2 main reasons jis ki wajah se trading market up aur down hoti hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #661 Collapse

    dear thanks ka ap na ek new and the best post ke ha dear es ksm ke usefull post always market ka ander ani chain qn ka yeh kafi helpful sabit hoti han ksi bh new and old traders ka liya dear es ksm ke help pr kam krna chaya dear yeh best area of the market ha earning ka liya bh
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #662 Collapse

      Dunya main daily hi koi na koi waqiat runuma hotay rehtay hain aur jin ki wajah say hi market main currency ki movement up aur down hoti hai. Humain chahiye kay har soorat main hum economical news ko follow karen aur phir trading ki jaanib kadam rakhen is tarha humain sahi say working ka moka milay ga aur hum earning kar saken gay.
      • #663 Collapse

        therefore it is better to go on a cent account in 2 months and already accustomed themselves to real trading. As a novice trader in the demo will not be able to hone not trading psychology, not MM, not the vehicle ...
           
        • #664 Collapse

          Brother aap bilkul thk khe rahe hai, or mein ne jaha tak mein ne suna hai bohat bare investor b involve hote hai market k up and down mein , jab wo apni money nikalwa lete hai tou market down hoti chali jati hai , or phir wo us currencies ko khared ker apni investment berha dete hai jis ki waja se currencies up ho jati hai.
          • #665 Collapse

            if the trader does not know what he was risking on each trade, he may lose a lot of money that he can wait that the price will turn around and bring him profit
               
            • #666 Collapse

              ap na is post main bohat achi usefull information di hain muje makret ka barye main kafi kuch news learn karne ko mila hain buy aur sell ka barye main kafi kuch clear huwa hain ap ki is post sa new mamber ko be kafi fayda he ho ga
              • #667 Collapse

                g dear as ki main waja he ha k jab qurancy by zida hoty ha to market up hoty ha or agar qurancy sell zida ho ge to market down ho ge to mary khyal me ye he 2 main waja han
                 
                • #668 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: amughal پيغام ديکھيے
                  Salam to all

                  I am sharing some information of market movement or why it goes up or down. Ye sawal har trader ke mind main ata hai ke iss ki kya wajah hai. Market ki movement ki boaht si reasons hoti hain jis mein se main aap se 2 reasons share kar raha hon.

                  1st reason of market movement is contracts or trading of two countries from each other. Jab aik country kisi doosri country se kuch buying karti hai to wo bohat bari amounts main hoti hain. Iss tarah jo country buy karti hai wo doosri country ko ussi country ki currency main payment karti hai. Lets say ke agar Europe kuch buying karta hai America se country level pe to wo America ko US Dollar main payment karay ga. iss tarah US$ up ho jaye ga aur Europe ka Euro down ho jaye ga.

                  2nd reason of market movement is banks. Bank kisi bhi country main uss ki currency ko up aur down karnay main bohat important role play kartay hain. Aik andazay ke mutabik forex trading ki movement ki 50% wajah banks hain. Kisi bhi country ka Central bank monetary policy ko control karta hai aur foreign ka control ussi ka pass hota hai. Issi tarah jab bhi bank se related koi bhi news ati hai to market ke major up ya phir down ata hai.

                  Please share on that thread if you have any other information related to trading market movement.
                  yes nice buht he achi information share ki hai aap na aesa he hai iss business ma ye hw hota hai or ma na bhi ye he suna hai k iss ma aap ko news ko follow krna hota hai tab he kamyab hoty hain
                  • #669 Collapse

                    I think there are two main reasons for market ups and down
                    1. wo jothi khabrin jin ka kowi wajood ni hota aur wo log apan faida hasil krny k leay pehlaty hin jis sy jo log is business say zayada tach ni hoty nuksan uthaty hin
                    2. apna intrust na hona dosron ki bat man kr deal krna is say bhi logon ko kafi nuksan hota hy aur market per bhi bhut bura asr prta hy
                    • #670 Collapse

                      My dear firned i think ka apna boht hee zyada achi knowledge dee hai aur is ki wjha sa meri knowledge ma izafa howa hai...........
                      • #671 Collapse

                        forex ke buosiness me success hasil krny ke kcoh rules hoty hen or hume wo follow krny chaaahye ta ke hum is me tiome se achi trading kre or is se acha profit bana saky or wo rules demo me practice bhi hy
                        • #672 Collapse

                          theak hai ap na yah dono reason theak batai hia per market un k alwa b kai waja se move karty hai sab se barh kr conutry ko jo political condition hai or law and order b main reason ha forex main chaning ka
                          • #673 Collapse

                            ji han yahi reasons hote hain or agar forex ke business ki aesi choti choti baton se le kar important main baton ko samjhna hame aa jaye to hamare lye is business me working karna phir easy hone lagta hai or ham ko forex me acha kamane ka moqa mil pata hai .
                            • #674 Collapse

                              forex treding biznees min do reswn hyn jin ki wajh se market up hoti hy ta down hoti hy jab is mun zyda logh bay oar ate hyn to low hoti hy or jab zyda low par ate hyn to up hoti hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #675 Collapse

                                gee bhai aisa hota ho ga mera itna expeicne na howa ha keh trading mein is trah sy smjh paon main yehi kety ho keh marke tmein jo bhi things hein un ko smjieh oar is main sahih leanring krein

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X