2 main reasons jis ki wajah se trading market up aur down hoti hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #796 Collapse

    Bro ma forex ma new hn mujhy in reason ka nahi pta tha k market in wjohat sy up down jati hai apki is information k ly thanks is sy ye pta chalta ha k hamko international level ki news ko b mind ma rkhna chahy ar achi tarh market analysis k sath chalna chahy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #797 Collapse

      hamain is forex main trade karny k liye hard work karni ho gi ta k loss kam ho saky aur analyse kar k hamain up aur down ko dekh k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main mushkil na ho skay gi aur earn ho
      • #798 Collapse

        is main hamain analyse kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur is k up aur down ko dekh k hi trade karni ho gi ta k market main achi trade kar k earn kar saky gay aur profit hasil kar k earning kar saky
        • #799 Collapse

          market ki trading main price ki move say kafi zada madad milti hai laikin ik trader ko is market main kis tara say kaam ko krna hai jin say ye khud ko loss say kafi zada safety say kaam ko krna hai tabi in say humy moka milta hai money ko earn krny ka
          • #800 Collapse

            aik tu main reason ye hoti hai kay market me jub koi bi bari news ka time hota hai is kay bad is business me country ki econiomy kay related i bohat hi important issue add hotay hai jin kay baray em bi information ka hona impportant hai
            • #801 Collapse

              Big instructions like banks are the main reason they have enough funds to move the market in a certain direction and when market starts moving then a flood of people joins in that direction
              • #802 Collapse

                ju 2 main points ap nay share kiye han wu theek han ic man waqae market kafi movement show kerti ha. or employment or unemployment ki activity ki news say bhi market movement show kerti ha
                • #803 Collapse

                  yes dear ap ne waqai bahot achi bat share ki hai agar hum sab ais tarha ki posts parhy aor ain ko samjhy to hum ko samjh to aye k marekt kam kaisy karti hai aor kaisy up down jati hai agar hum aisy hi kam karty rahy to kabi kamyab ni ho sakty basic pata hona chaye.
                  • #804 Collapse

                    Thanks frien is maloomat k liye mujhy nai pata tha k market up or down kyun move karti hai lekin ab mujhy pata lag gya hai k market kesy move karti hai or ab is ko samajhny mein or b asani hogi mujhy.
                    • #805 Collapse

                      ji han my friend markit main essi 2 reason hoti hn jin ki waja sy markit up r down hoti han r han ak reason ya k news jb ati ha to markit ya to up hoti h ya down r dosri reason ya k ager kesi country main koi bada kaam ya pher bachat boly to hmesha markit up ya down ho gi
                      • #806 Collapse

                        Apne achi information share ki hai market trend means market up down tb hoti hai jb koi news circle main ho ya koi aisa incident ho jae jis ki wajah se market achanak crash kar skti hai
                        • #807 Collapse

                          forex market up and down move karti hay agar hum market ki move ko sahi say analysis karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay aur humay esmain sabar say kam karna chahiey
                          • #808 Collapse

                            Assalam o Alaikum wa rehmatullahi wa barakatuh! bhai ap ka thread prah k bht si knowledge mila mujhy is bat k andaza totha k market central banks move karty haion magar jo nukaat apny uthaye hain un k bary main mujhy jan kaari nai thi thank you bhai jan
                            • #809 Collapse

                              hamain trend ko mind main rkah k hi trade karni ho gi aur experience hasil kar k hi hum market main sucess ho sakty hain aur up aur down ko dekh k hi hum profit hasil kar skaty hain aur earn ho gi
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #810 Collapse

                                Gee bhai balkul thik kahaa hai, aap na kah do major wajah hotay hen curencey exchange rate kee movements mn wo aap kaa import and export kaa amount of trading hai, and Second central bank of the country hai go kah monetorey policy say Us ko monitor karta hai, iss kaa elawa bhee GDP,NNP and GNP bhee koch indicator haen

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X