To sabse pahle aapko ismein profit ka Nahin sochana chahie Kyunki starting Mein hamare pass trading ka experience Nahin Hota Jiski vajah se Hamen bahut hota hai lekin Jab Hamen trading Mein loss hota hai To Hamen use Pareshan Nahin Hona chahie use Moscow accept karna chahie aur usmein tapak apni learning ko increase karna chahie Jiski vajah se aapko bahut hota hai aur jo mistake aap karte hain aapko ismein find karna chahie aur uske mutabik aapko apni trade karna chahie Jab aap koi bhi trade Lagate Hain To aapko ismein different time frame Ke hisab se apne analysis karne chahie.

              Aur jab aap koi bhi trade open Karte Hain To usne aapko bahut hi Sabar ke sath kam karna Hote Hain Jab tak aap ismein Sabar ke sath Kam Nahin Karenge ab trading Mein Kamyab Nahin ho sakte Kyunki trading Hai Kaisa business hai Jisme Jitna Jyada Sabar ke sath kam karte hain aapko isme itna hi jyada fayda hota hai agar aap ismein jaldbaji karte hain to usse aapko bahut ho sakta hai aur aap Jab ismein Sabar ke sath kam Kahate Hain aur aap Agar it acche entry point se koi bhi trade open karte hain to aapko ismein bahut jyada fayda Hota Hai.
              • #8 Collapse

                Re: Forex mein successful hone ky tips kya hain?

                Doston trading Mein successful hone ke liye aapko bahut se tips maujud hain jinko use karte hue aap Sanu ke sath apni trading Mein Kamyab ho sakte hain jinmen se Kuchh niche maujud Hain.

                TIPS FOR SUCCESSFUL TRADING:

                1. Demo Account Sy practice:
                Doston demo kaun se practice aapki trading ko Kamyab banaa sakti hai aur aap demo kaun se jyada Se Jyada practice Karke aap aasani ke sath Achcha experience and save kar sakte hain aur apni real account trading Mein aasani ke sath Achcha profit Hasil kar sakte hain

                2. Copy Expert Traders:
                dost aur trading Mein expert traders ke trade ko copy karne se aapki trading mein kamyabi ho sakti hai isliye Hamesha aap ko expert traders ke trade ko copy Karke apni trading Karni chahie Taki aap aasani ke sath acchi earning karne Ke Kabil banaa Saken

                3. Search out Your Mistakes:
                Doston trading Mein Jab aapko loss hota hai to aapko pareshan hone ki jarurat Nahin Bal ke aapko Jahan Bhi aapki mistake hoti hai aapko apni mistakes ko search karna chahie aur Unse learn karna chahie aur Inko repeat nahin karna chahie Taki next time aapki trading acchi ho sake

                4. Help from Seniors:
                Trading Mein Hamesha kamyabi ke liye senior member se help leni chahie Jyada Se Jyada aapko Apne senior ke trade se copy karna chahie aur Unse koi bhi Mashwara karna ho to Unse Karen Taki aapko apni trading Mein kamyabi mil sake aur aap acchi earning karne Ke Kabil banaa Saken

                5. Forum Post Reading:
                Doston forum ki post ko recharge Karke aap Jyada Se Jyada knowledge Hasil kar sakte hain Kyon Ke inmein knowledge wali post share ki Jaati Hain aur ine se aasani ke sath aapko trading ke bare mein knowledge mil sakta hai

                6. Market Analysis:
                Trading main Jitna Jyada aapka market analysis Achcha Hoga utna hi aapki trading Aasan Hogi isliye aapko apni trading main market analysis per focus karna hoga Jyada Se Jyada time aapko market analysis ko Dena Hoga Taki aap aasani ke sath apni trading kar sake aur acchi earning karne Ke Kabil banaa sake

                7. Money Management:
                Doston trading Mein money management bahut Jaruri hoti hai aapko Apne trade Mein Apne balance ko Dekhte Hue lot size Lagana chahie Agar aapke pass Jyada balance hai to aap Jyada lot size Laga sakte hain Badi large-size Laga sakte hain lekin Agar aapke pass balance kam hai to aap apni trade ki lot ka size kam rakhen Taki aap aasani ke sath Apne trade Mein sarve ka sake aur aap kamyabi ke sath acchi earning bhi kar sake

                8. Planning:
                without planning aap Kabhi Kamyab Nahin ho sakte isliye Hamesha aapko chahie ke trading Mein planning ke sath kam Karen aur pahle telling Karen aur Iske bad aap trading Mein entry Karen Taki aap kamyabi ke sath acchi profit Hasil karne Ke Kabil banaa Saken

                9. Entry aur Exit Points:
                Doston trading main aapko trade Mein inter hone se pahle Apne market trade Mein Entry Aur exit point ki selection kar leni chahie Kyunki isase aapko apni trading Mein aasani Hogi aur aap apne trade Mein Ek acche planning ke sath apni acchi trading kar Sakenge

                10. Pair ki Selection:
                Doston trading Mein pair ki selection bahut Jaruri hoti hai aapko Usi pair Mein trade karna chahie jismein aapko experience ho aur aap Assamese ke sath usne Achcha Prophet Hasil kar sakte ho agar aap Ko Kisi pair mein experience nahin hai to aap use pair ki selection mat Karen usmein aap apna trade na Karen Taki aap aasani ke sath apna account save rakshakan aur Usi per ki selection Karen jismein aapko experience ho aur aapane trade Ki practis Kar Rakhi Ho
                🌼 Never Give Up 🌼
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mein successful hone ky tips kya hain?

                  assalamu alaikum dear friends ummid hai aap sab khairiyat se honge ji ha friends Jahan Baki sare business ko kamyab hone ki tips hoti hai vahan Pakistan forex trading ko bhi kamyab hone mein main bahut sari tips hai hamare liyehamen chahie ki Ham Pakistan forex trading ko join karne ke bad ismein bahut jyada mehnat Karen aur hard-working Karen apne kam karne ka ek timetable banale koshish karenge subah ke time per Ham is business mein kam Karen aur is ful job ki tarah le jab Ham isko ek job ki tarah kam karenge to hamara is kam karne mein dil lagega aur ham ismein kamyab bhi ho jaenge Jo log morning mein kam karte hain vah jyada achcha profit Le Le sakte hain kyunki use time per bahut jyada log online hote hain aur friends bhi bahut acchi a Rahi hoti hai to hamen chahie ki Ham morning mein apna Kam complete Karen aur aur kuchh kam Ham sham mein Karen let night kam karne se bhi ghar aise Karen kyunki Jahan kam zaroori hai vahan aaram bhi zaroori hai isliye aap koshish karen ki subah ke time is business mein kam Karen kyunki morning mein hamara mind bahut fresh hota hai aur ham acche se kam kar sakte hain aur is man Dil laga kar kaam karna chahie agar Ham Dil lagakar mehnat ke sath kam karenge to Ham is business mein kamyab jarur honge apne doston ko bhi is business mein invite Karen Taki Jo log berojgar Hain unko bhi earning karne ka mauka Mile aur vah bhi apni life ko behtar kar sake
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mein successful hone ky tips kya hain?

                    Forex mein success hasil Karne ke liye hard work boht zaruri he aur agr AP mehnat nahin karen ge Tu kbhi bhi kamyab nai houn ge
                    Forex par kamyab honay keliye Aik aur Baat Jo zaruri hai Kay hamen apni posts main members say Achi informations share karni chaiyen jis sy members ko achi knowledge mil saky aur wo bhi kamyab ho saken ham forex par kitna kaam karty Hein hamara expirience barhta hai aur experience ki waja sy hamen kaafi earnings aati Hein is liye apna experience barhany keliye hamen forex ko acha khasa time Dena chaiye aur apni posts ko mayari banana chaiye takay achy bonus mile aur Hamesha har trade soch smjh Kar lagani chahye aur jab market ki smjh na aa rhi ho us waqt trade nai lagani chahye aur har trade mein take profit aur stop loss lazmi lagana chahye
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex mein successful hone ky tips kya hain?

                      Salam dear members g aapane bahut achcha topic hamare sar discuss Kiya hai hai jaise ki aapane kaha hai ki forex mein kaise kamyab ho sakte hain aur is ke tips kya haijeetu jaise aap ko pata hai ki business mein hamesha vahi kam shop hota hai jo hath per karta hai mehnat karta hai jitna jyada Ham mehnat karenge utna hi jyada hamen se fayda sil karenge isliye aap it depend karta hai ki aap kaisa kam kar rahe hain aur kitne earning hasil kar rahe hain uske alava agar aap forex trading mein expert banna chahte Hain to uske liye aapko demo account Diya gaya hai hai yah instaforex ki taraf se ek bahut Paisa personality hai hai jo hamen Di gai hai ki Ham is practis karke forex trading mein expert Ban jaaye ISI tarah jab Ham Delhi base per demo per practice karenge to isase Ham forex trading mein expert Ban jaenge aur ham trading mein achcha profit hasil sakte hain..

                      Iske sath jaise ki aapko pata hai ki safe hard work ok karna hi nahin hota apne business rules ko follow karke bhi kam karna hota hai jab Ham apne business rules ko follow karta kam karenge tab bhi Ham ismein kamyabi hasil kar sakte hain ISI tarah aapko chahie ke iske rules ko follow karke kam Karen speciality trading soch samajh ke Karen jyadatar log trading mein nakam hote Hain ISI tarah agar aap chahte Hain ki aap kamyabi hasil Karen to uske liye aapko trading carefully karni hogi planning ke sath trading karni hogi tab bhi kamyabi possible hai ISI tarah jaise ki aapko pata hai ki har member ka kam profit kam aana nahin hota kuchh ka apna experience Hui improve karna hota hai ISI tarah expert trader Bina planning kiye kabhi bhi trading nahin karte aur atta time jyada trade bhi open nahin karte..

                      Jo members forex trading mein jaldbazi nahin karte sabar se kam karte hain vahi kam jab hote hain ISI tarah trading mein kabhi bhi jaldbazi Na Karen aur na hi lalach Karen jab aapki ek trade profit mein hoti hai hai to is se jyada main bar lalach mein aakar aur trade open kar dete Hain jisse aapki profit wali trade bhi loss mein tabdeel jaati hai ISI tarah lalach se Hi aapko kafi jyada nuksan ho jata hai trading mein kabhi bhi lalach Na Karen sabar Karen tab bhi accha profit hasil kar sakte hain jab aap tips ko follow karke kam karenge iske rules ko follow karke kam karenge FIR aap isliye ismein kam job ho sakte hain..
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex mein successful hone ky tips kya hain?

                        forex par kamyab hony k liye bohat saru=y tareeky hain agar aap un mein se kisi aik ko bhi adopt ker lein gy tou aap kamyab ho jayen gy hamen chahiye k hum forex k platform par mehnat kren kuen k mehnat kabhi bhi zaya nahi jati mehnat ka phal kabhi na kabhi kisi na kisi shakal mein lazmi mil jata hai aik talented insan tou nakam ho sakta hai agar wo apny talent par over confident ho jaye lekin aik mehanti shakhs kabhi bhi nakam nahi ho sakta mehnat ka badla hamesha mil jata hai wo kabhi bhi rayegan nahi jata khaas tor par forex par hum jitni mehnat kren gy humen utna he profit hasil ho ga agar hum zeada mehnat kren gy tou humen zeada profit hasil ho ga aur agar hum kam mehnat kren gy tou humen kam profit hasil ho ga forex par tamam kaam mehnat se possible hai
                        is k elava forex par jin cheezon se hum successful ho sakty hain un mein learning skills hain planning aur strategy bhi hai is k sath sath hum trading mein agar analysis ka use keren gy tou he hum aik successful trader bhi ben sakty hain agar baat keren learning ki tou us k liye bohat sary options maujood hain sab se bera option hamary paas demo account hai demo account se hamen aik bohat achi learning aur practice hasil ho sakti hai is liye hamen kabhi bhi practice aur demo account ko nazar andaz nahi kerna chahiye humen apny skills ko bhi develop kerna ho ga jis se humen kaam kerny mein asani ho gi hamen chahiye k hum apny andar technical skills ko paida keren taa k hum aik technique se kaam ker saken aur forex par kamyab ho saken
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex mein successful hone ky tips kya hain?

                          Forex business me learning ka kam karny key ley tawajo karny ki zarorat hoti hay Forex key learner traders ki responsibilities ko complete karny ki koshish karni chaye, jes tarha se bahot se traders formality samaj kar shortcut tareeqy se learning ki koshish karty hey es tarha ki learning bilkul be nahi karni chaye, successful hony key main tips ye hey jes ko har learner trader ko follow karna zarori hey,

                          1. Forex forum me agar ham work karty hey to hamara basic task ye hona chaye key hamari learning ho saky aur forum key bahot se posts ko daily read karna chaye ta key knowledge milny ka process asaan ho saky,
                          2. Trading practice agar ki jaye to tawajo se karni chaye market ki movement ko be tawajo se samjny ki koshish karni chaye trading me strategies ko create karny ka aur es ko use karny ki complete learning learner traders ki responsibility honi chaye,
                          3. Technical analyzing (candlestick chart pattern aur terminal key standard indicators) ki proper trading practice aur fundamental analyzing ki learning traders ko successful trader banny me help de sakty hey,
                          4. Har junior aur learner trader ko trading rules determine karny chaye aur kesi be condition me apny rules trading me compromise karny ki koshish nahi karni chaye,
                          5. Trading key bunayadi rules jo hamy professional trader banny key ley zarori hey wo ye hey key trading me greed, emotions, over trading ko determine karen yahi main rules hamari kamyabi ka reasons ban sakty hey.
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex mein successful hone ky tips kya hain?

                            Assalamu Alaikum dear friends aap sab ka kya hal hai Hamara aaj ka topic hai ki aap Forex Mein Kaise successful ho sakte hain Agar Baat Kijiye Forex Mein successful hone ki to sabse pahle to aapko Forex ke bare mein basic information Ka Pata Hona chahie ke Forex platform hai kya ismein aapko Uske Rul sikhane Honge aur trading sikhani Hogi aur iski technical terms ko Samjhana Padega aur agar aap ek beta Kamyab aur successful Insan Banna Chahte Hain Forex Mein To aap UP Forest ko zyada Se zyada time Forex Mein Aaj Itni Jyada mehnat Karte Hain utna hi jyada aur kab Hona Chahta Hai aur aapko profit Hota Hai log apny waqt ke qadar kerty hain wo member successful hoty hain jo members is business ko zayda se zayda time deity hain wo member is business mein acha knowledge hasil ker sakty hain jis se achi kamyabi b hasil ker sakty hain or is se hmean boht zayda faida hota hey aur forex main Kamyab hamesha wohi hota hy jo waqt ki qadar karta hy waqt ki qadar karny waly insan bhut samjhdar hoty hain unhain pata hota hy k hmain kon sa kam kis time karna chahaiy aur ham kasey iss kam aur achy tareeqy sy kar sakty hain jo waqt ki qadar karty hain kamyabi ki manzil bhi unhain hi hasil hoti hy aur hamn hamy market ke movemnt ko samj kar kam karna ho ga pher he hum munfa kama saky gy forex aik wasee business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakaty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik legal bsiness hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex mein successful hone ky tips kya hain?

                              Je dear forex ma har trader kamyab hona chahta hai but success serf usko he melti hai jo acha work karny ko prefer karta hai. Forex ma acha work karny k lae pehle to mental approach bhot zaruri hai es k bad hamy es business ko long run ley kar chalna chahe. Forex ma shortcut ki kio inportance ni hai serf long way sy he esko sekha or profit hasil kiya ja dakta hai. Forex trading ma kamyabi hasil karny ki tips ko ham discuss kar lety hain:-


                              1. Define goal and trading style.


                              Forex trading ma kamyabi hasil karny k lae trader ko pehle apny goals ko set karna chahe or phr unko hasil karny k lae strategy b banani chahe. Hamy realistic goals ko set karna chahe. Jo trader bhot zayada khawab saja letyn hain wo kbi kamyab ni ho paty. Success unko he melti hai jo khawab to dekhty hain but unko pora karny k lae hardwork etna karty hain k haq ada ho jata hai.


                              2. Broker or trading plat form.


                              Forex ma kamyabi k lae broker or acha trading platform b bhot matter karta hai. Agr ham asa broker choose kar leyn gy jo hamy puray pair he provide ni kary ga trade k lae to es ma kasoor hamara hai. So hamy apni taraf sy best broker choose karna chahe. Trading ka lae achy broker ko ham us k spread or no or currency pair for trade k lae acha ya bura divide kiya jata hai.


                              3. Define entery and exit points.


                              Forex trading ma hamy acha trader banany k lae pehle achy analysis karna chahe or phr unki base par hamy apni trade ko open karna chahe. Achy points par ham trade ko open karyn gy to es ma hamy zayada profit hasil karny ka chance ho ga or loss sy bachna b ese sorat ma possible hota hai. So entery or exit points trading ma bhot matter karty hain. Forex trading ma or b bhot sari tips hain jesa k big loss ki bajae hamy apny loss ko kam sy kal rakhna chahe wagera ho sakti hain.
                              Last edited by ; 12-09-2020, 01:48 PM.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X