2 main reasons jis ki wajah se trading market up aur down hoti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #856 Collapse

    bro ma aap ko is kay bary ma koch nhe kah sakta ho kay ma abe new ho our is ma parctice kar rah ho our is seek rah ho our ya aik best business ha is ma knowlged our experinec ki zaroorat hote ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #857 Collapse

      Meri koi khas information ni hy kio k main forex forum p new member hon PR Jo market ki moving hoti hy wo koi us mulk ki currency ki hot news hoti hy Jo us mulk ki economic position sy wabasta hoti hy to us hisab sy market ki moving up ya down hoti hy
      • #858 Collapse

        apny bhot hi helpfull bat ham sy shere ki hy mujy bhi abhi tak y abat nai pta h=thi mujy ya phli bar pta chali hy is sy phly mujy ya ba nai ota thi our na hi koi btaa ta mujy agra my is furam pr posting na kr rha hota to mujy ya kbhi bhi na pta chlta is liya is furam ka kht hy k is my bhot faida hota hy kam krny ka is sy bhot kuch lern hota hy
        • #859 Collapse

          jab market ma kis mulik ki news ate ha our currence up hotye ha to pair bay karte ha our jab donw hote ha to sell karte ha to is liay market ma up our donw hote ha our trader ko moka mile jata ha profit hasil karnay ka
          • #860 Collapse

            Currency ke up aur down ki wjh us country ka buy ya sell krna hota hai agr aap kisi country se kuch buy krte hein tu uski currency main payment krte hein tu uski currency up hoti hai aur apki down
            • #861 Collapse

              g bhai ap ny bohat achi post upload ki hai or yah sub k liye bohat faida mand hai or bohat se logun ki ap ny help ki hai main en baton ko nahoi janta tha magr ap k batny se ab mjhy sub pta chal gya hai es liye main yah sub maind main rakhunga
              • #862 Collapse

                jahun take maain janat hun to mera kahyl hy kah jab is bzunese ki um logun ko news mitli hy atb hum ko si buznese ki marekt ya to pihr buaht hiz yad dwon hoti hy yapihr buaht hi zyad up ho jati hy
                • #863 Collapse

                  Jb bi economical ya political news market mein aati hain to in news ki waja sy market mein kafi up and down position dekhny mein aati hy
                  • #864 Collapse

                    Gee Bhai ziada tar market k up ya down hona aid vjha sy hota hai yani ya aik country kisi 2sri country sy koi trade buy ya sell key ya bank kisi kisi bhe chez ko sell ya buy key tu as Tim aksar market up ya down hoti hai
                    • #865 Collapse

                      1.aik waja tou ye hoti k up down talab ke kami ya zayadti sy hoti hy ya kch log trading krty hain toy up down a jaty hain
                      2.2ndly jo currency hoti hy mukhtlf mumalik ke tou wo state bank ya country k apni talab barhny sy up down ho jati hy lkn agar aisa na ho toh phr market kesy chaly ge
                      • #866 Collapse

                        Main apse agree karta hon apne bahot achi information share ki hain information jo bhi ho agar apki information se kisi aur trader ko fida milta hai to bahot acha hai likin information ko sahih jaga istemal kia jae to
                        • #867 Collapse

                          g bahi apki bat sahi hai or forex trading ki market enhi reasons se he move hoti hai or up down main jati hai or yah movement itni fast hoti hai k market main kuj bhi kisi bhi wakt ho skat hai es liye hmain market ki har point par nazar rakhni chahye q k jub hum market ki moving ki traf dehan dety hain tu he hum achi trading kar paty hain nahi tu hmain loss he hota hai
                          • #868 Collapse

                            AOA Me apki 2 reason pe itifaq karta hon news r banks ka role bht important hota hai r 2 bat depend karta hai us country ki economy pe market ki currency up&down ka pata lagta hai r ap market ka analysis karna jante hon ta k ap us hisab se trading karain r ek acha decision kar sakain. Shukriya..
                            • #869 Collapse

                              Market ke ups aur down hony ki bahat si wjh hoti hein hamein market ke analysis ka ahim hona chaye. market us waqat up ya down hoti hai jb koi bhi mulk kesi aur mulk ke sath tejarat karta hai agr koi mulk kesi mulk se koi cheez leta hai wo usi mulk ki currency main payment kre ga tu jis mulk ko pay kre ga uski currency up jay gi aur dosary ki down, bank bhi currency ke utar charoo main bahat ahmiyat rakhta hai is ke ehlawa aur bhi kafi wjh hein.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #870 Collapse

                                is main market kabhi up jati hay or kbhi down jati hay jis ki base say humain market main kam karny main kabhi profit hota hay or humain kbhi loss hota hay so market ko use kanry kay liye humain hard work kar achy say kam karna ho ga ta kay market ko smjh ja sakay or humain low risk main trade karna kafi best rah sakta hay loss km ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X