2 main reasons jis ki wajah se trading market up aur down hoti hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #736 Collapse

    forex men kisi bi currency k up aur down move hony ki boht bari waj abanks hoty han us coutry ka central bank boht zziad effect karta ha us ne inflation ko control men rakhna hota ha jis k liay voh monitary policy men intrest rates kam karta ha ya barha deta ha jis ki waja se currency up and down ho rhe hoti ha.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #737 Collapse

      bhai baat yeh hai kay aap nay english main post likhi hai agar english main likhni hotti.hai to braahe mehrbani iss kou theek se likhha karren wording theek.honi chahiye koi ek.lafz bhi smajh na aye to poora jumla smajh nahin ata yahaan bhi assa kuchh hi hai.to.mehrabani hogi urdu main hi post karr diyya karren..thanks........
      • #738 Collapse

        mian resons yeh hoty han dosto trading maket k rates ka up and down move hony k , aik intrest rates men changes ki waja se currency aup and down move hoti ha ya phir kisi bo other financial changes ki waja se rates up down hoty han.
        • #739 Collapse

          G hun jnab insta forex treding buznees ki market min do resen hyn jis se hum ko ye malumat hoti hy kah is min market up or dawon hoti hy esa hi kuch hota hy is buznees min se
          • #740 Collapse

            subs ay baari aik cheez ye hai kay market me interst rate hotay haa9 kay jis ki wajah say mareket kay rates bohat hi zayadah ho jatay haai ay bohat hi kum ho jatay hai is kay ilawa market me iak new activity hoti hai
            • #741 Collapse

              exactly aisa he ha jsa k brief kiya gia ha thread men market contracts ki waja se move karti ha aur banks ki wja se main cause jo movement k hoty hna voh bank hen han yeh money se forex ko trade karty han jis ki waja se market move hoti ha.
              • #742 Collapse

                Ap ny bilkul drust kah do reasons ki hi wajah trading up aur down hoti rehti hai jin country mein pehly hi pata chal ja hai so surf buy krty hain
                • #743 Collapse

                  han g yah ap na boht theak bataaya hia k forex main price k up ordown honey k 2 he bary reason hai. jiss main aham cheeze country ki economy hai to jab b differnet countries ki economy k news ayain to lazmi hai k ham un ko sunain or samjhy or us base per trading Karin taky ham loss se bach sakain or demand and supply of currencies b boaht aham cheze hai
                  • #744 Collapse

                    Bhai g forex trading market mai pair hoty hy jo ek dusra ke oposite hoty hy ek tu us country ke currency ke week hona sai dusra cross pair ke strong hona sai
                    • #745 Collapse

                      me apke iss bat se bilkul itefaq nae karta market ke movment up oar down sir aor sirf baying aor selling ke waja se hoty he jab bayer ziada ho to market up jata he aor jab sell ziada ho to down jata he aor dosre bat news ke news par market ke movment be ise waja se hoty he ke jab bank koi policy banaty he to jo bare bare invester he jin ke billions doller ke account hoty he unke experts teams inke analysis karty he aor wo polisy ka andaza lagaty he aor use ke hisab se bare volume ke trades lagaty he aor market move kar ta he
                      • #746 Collapse

                        g bhai apne forex market ko up aur donw le jane wali do main reason bht hi ache treqy se bayan ki han forex market in dono reason ki waja se hi move krti hy aur hmen inko mady nazzr rkh k hi treading krni chae
                        • #747 Collapse

                          Gee han yeah cheezain forex market ko zarur effect kerti hai hamary pas in sy related current news ka hona bahot zaruri hota hai aur inhi ki waja sy ham forex main aesi trade ker sakty hain ky market hamari favour main jaey aur ham zyada sy zyada profit gain ker sakain
                          • #748 Collapse

                            Tow main reason hain forex market k up down bony ke phlphle tow country ke parties Jo currency ko up krny k big amount ma sell or buy krti hain or 2re hain bank Jo kse b country ke currency ko up or down krny k interest rate ko increase or decdecrease krti hain
                            • #749 Collapse

                              Bhai g forex trading market ke up and down hona ke bohat sary reasons hy ek tu country ke currency ka week ho jana be market ke up and down hona ke reason banta hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #750 Collapse

                                Gee bhai jub bhi humen currencies py trading kren gy to humen cross m he trading krni hoti hai metal gold cfds ki trading aigle ma hoti hai aor jub aik currency strong ho to dosri ko weak krti hai chue happy event ho ya statistical news

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X