jaiza : forex ma pips aur pipette terms k darmian fark ki info.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : forex ma pips aur pipette terms k darmian fark ki info.
    dear friends, jb forex traders profit aur loss ki baat kartay hain to unka matlab pips k mutalik up ya down moment hoti ha,

    PIPS : pips aik short percentage point hota ha jo thoray izafay ya exchange rate ki waja sa increase ya decrease hota ha, kuch pairs ma pips fourt decimal place wala point hota ha aur kuch ma 2nd decimal point,

    forexample, agr EUR/USD 1.1156 sa up move kar k 1.1160 par jata ha to is ka mtlb ye ho ga k us na 4 pips change kiay hain aur yahan 4rth decimal place wala nmber pips k meaning ma aye ga, isi tarah aik aur pair USD/JPY jo 110.65 sa 110.80 par move karay to ya 15 pips ki moment hogi jo 2nd decimal place k mutabik ha.

    PIPETTE : amtor par currencies ma pips 2nd ya 4rth decimal point hota ha, lakin kuch pairs aisay b hotay hain jin ma ye point 4rth decimal point sa b upar chala jata ha aur 5th ya 6th place par pohnch jata ha, is 5th ya 6th place walay pkint ko pipette kaha jata ha, lakin mostly traders in ko follow nhi kartay aur kuch brokers pehlay is ka option daitay hain k ap kitnay decimal points par trade karna chahtay hain, pipettes mostly bid/ask spread ko measure karnay k liay use hotay hain jahan 10th decimal point tk ki zarurat hoti ha,

    forexample, agr EUR/USD 1.4 ka ho to is ma 1 pips aur 0.4 pipette hon gay ya hm is tarah b keh saktay hain 1 pip is equal to 10 pipette,

    forex trading ma ye normal cheezain hain jin sa wakfiat hmaray liay bht ahmiat rakhti ha aur in ko use kar k hm proper aur mufeed trades kar saktay hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : forex ma pips aur pipette terms k darmian fark ki info.

    pip Forex trading ke andar pips bahut hi jyada importance hoti hai agar Ham beginner hain to hamare pass pips ka knowledge Hona chahie Kyunki Agar Hamen pips ke about pata nahin Hoga To Ham is market ke andar calculation nahin kar Sakenge aur calculation karna bahut hi important hota hai Kyunki Iske andar aapko Jab stop loss or take profit Ka istemal Karna hota hai to aapko ismein proper pip calculation Karni hoti hai aur uske bad yah aap ismein ek acchi calculation Karke Ek acche point ke upar take profit on stop loss ka istemal kar sakte hain agar aap iski calculation nahin kar Sakenge agar ap forex ke about knowledge Nahin hoga to hum ais market mein kabhi bhi acchi calculation nahin kar sakte .

    pipette Jab Hum Kisi bhi broker ke andar account open Karte Hain To Hamen ismein 4 decimal aur 5 decimal ka option Milta hai agar Ham ismein 4 decimal Karte Hain To uske andar Hamen sirf pip ke sath Vasta hota hai aur Agar Iske andar Ham 5 decimal account ko open Karte Hain To fir Jo 5 hinsa Hota Hai vah pipette ka hota hai is market ke andar Hamen pipette ke about bhi knowledge Hona chahie yah bhi bahut hi important hota hai aur jab Ham pip ki calculation Karte Hain To Ham pipette ki bhi calculation sath mein Karte Hain Jab koi bhi broker Humse Commission leta hai to vah pipette ke hisab se leta hai aur Hamen Jo ismein profit loss hota hai vah Bhi pipette ki hisab se hota hai to iski about bhi knowledge Hona bahut jaruri hai is market Mein Agar ham success hunna Chahte Hain to hamare liye jaruri hai kya Mein Forex trading ko time dina chahie aur Hamen ismein basic knowledge lazmi Mein Hona chahie
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : forex ma pips aur pipette terms k darmian fark ki info.

      Je han forex ma trade start karny sy pehle forex ki different terms k bary ma mahloom hona chahe. Agr ham forex terms k bena he trade karna start kar deyn gy to hamy hamesa loss he ho ga. Trader ko trade karny sy pehle market k tamam pehlowo ka pata hona chahe. Ab ham pip or pipette ko discuss kar letyn hain:-

      1. Pips Forex term

      Term of currency ki sb sy small movement ko pips k name sy jana jata hai. Currency pair ko ahm tor par 4 decimal places sy measure kiya jata hai. Decimal k bad en 4 number ma sy sb sy akri pip ko represent karta hai. Trader ko loss or profit ko measure karny k lae lazmi pip ka pata hona chahe. Ham simplye pip ki value asy calculate kar sakty hain agr ham 1 ko 10000 par takseem kar deyn. Pip ko calculate karny k process k bena ham kisi b currency pair ki movement ko identify ni kar sakta. Pips k bary ma zayada janany sy ham profit factor ko improve kar sakty hain. Fixed percentage k bary ma sochny ki baje ham risk reward ratio pip term sy determine kar sakty hain. Ye munfarid method bhot advantege deta hai jb marker fast move kar rahi hu.

      2.Pipette Forex term

      Wo movement jo 1/10 pip k baraber hu usko pipette kehty hain. Ye fraction 1/100000 k baraber b hoti hai. Pipette ki movement bhot kam hoti hai agr price movement or marker ki bat ki jae to. Pipette ko ham fraction pip k name sy b janty hain. Jb currency 4 decimal sy zayada move kar jae to 6 decimal ko pipette kehty hain. Apko har bar ye 5th decimal market ma dakhny ko ni mele ga. Jo professional scalpers hoty hain wo pipette k role k bary ma bhot careful hoty hain. Ye tora bhot advance stuff ma ata hai but ham es ko mazeed demo ma achi practice sy samaj sakty hain.
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : forex ma pips aur pipette terms k darmian fark ki info.

        Forex main directly trade start nai ki ja sakti. Balkeh forex trading say related terms ki samjh bhi honi chahiye. Hamain tradimg kay bary main pata ho. Iskay sath iski terms ko real trade start karny say pehly, seekhna, samjhna aur istemal karnaata hao. Fkrex main trading start kar kay sath sath seekhny aur amajhny ka matlab sirf loss karwaty jana hay. Hamain loss say bachny kay liye forex ka sufficient knowlesge hona zarolri hay. Yahan abhi ham pip and pipette ki discussion karain gay.
        PIP.
        Kisi bhi security ya cutrency ki price movement kay increase ya decrease ko measure karny kay liye ham pip ka istemal karty hain. Gold, CL, BA, NG, USD Index ki pip 2nd decimal point per hoti hay. Gold main 1974.70 to 1974.95 tak hony wali movement ko ham +25 pips ki increasing keh sakty hain. Jab keh kai pairs mai pip 3rd ya 4th decimal point per hoti hay. Silver main 3rd jabkeh EURUSD main 4th decimal point per pip calculate hoti hay. Pip ki calculation kay hisab say he ham apna profit and loss measure karny ka sath risk and money management karty hain. Kai pairs ki aik pip up ya down hony say dollar ki valueper ziada aur kuch pairs ki movement say bahut kam farq parta hay. Mostly traders apni trade kay liye PIP ki value aur movent ko bahut important samjhty hain.

        PIPETTE.
        Kuch brokers pip ki bajaye pipette waly pairs bhi offer karty hain. Balkeh ager acciunt banaty waqat hamary pas option bhi ata hay keh ham 5 decimal ko select karty hain ya ignore. 5 decimal per trade karny ka matlab pup ki bajaye pipette hay. Scalpers am tor per pipette per trading karty hain. Q keh wo jab big lot use karty hain to pipette ki movement per bhi unko acha profit mil jata hay.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : forex ma pips aur pipette terms k darmian fark ki info.

          Agar Ham Forex Mein Ek Kamyab trader ki haisiyat se kam karna chahte hain to uske liye Hamen sabse pahle Forex form ke chart ko learn karna hoga
          chart ko learn karne ke bad yah Hamen is Mein Apna Kam Shuru karna chahie Forex trading tips ka knowledge Hona bahut jyada important Hota Hai isliye Hamen chahie ki Ham minterms Ko acchi Tarah Se samajh le pipis mein currency aur Dollar ka lenden Kiya jata hai Kisi bhi currency Mein isharya ke right side main 4 Hindi se Hote Hain1.3324 price 1 point Aage badhati hai1.3325 vah To Ham Kahate Hain is Mein Ek tip ka izafa hua hai Kyunki vah sakat market Uttaran Mein ja rahi Hoti Hai Jiski vajah se Intex Ka ijaafa Hota Hai Is Tarah Ham bahut jyada profit Asar kar sakte hain agar market Yuhi Upar jaati Rahe To Ham Is Tarah bahut jyada Paisa Kama sakte hain ismein traders Aman tips ke ghatna aur badhane Se Hi Apne profit or loss ka andaza Lagate Hain Ki vah Is Se Kitna Jyada profit Hasil kar Sakenge aur ismein unhen Kitna loss Uthana Padega Har trader ke pipe ki value alag alag hoti hai Kyunki vah sev Kam Nahin Karte isliye Unki tips ki value aur price bhi alag alag Hoti Hai sim Nahin Hoti kisi ki pic Ek send hoti hai Aur Kisi Ka pip ek dollar ka aur jo bahut jyada laki hote hain Unka pips dollar Ka Hota Hai Is Tarah Se vah se bahut jyada Paisa Kama sakte hain aur bahut jyada bonus Hasil kar sakte hain agar aap ek Achcha phone Achcha sale karna chahte hain to aapko chahie ki ine pips ko acchi Tarah Se learn karne aur land karne ke bad he is main investment Karen Kyunki agar aap bagair learn kiye aur isko Samjho aur uska knowledge aise rukiye bagair hi ismein investment kar dete Hain To aap ismein lost Ka Shikar Ho Jaate Hain aur yah loss aur aap lagatar lost ki taraf Chale Jaate Hain Ek accha nahi hota hai jo Apne Karm ko Tamam rules ke according karta hai aur is se vah bahut jyada Paisa bhi Kama sakta hai aur apne account mein maujud balance ko bahut jyada badha sakta hai aur Prophet Hazrat ka sakta hai
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : forex ma pips aur pipette terms k darmian fark ki info.

            Dear forex me PIP is Stands For Percentage in point Aap nay Achi Tarah Say bataa aur Pipettes Kay bary me baat kren to pipettes ko functional pips bhi kaha jata hai, ye 3 or 5 decimal places hain pair currencies ki pips ek point hoti hai ke market jb move kar jaye aur jb 10 pippetes milte hian to ek pips banta hai,ye hia in dono ka farq Hy pips Short form hai Percentage in Points ki.or inhi pips ki base pr trader ko trading mai profit or loss hota hai.Trading mai money management ko use krna zroori hota hai or lot size ko b money Management k mutabik hi rkhna better rhta hai pip kisi b currency ki akhiri akai hoti hai but jo ap poch rahe us k barey mein muje kuch b maloom nahi yeh baat mein first time ap se sun raha hoon trade karty waqt hum market pips main hi move karty hain aur hamain trend ko use kar k hi hum achi trade karny k kabil ho skay gay aur knowldge hasil kar k hi hum achi trade kar k saky gay market main pips ko use kar k hi hum cahy say trade kar k hi hum run kar skaty hain so hamain market main jab bi trade karni hoti hai. is k bary main har dwork karni ho gi tab hi hum real main bi trade kar k hi hum suss ho sakty hain. so hamain market main profit hasil karna ho ga hmay jo b profit or loss hota hai wo inhi pips ki base pr hota hai.isi liye lot size set krnay say phlay money management ko zroor calculate krna chahiye or chart k mutabik pips value ko calculate krnay k bad hi trade place krni chahie pips ka matlab 1.00 ki lot per agar app 5 pips ka take profit lagatey hain to us hisab say appko per pips 1$ profit aey ga jo bhi spread ho ga har pair ka nikal kar us kay bad aur app jitney pips per apna take profit lagey gey appko us hisab say har pips per profit earning hoga currency ko calculate hona or profit and loss ka count honaa ku kay dim mai markeet up and down hoti rahti hain is say apki trade mai izafaa yaa kami aati rahti hay pip ka concept clear hay aap thrade repet na karen again and again kren gay.
            منسلک شدہ فائلیں
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : forex ma pips aur pipette terms k darmian fark ki info.

              Click image for larger version

Name:	images (3).jpeg
Views:	5
Size:	8.7 کلوبائٹ
ID:	12330452Click image for larger version

Name:	Pipette.jpg
Views:	1
Size:	56.8 کلوبائٹ
ID:	12330451Bahi pips pr pipette mai bohot fark hai agr hum pips ki bat karian tu pips hum kahta hain market kitna point move karta hai jasa agr gold pair ki bat ki jaya ka gold 1900 pr hai tu or wo move kr ka 1960 pr chala jata hain tu hum kah sakta hain gold na 60 pips up gaya hai is lia in ko pips kaha jata hai or jo pipette hota hain wo last wali point ko kaha jata hai jasa euro usd ki bat karian ka agr euro/usd 1.56789 pr hai tu is mai jo pipette hon gain wo hain 9 or is pecha 8 tuk baki pips hain is lia in mai fark hai agr ap ko phr bi dought hai tu ap log kisi accha trader sy pata kar sakta hain is lia dear har cheez sekhna ki koshihs karian jis ka taluk forex sy hai ta ka huma har cheez ka bara mai information hasil ho saka or hum log aga bahr saka is business mai jis na bi mahnat ki wo kamyab huwa hai is lia dear huma jitna ho saka education ko hasil karna chaya ta ka huma bahtreen kamyabi hasil ho saka is business mai mahnat lazmi hai ta ka kamybai hasil ho saka or aga bahra ja saka pips ka bara mai maloomat honi chaya kiun ka market ki movement pips mai hoti hai is lia mahant karian or lagan sy learning karian tu huma ya hi kam aya ga or hum kamyab ho saka gain pips or pipette ka bara mai muja jo information teh mai ap ko di or mai na ya koshish ki hai ka ahsan tareka sy batao
              Last edited by ; 30-08-2020, 05:15 PM.
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : forex ma pips aur pipette terms k darmian fark ki info.

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Atif1987 پيغام ديکھيے
                dear friends, jb forex traders profit aur loss ki baat kartay hain to unka matlab pips k mutalik up ya down moment hoti ha,

                PIPS : pips aik short percentage point hota ha jo thoray izafay ya exchange rate ki waja sa increase ya decrease hota ha, kuch pairs ma pips fourt decimal place wala point hota ha aur kuch ma 2nd decimal point,

                forexample, agr EUR/USD 1.1156 sa up move kar k 1.1160 par jata ha to is ka mtlb ye ho ga k us na 4 pips change kiay hain aur yahan 4rth decimal place wala nmber pips k meaning ma aye ga, isi tarah aik aur pair USD/JPY jo 110.65 sa 110.80 par move karay to ya 15 pips ki moment hogi jo 2nd decimal place k mutabik ha.

                PIPETTE : amtor par currencies ma pips 2nd ya 4rth decimal point hota ha, lakin kuch pairs aisay b hotay hain jin ma ye point 4rth decimal point sa b upar chala jata ha aur 5th ya 6th place par pohnch jata ha, is 5th ya 6th place walay pkint ko pipette kaha jata ha, lakin mostly traders in ko follow nhi kartay aur kuch brokers pehlay is ka option daitay hain k ap kitnay decimal points par trade karna chahtay hain, pipettes mostly bid/ask spread ko measure karnay k liay use hotay hain jahan 10th decimal point tk ki zarurat hoti ha,

                forexample, agr EUR/USD 1.4 ka ho to is ma 1 pips aur 0.4 pipette hon gay ya hm is tarah b keh saktay hain 1 pip is equal to 10 pipette,

                forex trading ma ye normal cheezain hain jin sa wakfiat hmaray liay bht ahmiat rakhti ha aur in ko use kar k hm proper aur mufeed trades kar saktay hain
                G han dear ager ap trading kartye hain tu ap ko es mai kafi asani kay sath pta chal jata hai kay ap es mai kam kis tarz ka kar rhain aur es mai pips ka kiya matlab hai tu ap ka kam hai kay ap es mai kam usi jisab say karain jis hisab say ap ko es mai pta chalta hai tu har kisi ko pips kay baryr mai kafi acha knowldge hai tu jam ager acha karna hai tu ap ka kam acha pips kay hisab say hota hai pips mean hota hai kay market mai jo bhi momnet hoti hai us ka hisab rakhna ap es hisab say kan kartye hain kay ap es mai pips pay kam kartye hain tu ap ko pta ho ga markat mai jub bhi moment atye hain tu is mai pips pay he atye hain aur ap us kay hisab say kam kar kay kamyab ho patye hain ya nakma hotye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai dil say acha kam kiya karain aur ap ka kam hai kay ap es mai market kay pips kay hisab say acha kam kar saktye hain air ap es mai kafi acha hisab bhi rakh saktye hain kay ap ki market kitnye pips move kartye hain tu ap ko kitna caida daitye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai acha mahnet aur lagan kay sath kam kartye rhain ta kay bad mai ap ka kam kafi easy ho jata hai aur acha ho jata hai tu ap es mai acha kam kar kay kamyab bhi ho jatye hain tu pips pay kam karna aisa he hai kay ap es mai mahnet aur lagan kay sath acha kam kartye hain tu bad mai ap pips kay hosab say kafi acha kam kartye hain jis mai ap kafi had tak ap kamyabi patye hain tu pips aur pipette ka taliq bhi esi qism ka hai kay ap may acha kam kiya hai aur us mai ap kaliye ye masla bana howa hai ye aik dusrye kay bilky opstive kam kartye hain jhan pips kay hisab say kam kartye hain tu ye kam ya zayda honye pay kafi faraq parta hai kiyu kay es mai poori market harkat mai tu es mai asar tu ho ga na aur ap kay kam mai bhi asar kafi ho ga tu ap ka kam asan ho jaye ga
                $$$ Never Give Up $$$
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : forex ma pips aur pipette terms k darmian fark ki info.

                  Assalam walekum doston doston aaj main aapko market mein pips aur piptter k bar main info Karo gaa.

                  PIPS : pips aik short percentage point hota ha jo thoray izafay ya exchange rate ki waja sa increase ya decrease hota ha, kuch pairs ma pips fourt decimal place wala point hota ha aur kuch ma 2nd decimal point,

                  forexample, agr EUR/USD 1.1156 sa up move kar k 1.1160 par jata ha to is ka mtlb ye ho ga k us na 4 pips change kiay hain aur yahan 4rth decimal place wala nmber pips k meaning ma aye ga, isi tarah aik aur pair USD/JPY jo 110.65 sa 110.80 par move karay to ya 15 pips ki moment hogi jo 2nd decimal place k mutabik ha.

                  PIPETTE : amtor par currencies ma pips 2nd ya 4rth decimal point hota ha, lakin kuch pairs aisay b hotay hain jin ma ye point 4rth decimal point sa b upar chala jata ha aur 5th ya 6th place par pohnch jata ha, is 5th ya 6th place walay pkint ko pipette kaha jata ha, lakin mostly traders in ko follow nhi kartay aur kuch brokers pehlay is ka option daitay hain k ap kitnay decimal points par trade karna chahtay hain, pipettes mostly bid/ask spread ko measure karnay k liay use hotay hain jahan 10th decimal point tk ki zarurat hoti ha,

                  forexample, agr EUR/USD 1.4 ka ho to is ma 1 pips aur 0.4 pipette hon gay ya hm is tarah b keh saktay hain 1 pip is equal to 10 pipette,

                  forex trading ma ye normal cheezain hain jin sa wakfiat hmaray liay bht ahmiat rakhti ha aur in ko use kar k hm proper aur mufeed trades kar saktay hain
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza : forex ma pips aur pipette terms k darmian fark ki info.

                    Trading mein pips ka lafaz maximum istemal ho raha hota hai aur maximum members ko yeh bhi maloom nahin hota ki is ka matlab kya hai aur is ke bare mein bhi members ko maloom kar lena chahie aur is ke bare mein members ko tab maloom ho jata hai ki jab vah trading se related apni practice ko achi tarah se continue karne mein successful Ho jate Hain aur har tarah se members ko trading se related apni practice ko continue karna hoti hai aur is ko continue karne ke bad members ko technical trading se related bhi maximum ideas mil jaate Hain aur sab se zyada main baat yeh hai k members ko technical trading se related sab kuch maloom hona chahie kyun ke jab members ko yeh sab maloom nahin hota to yehi vajah hai ki voh apni training mein zyada ache results hasil nahin kar pate Hain us ke ilava har ek aisi baat ke Jo members ko trading mein nahin samajh aa Rahi hoti hai vah sab experience members ko forum per maximum online hokar ya phir apne senior members ke sath connected hokar hasil Ho jata hai agar kisi bhi member ko apni trading mein bahut zyada achi tarah se earning karna hai to yeh earning kar lena itna aasan nahin hai is ke liye sab se zyada important baat yeh hai keh members ko apni earning ko achi tarah se Kar lene ke liye har tarah se trading se related information hasil kar lena hogi
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza : forex ma pips aur pipette terms k darmian fark ki info.

                      Forex market mein jab Ham koi bhi bread open karte Hain to humne uski calculation karne ke liye Jo no working use karni hoti hai ismein humko yah pata hota hai ki humne market ki movement ko kaise count karna hai ismein Ham agar 4 digit system use kar rahe hain to ismein hamare pass last figure pip hota hai jisse humko yah pata chal jata hai ki humne jo bhi lot size use ki hai iske liye hath se hamara kitna profit Ban sakta hai magar jab Ham is market mein 5 digit account banate hain to humko yah Bata hona chahie ki 5 digit system may last digit pipet ka hota hai is tarah humko jo bhi take profit ya stop loss use karna hota hai usko iske liye hath se hi set karna hota hai humko chahie ke Ham is market mein Jo bhi account banate hain usmein yah dekh lenge Ham ne apne account ki kaun si type let karni hai aur ismein 4 digit system account open karna hai yah 5 digit wala kyunki ismein hamare liye jo bhi aasani ho ja Ham jismein aasani se calculation kar saken apne kaun ki vi types land karne chahie humko kafi jyada fayda ho jata hai jo trader is market mein new hote hain unko chahie ki vah 4 digit system account open Karen Taki unko calculation karti hui kisi confusion ke vajah se nuksan Na Ho jaaye aap is market mein apni trade ka target account karke set kar sakte hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza : forex ma pips aur pipette terms k darmian fark ki info.

                        Faida ya nuksaan to help you har Internet business all of us hota hai chahey koi fish bhi internet business ho ab ager sound naksaan k kar ze mehnat karna chorh denge to help you sound kabhi bhi forex trading system all of us kamyaab nhi ho sakenge kyun k is without a doubt internet business all of us sakht mehn. Wo movement jo 1/10 pip k baraber hu usko pipette kehty hain. Ye fraction 1/100000 k baraber b hoti hai. Pipette ki movement bhot kam hoti hai agr price movement or marker ki bat ki jae to. Pipette ko ham fraction pip k name sy b janty hain. Jb currency 4 decimal sy zayada move kar jae to 6 decimal ko pipette kehty hain. Apko har bar ye 5th decimal market ma dakhny ko ni mele ga. Jo professional scalpers hoty hain percentage in point ko hi short words me PIP ka name dia jata hay Forex exchange market ka rate ko determine esi pips value se kia jata hay, successful traders pips ki earning ko hi calculate karty hey aur jo traders profit ko calculation se zeyda pips earning ko ehmeyat dety hey esy traders ko ba asani ye adnaza ho sakta hay key us ki trading performance ketni improve howi hay,
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza : forex ma pips aur pipette terms k darmian fark ki info.

                          Forex trading per Jab Bhi aap kam Karte Hain To currency price ke small movement ko pips Kahate Hain basically pips markets Mein price ki movement Mein Jo difference hota hai usko pips Kahate Hain Jab Bhi market ki movement hoti hai agar for example Euro USD mein market apni movement kar rahi hai aur vah 1.4 se move Hote Hue 1.8 Tak gai hai to usmein Jo four kar difference hai usko Ham Kahenge kiye 4 pips move Hui Hai

                          Pips basically Jab Bhi aap Forex trading per kam Karte Hain tu Jis product ya currency pairs per aap kam karte hain to market ki jo movement Hoti Hai usmein price ka jo difference hota hai usko pips Kahate Hain trading karte hue Hamesha Hamen indicator ka Sahi use karna chahie aur pips ko count karte hue apni trading ko perform karna chahie

                          Pipette basically ek Pip ko further 10 piece main divide karne ko Kahate Hain Jab Bhi aap ek pip market move Karti Hai To usko aap further jitne Hissoo may divide karte hain usko Pipette Ka Naam Dete Hain Jab Bhi aap Forex trading per kam karte hain ya Kisi currency pairs per aap trading kar rahe hote hain to aapko Hamesha pips ko count karte hue Apna profit ya loss dekhna Hota Hai Jab Bhi aap currency price Main Apne profit aur Loss KO count karna chahte hain to aapko Pips count karna chahie aur pipette basically 1 pip Ko 10 further parts Mein divide karne ko Kahate Hain aur basically Ham market ki price se apne profit ya loss count Karte Hain
                          • #14 Collapse

                            Re: jaiza : forex ma pips aur pipette terms k darmian fark ki info.

                            G haan baai g aap nay sahee kahw hamay forex may kaam karna hqy our agar is say faida hasil karna hqy tho hamay ase cheezo ko zaroor samajna hoga jis say aap k trading may nikaar aatha hay our agar aap dhakay tho asay buhut say pairs hay jis k pips ko aap samaj he nahee sakthay lekin aap ko ye sab kuch seekna hoga kionka agar aap is may money managment k osoolo par kaam nahee karangqy tho aap is may faida be hasil nahee kar sakthay pips say he aap nay apnay liay planning kqrne hothe hay kionka jab be aap aap trade open karthqy hay tho aap ko is cheez ka khyal rakna hoga k aap ka account kam say kam 300 pips safe ho kionka ye zaroori nahee hay k aap ke har trade start say he aap k favour may jaaye lekin agar aap nay ziada lot use kar k trade open kia ho tho aap ka account zaroor wash hotha hay is liay hamay ye cheez zaroor samajna chahiay kionka agar aap ek kamyaab trader banna chahthay hay tho aap ko buhut dhoor ke soch k saath kaam kqrna hoga.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jaiza : forex ma pips aur pipette terms k darmian fark ki info.

                              Ji han bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai main aapki is Baat se agri Karta Hun Ki aapane Ek Achcha Sawal kiya hai kya Jaisa Pariksha mein pips aur pets terms ke Darmiyaan Park AK info Hamen chahie ki Hamen is main Jyada Se Jyada mehnat Karte Rahana chahie aur Humko chahie ki Hamen ismein hardworking Karte Rahana chahie Taki Ham ismein acchi kamyabi Hasil kar sake aur Achcha profit bhi Hasil kar Saken aur Hamen chahie ke Hamen ismein Jyada Se Jyada knowledge or experience Aasan Karte Rahana chahie

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X