2 main reasons jis ki wajah se trading market up aur down hoti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #826 Collapse

    bull or bear ye 2 he main reasons hote hain jin se market me ups or downs create ho rahe hote hain aik up trend kisi currency pair me us time banta hai ke jab aap ki pehli wali currency strong hoti hai chahe woh technical ki badolat ho chahe woh fundamental ki base per ho jab second currency strong hoti hai us per market me sell banna shuru ho jati hai yeh 2 he reasons hain jin se buy or sell hoti hai .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #827 Collapse

      ager humein loss sey avoid krna hai too behtir haa ky hm ziyada sy ziyada practise krein aur ziyada sy ziyada l kamai kr ein ta ky humain instaForex meenloss ke tensheon hi na rahaeyor profits achieve krein aur practise zaruri karein.
      • #828 Collapse

        Yes meree nazer aor expiriece ky according do mean wajah hen jinn mein marrkit kafi more up or down jaati ha, in mei fomaec khabarein ha, aur 2sree nfp khabarein jab yeh khabarein ati hen tao market bahot teiz hao jaati ha
        • #829 Collapse

          g hai jis reason kay baray em apnay guide kiya hua hai wo hi is me bohat hi bari main reason hoti hai market kay up aur down janay em kyu kay jub aik contry dosray country say koi bi cheez ko buy karta hai tu us ki currency me pehli wali ko payment ko pay karna hota hai
          • #830 Collapse

            Han in teason ki waja say kafi dafa asaa b howa ha k market ka trend up side oar chala jata ha or market may samjhan kafi mushkil ho jaya ha or is may work level b increase he rehta ha or trader ko ye cheezen kafi effect b karti han or lose b karsati ha
             
            • #831 Collapse

              forex market ki up ya down hona ki waja demand aur supply hai. agr ap deman aur supply ko under stand krtay ho tou phr ap forex market mai asani say trade kr sakty ho. estarah ap ka daily base profit aur trade achi ho gy.
              • #832 Collapse

                jis trader ka experience ziayda hoga ous ko ko market ki movement ka sahi andaza hota hai bohot se traders aise jo bilkul soch samjh k trading karte hain jese mujh jese non experience wale ko agar sell per jati howi trade lage aur aik experience wala iss ko samjh jaye k ye sell ziadya der nahi jaye gi tou woh ous waqt lots nahi le ga sell per so mere khayal se trend ko samjhna bohot mushkil kam hai.
                • #833 Collapse

                  2nd reason se me itefaq kerti hun q ke is me wo sab kuch bayan kia hy jo market me runuma hy down trend me jane ki waja hi yahi hy aur fifty percent bank hi is ka reason hyn but hume news ke time per foran trade rok deni chahiye werna bara lose ho sakta hy ziyada ter bank news ke bad down trend hota dekha gaya hy
                  • #834 Collapse

                    Ap is may kaam karnay k lye is may indicator ko use karyen gay tu pbe he ap is may kaam karnay k qabil ho jayen gay jitna kaam karyen gay is sat ap ko utna he bonus ap ko milye ga is say ap ko chiye k ap posting ksrty jayen or is ka answer b daty jayen
                     
                    • #835 Collapse

                      Jee han iss main market movements buy sell pe dependent hoti hai jis se market uapr neche move hoti hai ham.chunke yeh kam pori donia main online hai iss se donia k halat news iss pe asar andaz hote hain uar khas tor pe jis country ki crruncy se ham kam ksr rahe hote hain us k events b asar andaz hote hain iss lia zarori hai k ham tred open kaarne se pehle news se awear rahen
                      • #836 Collapse

                        agr hamy market ko deakhna ha tu hamy news par focous karna ho ga hamy pata ho k world ma kia ho raha ha ku k without knowledge ham kbi b khud ko improve nahi kar sakty na hamy kamyabi milti ha anylsis karna ana chaye hamy....
                        • #837 Collapse

                          thank you brother ap ny boht achi information di hay mujhy iss bary mein itna ilam nahi tha ab samjh mein aya market ki ups ur down hony ki waja
                          • #838 Collapse

                            Brother , main bhee yehee samjhtaa hon ky bank kee reason say markets more move kertee han is liaeye humko achi trading ko kerny ky liaeye moniyamnagement keh sath tardi ko krna chaehiye.
                            • #839 Collapse

                              forex trading market ups and down move karti hay humay eski yahe move understand kar kay he hum esmain profit earn kar sakty hay aur tabhi hum esmain achi trade bhi kar sakty hay aur humay esmain sab kuch manage kar kay trad ekarni chaheiy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #840 Collapse

                                1 reson tu yah hai k bank ka es mn bht dakhal hota hai or jb aik country dosri country se koi chezz buy krta hai tu tu wo esko amount dety hain apni currency mn or 2 reason yah hai k banks os ki movement mn kafi dakhal deta hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X