Kia sirf NEWS per hee trading kerni chhahye? (With answer)

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1231 Collapse

    yes janab news hamari bahut help karta hay tading men is say ham kafi achi trading kar sakty hain jis say hamen kafi faaeda mel sakta hay aur hamen is men kabi greed ko shamel nhi karna chaheye hamen greed hi sab say bra loss deti hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1232 Collapse

      no dear ager hammery pass experince nai haii tuo hammy news trading nai kerni chaiyie kiu k jabb news atti hai tuo phir market buhoot tazzi sa move kerti hai or ye buhoot voalatilty la atti hai market ma tuo ager hamm new trader hai tuo hamyy news trading nai kerni chaiyie..
      • #1233 Collapse

        news ko dekh k bi is main boht say log kam karty hain so hamain market main plane kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main bi asani ho saky gi aur is forex main experence hasil kar k hi trade karni ho gi ta k earn ho
        • #1234 Collapse

          Mera opnion ye hai k news hamare liye important zarur hain but hamen news ko smajhna hamare liye mishkil hota hai,hamen news men jo logic hota hai ham usse smajh ni paate hain wo traders new ko achi tarah samajh sakte hain jin k pass market ka data kissi country ki economy ka data usse pta ho, main smajhta hoon hamen sirf news per depend ni krna chahiye.
          Hamen trading k liye market ko technically tor pr lazmi analyse krna chahiye agar hamen technically anlyses na aati hon to ham forex trading men kabhi succes ni kr sakte hain hamen market ko apni skills se analyse kr k apni stragty pr trading krni chahiye.
          :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

          CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
          • #1235 Collapse

            Yes bro Apne thek Kaha. Qk Jo site news deti hy us pe ham Kaise 100 % believe Kar sakty hen ye risk wali bat Hoi is se better hy apko apni strategy banani chaie or wo sirf demo account men ban Sakti hy ya phir Kisi expert se bhi let Ka Sakti hy islie men news trading ke khilaf hon q k wo log tukka bhi lagaty in ke kehne pe ham real investment men risk nai let sakty
            • #1236 Collapse

              mery khyal main humay forex trading news par bhi karni chahiey agar hum news kay impact ko daikhty huway market main trade karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay aur humay chahiey keh esmain dil lga kar focus karen aur kisi bhi kisam ki jald bazi na karen kyun keh es trha earning nahi hoti
              • #1237 Collapse

                Janab news based trading karna be kafe profitable hota hai par zarore hai k apko news ki teek impact k market par pata ho agar aap ki knowledge news k bare mai ache ho tau definitely news based trading karna be kafe faida mand hai apke leye aor mai samajta hun k apko sirf eese par he focus karna chaheye pir q k news ed trading be apko wo kuch dai sakta hai jo aap chahte ho.
                • #1238 Collapse

                  News for trading karna Aasan Nahi Hai news for trading karne ke liye aapko fundamental analysis ka experience Hona zaroori hai Jab tak fundamental ko aap experience nahi hoga market ko nahi samajh Sakenge aur jo news aati hai aap phone ke Data ko read nahi kar Sakenge karna he sahi tarah Se Uske Taco understand kar Sakenge US data ko understand karne ke liye aapko fundamental analysis ka experience Hona zaroori hai
                  • #1239 Collapse

                    Yes news trading k liay boht achi chez hy is per aap trust kr sakty hen magr lazmi ni hy k sirf news per hi trading ki jay q k kabi kabi news ni aati ya pher late ho jay to apna experience b utlized kr sakty han.
                    • #1240 Collapse

                      Jab aap news ko use karte hain Aane wali new score face Karke entry Lagate Hain to market aapko running karne ka ek accha mugabe Deti Hai Jisko aap easily use kar sakte hain
                       
                      • #1241 Collapse

                        news trading k liye pehly news per trading ka experience hona zrori hai. kion k news k bad maket mai taizi aa jati hai or agr ka experience nhi hai to aap ko loss bhi ho skta hai.aap trading apni aasani or knowledge k mutabiq krain...
                        • #1242 Collapse

                          Dear ye bat to correct ha k news any k bad market mn changes ati ha,pr ye kisi expert ko hi pata hota ha k news k bad market kis simt jaye gi,islye news k bad ap ko trend dekhna chahyeir r us k bad hi trade open karni chahyei.
                          • #1243 Collapse

                            news ki help say hum kam karty hain to karny main asni ho sakti hay kun kay is main trends ko follow ka rkay ahcy say kam karna ho ga jis sya market ko handle karna sai ho sakta hay is main insdicators ki helps ay hum kam karty hain to ye hota hay kay market ko skuhny or is main order ko place karny main kafi asani b ho sakta hay
                            • #1244 Collapse

                              agar hum news ko follow karty hwuay trading karen gay to humari trading achi ho sakti hay kyun keh news market main bohat tezi paida karti hay aur humay chahiey keh news ko theak say daikhty huway aur result ko follow karty huway trading karnay main he faida hota hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1245 Collapse

                                Mere Khayal Mein Toh Hame sirf news ko dekh kar rahi trade nahi karni chahiye Kyunki kabhi kabhi news Bharat bhi Hoti Hai Hame market ke trend Ko Dekhkar trade Karni chahiye aur kuch apni science bhi istemal karna chahiye
                                   
                                FRD 07 TRADING JOURNAL

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X