dear friends, jb forex traders profit aur loss ki baat kartay hain to unka matlab pips k mutalik up ya down moment hoti ha,
PIPS : pips aik short percentage point hota ha jo thoray izafay ya exchange rate ki waja sa increase ya decrease hota ha, kuch pairs ma pips fourt decimal place wala point hota ha aur kuch ma 2nd decimal point,
forexample, agr EUR/USD 1.1156 sa up move kar k 1.1160 par jata ha to is ka mtlb ye ho ga k us na 4 pips change kiay hain aur yahan 4rth decimal place wala nmber pips k meaning ma aye ga, isi tarah aik aur pair USD/JPY jo 110.65 sa 110.80 par move karay to ya 15 pips ki moment hogi jo 2nd decimal place k mutabik ha.
PIPETTE : amtor par currencies ma pips 2nd ya 4rth decimal point hota ha, lakin kuch pairs aisay b hotay hain jin ma ye point 4rth decimal point sa b upar chala jata ha aur 5th ya 6th place par pohnch jata ha, is 5th ya 6th place walay pkint ko pipette kaha jata ha, lakin mostly traders in ko follow nhi kartay aur kuch brokers pehlay is ka option daitay hain k ap kitnay decimal points par trade karna chahtay hain, pipettes mostly bid/ask spread ko measure karnay k liay use hotay hain jahan 10th decimal point tk ki zarurat hoti ha,
forexample, agr EUR/USD 1.4 ka ho to is ma 1 pips aur 0.4 pipette hon gay ya hm is tarah b keh saktay hain 1 pip is equal to 10 pipette,
forex trading ma ye normal cheezain hain jin sa wakfiat hmaray liay bht ahmiat rakhti ha aur in ko use kar k hm proper aur mufeed trades kar saktay hain

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим