Kia sirf NEWS per hee trading kerni chhahye? (With answer)

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1216 Collapse

    aap ko is ma news ka cahnce lana cahay lakine har trad ma ma aap ko news par he nhe rahna cahy aap ko apne knowlged ko ues karty howay market ka ananlysis karna cahy our trad karne cahy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1217 Collapse

      Ni sirf news tu sirf ap ko trend aur thori bahut rehnumai karti ha k maeket kis taraf ja rahi ha is lie lie news sirf isi insan ko guide krti ha na k full trade hi krna hota ha
      • #1218 Collapse

        Mere khayal main sirf news par trading krna sahi nai hai koun ke main smjha hon ke jo trading knowledge aur experience se ki jati hai wo sahi bhi aur nafa bakhsh bhi hoti hai news par barosa kr ke achi trading ni ho skti.
        • #1219 Collapse

          bhai apki baten sari sahi hain magr mera khyal hai k market ki news ko follow karny se bhi koi b harj nahi hota es liye logun ko jo sahi lgta hai wohi karty hain or jesy un ko apnni stratgy ko set karna chahye kar lety hain
          • #1220 Collapse

            Forex trading mein behtr trading k liey news bhi bahot ahm hain lekin 100 % aitemaad nhi kia ja skta is k liey hamein market behaviors aur trend ka analysis krna parrta hy tb ja k successful trading hoti hy
            • #1221 Collapse

              No blkl nh khali news sy kch nh hota news kch had tak theek hain mgr srf news py depend nh kr sakty han kyo market ka kch pta nh k agly ghanty mae kya ho jea
              • #1222 Collapse

                Forex main trading k liye bahot si baton ko follow karna parta hai agar ap kahen k ap sirf news pe trading kren to ye apki ghalat fahmi hai is k liye apko experience opinions ko bhi dekhna parta hai
                • #1223 Collapse

                  forex trading main log 2trah ke trading kerty hain aik new trading aik technical matlib chart pe .mery hisaab pe new pe trading kerna bahiit risky ky kyn k ager opposite move ho gya to choty trader k account wash ho jaty hain.is liay main to technical trading ko prefer kerta hon.
                   
                  • #1224 Collapse

                    g bahi ap ki bat bhi sahi hai bohat se trador ayse hoty hain jo k news par he focus rakhty hain or osi ko he follow karty hain es liye yah bat kisi had tak sahi hai maghr zyda nahi qk bohat se trading hmain news se pta chalti hain ahr bohat se trading k bary ain hmain indicators ko use karna hoat hai or kuj ko hum ny charts main se search karna hoat hai trading ka trend dekhny k liye hmain bohat se search karni chahye
                    • #1225 Collapse

                      Trading karny k sb sy pehly to forex trading ki education honi chahyei r us k different tool ya indicators k use ka pata hona chahyei,is k ilawa news b asar andaz hoti ha aksar news k bad market mn abrubt changes hoti hn is lye news ko dekh kr market mn ghusna ya nikalna chahyei.
                      • #1226 Collapse

                        100 fee sad sahee farmaya .ap na farmaya k jo log kam tajarba wala hen wo sirf news pe ttrade na kren . mera khayal ha k news or un k peechay jo awamil kar farma hota hen wo bhi der haqeeqat ak tajziya hi hota ha .or tajzya kabhi bhi 100 fee sad drust nahen htaa .is liay ye hqeeqat ha trader sirf news pe iatemad kr ka trade nahen krni chahiay.
                        • #1227 Collapse

                          Mere mutabiq sirf news par trading nai krni chaye koun ke news 100 % nai hoti. News par trading karny wale hamesha kamyab nai hoty .News se zayda apny knowledge aur experience par dehan dena chaye koun ke knowledge is very big power jis ke bal par sb kuch hasil kia ja skta hai. news suny ke bad apna analysis karna bahat zarori hota hai.
                          • #1228 Collapse

                            Hame trading kartrocket syrup news period nahi trade karna chahiye Kyunki sometimes Aisa Hota Hai ke Hame news galat bhi mil jati hai aur ya phir market Karte movement ekdum Doosre site pe Chalaye Jati Hai Jiski wajah se Hame loss ho jata hai
                            • #1229 Collapse

                              humain is main news ko follow kar kaymarket main kam karna ho ga jis say market ko understand karna kafi best ho sakta hay magr low risk main kam karty hain to kafi sai rhta hay is main humain trends ko follow karna hota kay kam karna humary liye kafi si ho sakta is main demo ko use kar kay hard work kar kay achy say kam karna ho ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1230 Collapse

                                News bhe kafi helpful hoti hain magar mery khayal mein sirf news py trading karna mushkil hy kyo k news galat bhe ho sakti hain wo hamen aik idea dety baki jo bhe karen apny ilm ke bunyad py karen

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X