2 main reasons jis ki wajah se trading market up aur down hoti hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #691 Collapse

    Forex trading bohat busniss hy jis mai market 2 reason ke waja sai up and down hoti hy phli ye k buri khabron ke gardish ke waja sai dusra traders uski terf zaida nsi arha hoty
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #692 Collapse

      g han aap ki baat bilkul darust hai jaisay kay hum jantay hin kay tradig iak world wide busienss hai is main poori duniya ki bari bari companies kay share majood hai to zahir hai aik mulk kay doosray mulk say khareed aur farookhta say hi trades chalti hai aur ise ki wajahs say market ki movements changehoti hain.
      • #693 Collapse

        I think aik to kisi bhi country ki economy is par affect krti hy aur dosrey agar koi aisey traders aa jayen jo professional hotey hain aur ziada currency purchase kr key is key trend ko change kr detay hain. Is ky elawa aur bhi buhat si reasons ho sakti hain jo keh market key trend par affect krti hain.
         
        • #694 Collapse

          My bro aap nay Jo information de ha ow belkol tekha ha is ki bare wajr ya be hosakta ha Kay zada trader ka rajhan market ki traf ho our is ki aik waja ya be ho sakte ha Kay market ma kio bare kaber aarhe ho ma to itna he janta ho q k ma is businesses ma new ho our knowlged hasil kar rah honour this is a good business.
          • #695 Collapse

            cebtral banks ka is buisness me aik geha link hai agar koi bi traders currency ki weakness ya strongest ko samjh kay trade karta hai tu wo kabhi bi market me aik lost nai karwa skta hai
            • #696 Collapse

              Council certainly good, only one of the newcomers will learn the rules on money management? if they came to trade and make money as it promised in advertisements. and we have not heard about any capital management. this will come later, to those who still remain. as a beginner is unlikely to be traded on the vehicle, because it simply does not need him.
               
              • #697 Collapse

                Ha bhai aap teek keh rahy hai or ye Fundamental Analysis mai aata hai, aap nai bohat achy information share ki hai lakin aik baath ka khaya rakhna bohat zarori hai kai news kai waqt tab hi trading karny chahye jab aap ki Fundamental Analysis par ubor hasil ho.
                • #698 Collapse

                  jnab hum jab trading karty hain to humain is main market ko dykhty hoye humain is main kam karna ho ga ta kay huamin market say huamin acha profit ahsil ho saky or huamin loss nai ho
                  • #699 Collapse

                    is market ki movement mai zada hand jo hota hai mera khial hai vo market ki news ka hota hai jis say humy is mai trade krny mai madad mil saqti hai or is k liay humy market ki study krni hai or is mai demo mai kaam ki prectice krni hai
                    • #700 Collapse

                      jnab hum jab trading karty hain ot humain is mani lenaring kar kay kam karna ho ga ta kay huamin trading main loss nai ho or is main news say humain kafi loss or profit hasil ho sakta hay
                      • #701 Collapse

                        jnab hum jab trading karty hain to humain is main loss b ho sakta hay or humain is main profit b ho sakta hay or humain is main agr success hasil karni hay to humain is main learning karni ho gi
                        • #702 Collapse

                          forex ak wolda online business .mary bhie ma to is ma new ho our ma is k layma itna he janta ho k . forex sub sa best business hay hum ko is ma sarif learning ki zaroote hote hat ma is ko bhota bhota like kara ho
                          • #703 Collapse

                            Yes belkul theek kaha hai apne k forex market k up and down hone ki ye reason hoti hai bank wali reason apne best di hai k koi bhe country ye nahe chaye ga k us ki currency ka price down ho wo always ye chahta hai k us ki price hamesha up hoti hai is lye humen careful ho kar is me trading karna parti hai
                            • #704 Collapse

                              Ap na bohot achi tarhan market movement ko explain kiya ha kay market kis tarhan move karti ha and is kay sath jab market mein koi big news ati ha tab bhi market bohot tezi se move karti ha.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #705 Collapse

                                I think keh jab kisi country ki economic condition down hoti hy to us ka affect us ki currency par parta hy aur woh down ho jati hy. Is key elawa country key big trader currency ko mazeed strong bananey key leye is ko buy krtey hain aur yun is ki value barh jati hy aur jab sell krtey hain to is ki value down ho jati hy.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X