2 main reasons jis ki wajah se trading market up aur down hoti hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #721 Collapse

    aap ny jo 2 reasons bataei hain wo theek hai. market ki up aur down janay ki basic waja yehi hoti hai. is liye ham ko chahiye k jab b trading karen to phly market ka proper analysis aur trend ko daikh liya karen.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #722 Collapse

      apki baat theak hay market kay move ko humay samjhna chahiey agar kisi curreciy ki demand increase hoti hay to usmain move bhi ziada hota hay aur humay es move ko samjh kar he trade karni chahiey
      • #723 Collapse

        market jab up and down move karti hay to esi move ko samna humary liey bohat zaroori hota hay kyun keh humay esmain samjh kar he trade karnay say faida hota hay aur hum esmain kama sakty hay
        • #724 Collapse

          market main jin cheezo say low or up jati hai is main hain k ik currency ki price main azafa hota hai is ko zada log buy krty hian or is ki price up jati hai or isi tara say seller ka pressure zada hony say market main hum ko down trend nazar ata hai
          • #725 Collapse

            market ki up and down ki hum agar baat krty hain to is main is currecny ki country ka effect hota hai sath main is mian international level ki news say is ki price main kafi change a saqta hai or koi b reason nahi hot hai jis say ye trade ko krna hota hai
            I LOVE PAK FORUM
            • #726 Collapse

              Thank u so much ap ke information bhot he nice hy and powerful beh jo new user ko bhot help out kr skate hae trading ma or kam kren ke startegy ko batat help out krta hae kae kase work kya jaye or kase us ma age barha jaeye bright future ko banane ke laye
              • #727 Collapse

                ist reason tu aik news hi hai kay jis ki wajahs ay arket me bohat hi up ya down hona hota hai is kay baad market ki wo batai hoti hai kay jin ka aluk stock trade say bi bohat hi hotahai
                • #728 Collapse

                  forex market demand ki waja say up ya down hoti hay humay esi move ko understand kar kay market main trading karni hoti hay aur humay sabar say bhi kam lena chahiey tabhi achi trading hoti hay
                  • #729 Collapse

                    100 percent agreed with these two reasons main reason 2 ya 3 hi hain jis ki weja say market man taiz movement milti ha jub countries apas man trade kerti hain or dosra bank policies or tesra country kay election ka tenure.
                    • #730 Collapse

                      Dear is business me market news ki wajah se move karti ha isi liye hmen chahe k hm is business me soch smjh k kam kareen tb hi hm is business me asani se acha earn kr skaty hain or is business me hm success b asani se tb hi hasil kr skaty han
                      • #731 Collapse

                        Ge mere dost na bohout khubsorati ke sat aur bohut detail ke sath ye wazih kia hoa hai ke forex ke market mein ye up and down q hoti hai mein apne dost ke is statement ke sath itifaq karta ho
                        • #732 Collapse

                          apki baat sahi hay humay yahe cheez ko daikh kar market say trade leni hoti hay keh esmain next konsi move ho sakti hay aur hum us side main trade kar kay market say profit earn karty hay
                          • #733 Collapse

                            forex market jab bhi move karti hay aur humay usi move ko understand kar kay earning karni hoti hay aur humay chahiey keh dil lga kar forex trading par focus karen ta keh achi earning karen
                            • #734 Collapse

                              Dear brother bht achi bat share ki ap ny bilkul aisa bhi hota hai kisi bhi country ki ecnomical crisis market ko affect krty hen isi trah crruncey rates aor oil gold selevr CFDs ki orice vary krty hai to market ma move ata hai kabi kabi to market uo ya down shoot kr jati hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #735 Collapse

                                Is main ap nay them kaha hai is main market to move kartu rahti hai aur is main trade karny k liye market ki movement o bi dhekh kar trade karni ho GI ta k him kamyab ho saly

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X