Trading baghair loss mumkin nahi hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    Janab apne akhir men sahi bat kahi business men agar ap chahen to kamasakte hen bohat kuch laikin businesses men halal o haram donon tareeqe kar mojood hote hen forex men haram ko choriye ahan woh bhi bohat mushkil he laikin aik bat yad rakhiye yahan asani hi asani he chahen to aur mushkil hi mushkil na chahen to..............to halal tareeqe se kaman behad acha o asaan he
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      Nahi app ko is main loss ho ga tu app is ko achi tarha se kare ge aur app ko jo bhi experience hasil huna hay wo is main loss kar ke hi hasil ho ga aur app ka koi bhi business hay is main app ko loss aur nafa dono hi hute hay .
       
      • #108 Collapse

        App ko loss aur nafa demo account per practice se hi pata chal sakta hay aur app ko apni investment ke hisab se karna ho ge aur app ko kam loss aur nafe ko dekh kar apni trade ko badn karne ka bhi pata ho ga ut app ko kam loss ke bad zada acha nafa ho sakta hay .
         
        • #109 Collapse

          Han bhai ap ki baat bilkul theek hai trading begair loss mumkin nahi hume apna yehi zehan bana kar trading karni chayye ke forex me profit hai to loss bhi hai is se hum proper trading kar paaye ge.
           
          • #110 Collapse

            of course trading bina lose k mumkin ny ha koi b business ho us me lose n profit tu laga rehta ha tu forex me me lose n profit laga rehta ha isk matlab ye ny k ye aacha business ny ha is me kafi senior trader b hain jo lose kraty hain ye online business ha is me cheating tu ho ny skti sb market pe depend krta ha so ups n down hotay rehty hain
            • #111 Collapse

              bilkul mumskin hey kuch traders hain jo kafi deer sey ker rahey hian forex lekin loss bhe ho jata hey aur ager ap keh pas balance ziada ho to trade keh cover honey keh chances kafi hotey hian mean keh ap ko ager trader bund na kerney ke zrorat ho to ho skta hey woh usi rate peh wapis a jaiey aur kaser esa ho jata hey
              • #112 Collapse

                ji bilkul janab trading loss k baghair mumkin nhi hai starting m tou loss ho he jata he but jb aap trading seekhnay lagtay ho to loss ka ratio kum hojata he
                • #113 Collapse

                  Every business of the world, have both qualities of profit and loss. In Forex business, if you have good knowledge and skills about this trade and you are a good trader then you can become successful but you have not these then you will get loss here.
                   
                  • #114 Collapse

                    yes brother agar forex trading par ham relax mind sy trading karen or lalach na karen to ham forex trading me loss sy bach sakty hen or zyada sy zyada profit hasil kar sakty he forex trading aik business he is me hamen lalach nai karni chahiy .
                    • #115 Collapse

                      mehnat ke baghair to hum kisi bhi field main profit kama sakein. isi tarah forex main bhi hum baghair loss ke profit nahi kama saktay hain. aksar log iss field main isi liye atay hain ke bus aik dum rich ho jayein gay jab ke aisa bilkul nahi hai. iss main mehnat karni parti hai.
                      • #116 Collapse

                        Mere bhai forex trading he kia dunya ka koi bhe business loss k khatray se khali nhi hai ,risk ka element to her business mein hota hai to apne zehan ko prepare kar lain ,loss ko apni practice aur mehnat se kam to kea ja sakta hai khatam nhi.
                        • #117 Collapse

                          dear kissi bhi trade main loss or profit hota hai es lie tradind main loss to hoty hai . kion k losses to aik hisa hai trading ka . trading losses k bagher na mukamal hai.
                           
                          Azadar Morai
                          • #118 Collapse

                            ge han dost apny bilkul thek kha business mai to losse hota he and agar apny loss sy bachna hy to apko forex kay bary mai learn krna hu ga yha ke market ky trend ko smjhna hu ga or mehnat krni hu ge demo account pe plan tyar krny hu gy tb ap losse nahi kary gy agr ek side sy kary go to 2nd sy cover bhe kr ly gy.
                            • #119 Collapse

                              Skills/experience in forex trading will come with the passage of time if someone interested in trading so he need to learn forex education properly then he will practice demo account he will be expert in trading , so i recommended to those who are new in this field they must get proper knowledge though demo account, and read some articals and technical tools books, it can help them to understand the technical analyses and they also need to keep update themselves by news related to their trading pair.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                that is the right that the trading without the loss is not the possible but friends if the profit is the more then the loss then it will be the good and the effective ,but if you think that the loss equal to zero then i think that is not the right
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X