Kia sirf NEWS per hee trading kerni chhahye? (With answer)
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1201 Collapse

    G hann ap sai keh rhay hn sirf news per bhi trading ke ja skti hay aur yeh bhi technical ki trah best hay - agar app ek achay news analysier hain to app market say ek acha khasa profit nikal sakty hain - market per news ka bahot ziada asar hota hay news dekhnay k liye ************ dekh lain wahan yeh bhi btaty hn k ic ka kitna impact pday ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1202 Collapse

      news ko dekh k bi boht say trader is main kam karty hain aur hamain is main trade karny sya pahly is k bary main learning karni ho gi ta k loss kam ho skay aur trend ko mind main rakh k hi hum earn karein gay
      • #1203 Collapse

        Hr bndy ka apna apna mind hota hae agr koe bnda news ka bahot ziada experience rakhta hae to ussy chaeay k wo beshak sirf news pe hi trading krta rhy ismen koe harj ni hae aur bahot sy log krty b hain news pe trading aur acha result aata hae unki trading ka.
           
        • #1204 Collapse

          Aapko news paper trading Karni chahiye aur aapko Forex mein technical analysis ko use kar ke Zyada kaam karna chahiye technical analysis se aapko Forex Kate and ka idea ho jata hai aur aap for Xmas Jyada accha kaam kar sakte hain aur aap ko Zyada Se Zyada profit milne ka bahut zyada chance hota hai isliye technical analysis profit milne ka chand Zyada Ho Jaye Shukriya
          • #1205 Collapse

            News trading main bohat advantage hot hy ki aik single trade main hi chand mints main apko bohat bara profit mil jaey LEKIN news trading itni hi risky bhi hoti hy qun k agar trade ghalat ho jaey to account wash bhi ho sakta hy. Es ley news trading SL and TP and Trailing Stop k baghair nahi karni chahey.
            • #1206 Collapse

              Gay nahi news Park trading nahi Karni chahiye accha kaam hai aur iss Mein mehanat Karta Hoon how was police par kaam achha chal raha hai main is permanent kar raha hoon then aur Raat Shukriya.
              • #1207 Collapse

                Assalam o alaekum!!
                news sun ker trading krna bilkul gult hay q kay aaj kal ki news reality sy bilkul alag hain aj kal sirf aur sirf apny apny mafadat ki news chalai jati hain jahan per news channels ka faida hota hay. un ko ksi k business sy ya mulki currency k hwaly sy kuch parwa nahi hoti. aur news sirf kuch waqt k liye he kar amad hoti hay jo k jald he khtm ho jati hay.
                • #1208 Collapse

                  Ap ki bat se rk dam agree hun ka News pa trading krna har ksi ka bas ki bat nahi per jo market or world news se touch rehty hai or personal relationship be kafi matter krta wo janty hain kab knci trade lagani bawi rahi Tukka to abhi tak muj sameet maximum Tukka lagaty hai lag jae to khus nae to sad.thanks
                  • #1209 Collapse

                    jhan tak new ka kyial ha ya impact to krti hain mah na boht bar news ki base par trade ki ha boht bar market uper ur nicha gye ha news ka baat lkain wo news kyia impact kra ge maket uper jye gi ya nicha is ka andaza lgna tora muskil hota ha app news ka end par os ki growth ratio check kro mera khyal sa bht effect hota ha new ka bhi maket mah.
                    • #1210 Collapse

                      Ye to hr trader pe depend krta hae k wo kis level ki qabliat rakhta hae aur bahot sy log sirf news trading krty hain aur acha khasa profit hasil krty hain aur iss chez k liay experience chaeay hota hae kafi dara.
                       
                      • #1211 Collapse

                        Bhai Hum trading experince Aor Knowledge Ke Saath Saath News Par Bhi Tawaja Rakhni Chahiye Agar News aa Jati hai Aor trade Ek Dun Move Kar jati hai Is Liye News Ko Bhi Dekh kar Trading Karain
                        • #1212 Collapse

                          Forex trading Mei ek source par depend hokar trading nhi karni chahiye news bohat important hai use bilkul Nazar andaz nhi Kiya ja sakta hai par dusre jariyo Ko ignore bhi nhi Kiya ja Sakta hai news kabhi bhi forex trading Ko reflect nhi Karti hai Balki news padkar jo changes traders ke mind Mei aate hai wo jaayda zimmedar hote hai forex trading Mei forex trading currency buy aur sell ka Khel hai forex Mei trader news ke against bhi behave kar sakta hai Kai Baar Aisa hua bhi hai forex business Mei sabhi trader news ke sath trading nhi karte hai forex trading short time se long time dono trah ki hai koi bhi short time itna voilite ho Sakta hai ki wo ek Naya hi trend ban jaaye aur pair uski wajah se news se different move ke le sakti hai forex ke sath Lakho log jude hai agar in sabhi traders Mei high percentage kisi perticular pair Ko buy ya sell kare to we trend ki break kar sakte hai ya news Ko falls bhi Bana sakte hai agar aap forex par profit Chahte ho to kabhi ek jariye par depend na raho
                          • #1213 Collapse

                            ha g aap ki bat tek ha is ma hum ko bas news par henhe rahna cahy news be humazry kaam ateha lakine aik expert business man to news ko follow kar kay kaam nhe karta ha is liay knowlged ka hona boht zaroore ha
                            • #1214 Collapse

                              Mery khial main trading k liy news kafi ni hain k ap sirf news ko samny rakh k trading karo isky elawa apko chahiy k ap technical annaylsis bi market ka kr k trading kro gy to apko bahut ziada ho GA
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1215 Collapse

                                nai khod trading krni chiya ham ko apni trading ko sekh k sahi sahi is my tecnical analyssis kr k is my hamy trading krni chiya our hamy is my bhot hi fida hota hy jab ham apni trading ko khod kr rhy hoty hyy is my ham ko yaken hota hy k hamny jo trade lgai hy who ham ko loss nai dy gi kisi ki news prr ham ko koi pta nai hota hy k ham ko is my loss hoga ya profit hoga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X