2 main reasons jis ki wajah se trading market up aur down hoti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    ye main reasons ko agar hum samjh jae to hum yaha pay achi trade kar saktay hain aur hame yaha pay trade karnay k lye achi si trade ki zrorat hoti hai aur hume yaha pay mazay ki zrorat hoti hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      yes mere brother ap ne achi post ki ha ma ap se agree ho market ki movement ki bohat si reason ha but ye 2 reason main reason ha is ki waja se market zeyada move karti ha is liye hame in do reason ko apny mind ma rakh kar trading karni chahye tab ha easily success ho sakty ha
      • #108 Collapse

        good question , ager kase county may koi major problem aa rahe h jo direct us ki economy ko effect kary jasy like unemplyment rate incresase ho jaya kase b county ka to wo loss may jaya ga , or un ki economy week ho or un ki economy b jis say un ki currency week ho ge
        • #109 Collapse

          ji bhai bilkul ap ka boht boht shukria btaney ka me forex me abhi new hong or mughey knowledga hasil karni or forex trading key barey me jannaa he ap ka boht boht shukria
          • #110 Collapse

            jee bhi jan ap naybohat acha sawal keya hay aur us ki ap nay jo 2 main reason di hay wo be bohat ache di hay kay ager 2 country sell or buy kerrti hay to forex market per is ka asar hota hay aur isi tarah bank main role ada kertay hain ups and down may
            • #111 Collapse

              yuppp/.... dear ap 100% theeek kehrei hain k yai do reason hai jis ki waja se markets may bht hi zada se zda ups and downs ate jate rehte hain ,,,, jis may humara loss b hojata hay achaw khasa ............is tarha ki information ko sahre hona chiya ta ke sab ko pata chal sakey ke market main up down kyoun aur kese hota hai ya kya jata hai aur market main up down hone ki aik waja ye bhi oh sakti hai .............
              • #112 Collapse

                Je haan apny sahi kaha k yeh reasons kafi role play krti hain ksi bhi mulk ki market ko up aur down krny main , kyonk inhi ki base per trading hoti hai us mulk ki stock market main ajissay uss ki economy per asar hota hai aur user ko kafi faida milta hai aur har koi issay achi trade kr k faida uthany ki koshish krta hai.
                • #113 Collapse

                  g han apne sahi kaha hai or me apki is thread ko acept karta hu ke jab forex mearke up or doun hoti hai to pir ko kese pata chalte hai or ky resion hote hai meket ke up or down hone ke to mere dosat jab kisi bhi mulk me koi khabar hoti hai to is ki currency up hone lagti hai or ap waha se by karte hai to ek reasin ye bhi hota hai or agar ap har waqt market se update rahe ge to apko is me kabhi bhi loss nai hoga
                  • #114 Collapse

                    brother ap ny yh reason achy batae hain in ki wjah sy hi hm new trader ko loss othana prta ha. agr ham in sb chezon ko smjh jain aor market k bary main knowledge krty rhain to phir hm in ko control kuch hd tk kr skty hain.
                    • #115 Collapse

                      g bhai jan forex tradingme banks or contries ka bohat ahm kirdar ada krte hen g forex trading me big nnvesters ki waja se hi movement hoti ha g or jub wo apne aount forex market se invest ya out krte hen to market em ak hal chal mach jati he g
                      • #116 Collapse

                        bhai FOMC news ki waja se hum ko forex trading me bohat ziada up ya bohat ziada down ki movement dekhny ko mil sakti hai hum ko forex trading business me bohat paisa kamany ko bhi milta hai big movements ki waja se .
                        • #117 Collapse

                          Daer mai ne ap ki complete post parhii hy...
                          apne boht achii informationshare ki hy mere khiyal mai har new trader ko start mai ye sab cheezain seekhini cahiyen k kya cheez os k huq mai hy aur kya os k against jatii hyy.
                          • #118 Collapse

                            ye bat bilkul sahi hay kay jub aik country ki currency dosry mulk ko convert karky bhaji jati hay to us hi country ki currency main down ata hy or currency ki value kum hojati hay or bank ki monetry policy ka bhi kafi impact ata hay market up and down main.
                            • #119 Collapse

                              bhai jaan in do reasons k ilwa aik aur reason hai jo bohut hi sudden hoti hai aur woh hai natural diseaster jis country mein b tsunami yeh earth quake is tarah ka kuch natural scene hojayee us country ki currency aik daam gir jati hai aur market upside down hojati hai...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                thanks for share ur knowledge . mjhy ilam nhitha in sab baton ka ab kafi had tak idea ho gaya ha boht important malomat mili han thanks to all

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X