Trading baghair loss mumkin nahi hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    dear, trading tu only risky business hn jaha pr ap ko loss bi hota hn or profit bi .ap jitna marzi ap experiential ho tb bi ap ko loss hota hi hota hn.dyniya m asa koi business ni jaha ap ko loss na ho rha ho kam hota hn lakin hota lazmi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      yes sir you are absolutely correct i agree with you ke loss ke bagair shorcut tareke se paise kamana asa kahen bhi nai hai phr to hum usse yeh kehsakte hain ke agar jahan loss ke bagair profit hi profit araha ho to yeh to hamare liye haram hai har duniya ke har busniss main loss aur profit ka hona bhot zarori hai jabhi to isse busniss ka nam dia gaya hai aur phr forex to totally aik asa world wide buniss hai jis main loss ke ziada chance hote hain agar ap isko hardworking ke sath na use karen bhot se log isse asan samjte hain halanke yeh itna asna nai hai is main bohat mehnat planing ki zarorat hoti hai aur sab se main chez knowledge ka hona........ sir ne thk kaha ke yaha ke jo senior tarders hain woh ab ja ke experinced howe honge woh bhi hamari tarah pehle loss utha ke achuke hain to guys it is very tough busniss lekin is main earning zaror hai
      • #63 Collapse

        mere dost forex nusiness ek buht hee profitabel business hy par is k sath sath ye loss bhee deta hy isi leyeh forex business islaam main halal hy k is main mehnat hhy profit hy loss hy ...
        • #64 Collapse

          i think loss is the part of forex and i think within my opnion, The true secret in order to earning profits within the fx industry is to stay clear of mental judgements and also to adhere to a new thoroughly thought out tactic that will takes the actual industry in addition to history under consideration.
             
          • #65 Collapse

            yes of course right trading without any loss is not possible so we should ready to face the loss and need to get the knowledge and experience more then we can reduce the loss but loss is the part of the forex, and also helpful to earn more money.
            • #66 Collapse

              Yes Brother bilkul mein aap ki baat se agree kerta ho trading mein jo marzi ho start mein kuch galtio ki waja se loss tou hota he hai or unhe mistake se insan experience gain kerta hai , yeh baat such aik koi b expert trader 100% accurate trading nai ker sakta hai , kiw k yeh aesa business hai jis mein kuch b kisi b wqt ho sakta hai .
              :cool:!! Join Pak-Forex Forum !! Learn & Earn !! $0.20 Bonus Per Post !!:cool:
              :cool:!! Monthly Bonus Limit $200 !!:cool:
              • #67 Collapse

                bro mera mana hai ke nhi esa nhi hai ku ke hume ache se tabi tajurba hota hai jub hum loss karte hai businiss koi bhi ho or forex trade markit ka bhi esa hi hai ku ke tub hi hum ose ache se cheak karte hain ke humne kahan galti ki thi jse hume loss hoa hai or phr hum ose theak karte hain jse hum age chal ke best se best trade karte hain or jse hume best profit hota hai bena loss ke....
                • #68 Collapse

                  loss se dil chota nahe karna chaiye loss bhi market mei hota hay business mei hota hay forex trading is world ka best online business hay this is best kay agar ap mehnat karo seekh lo achay tarikay se so online business mei forex trading sab se best business hay humay learning ki zaroorat hay bas
                  • #69 Collapse

                    yes sir me ap se agree hu or me ye manta hu k forex me loss bohat ziada hai or ye depend karta hai is k trader pe k wo kaise trading krta hai or kitna learn ki huwa hai forex us ne so i think we have to learn whole forex trading and accept our loss here to get success at last..
                    • #70 Collapse

                      begair loss k trading nahi ho sakti ku k loss k begair hum ko trading main kuch nahi mill sakta agar hum risk nahi lety to hum ko kuch b profit nahi mill sakta is liay is business main hum ko risk lazmi lena parta hey...
                      • #71 Collapse

                        her busines me profit our loss dono k chance hoty hain our forex me me bina loss k possible he nai jab ap loss karty hain tab ap ziada seekhty hain is liye agar apko loss ho jaey ic me to preshan nai ho mazeed mehnat karain our phir kamaein
                        • #72 Collapse

                          Dailho bhai trading aik bissness ki trh gai aur ye bissness online hai aur bht volitile aur waseee b aur jahan aik bossness mai loss hai wahan profit b so trading without loss is impossible in ma opinion.....
                          • #73 Collapse

                            alertness, interest, knowledge, news and other's opinion are the key resources which may keep you safe from loss in any business activity especially in forex trading. trading is not the game but a way to earn and learn wisely and gain knowledge.
                            • #74 Collapse

                              gee mre bhai ap jo bee busineess kr lo us me lose aur profit sath sath hota hy forex me bs hardworking krny prty hy js se ap lose se bach skty hy haa forex me lose hota zroor hy agr ap hardworking kry gy to ap ko km se km lose ho ga aur ziada se ziada profit ho ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                nai trading begair loss ke mumkin nai hai kyun ke is mein loss bi hota hai buht but ap is mein enough knowledge and enough experience ho ga to ap is mein earn kar skte ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X