Kia sirf NEWS per hee trading kerni chhahye? (With answer)

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #361 Collapse

    forex pe kaisa impact hoga yeh sab humain khud malom kerna hota hai. Ache knowledge se hum easily judge ker sakte hain ke market kis taraf ko jaye gi but koi bhi confirm nahi hota news per sirf wo hi trader profit earn kar sakte hain jo market ke fundamental achi taran jante ho.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #362 Collapse

      ais nai hai k news p sirf wo log trading kar skty hain jin k pas paisa ho ya ya advanced data ho. ager ap news kko folow nai kry gy to ap apni trading me successful nai ho paye gy. aik common man b news ko follow kr skta hai us ko itny paison or advanced data ki zrorat nai hoti. ap k pas internet hai jis se ap easily employment or unemployment rate ko analyse kr skty hai, economy ki growth k bary me b ap ko easily knowledge mil skti hai. isi lya ap ko trade me is trhan ki her cheez follow krna chaye
      • #363 Collapse

        ni dear kabi bi news per trading mat karen ma ne kai bar koshish ki ha lekin mujhe koi faida ni hova ha. is lia ma ap sab ko kahun ga k hamesha market ko study karne k bad trade karen.
        • #364 Collapse

          i think you are right , our trade shouldn't be depend on news its just gives an idea but we should do trading according to our knowledge and experience . we can use our strategies by taking an idea from news so our trading can gives a good result .
          • #365 Collapse

            gi bilkul news par bhi haum trading kar sakteay hain magar zaida behtar hai kay hum apney expereince level ko barhaein or different cheezon par trading start karian. sirf news per trading bohat risky hoti hai
            • #366 Collapse

              sirf news pe inhasar nahi krna chaiay forex ko har liaz se dakhna chaiay is main analysis ko parain daily forex news parain our bi bahot sari website hain jin se hamain taza tareen updates milti rahti hain sb ko dakhna chaiay
              • #367 Collapse

                well main to aap ko yehi suggest karun ga k news timing main aap trade karo hi na q k tab market ki movement klaafi taiz hoti hai es liye aap ki trade agr phass jaye to use clear hony main phr bht time lag jata hai
                • #368 Collapse

                  i thin news just ap ko hint deti hy us py ap 100% bharosa nahi kr skty is ly ap ko sirf news k lehaz sy hi trade nahi krni chahi balky apni skill or planing k tehat krni chahiye
                  • #369 Collapse

                    news channels ko understand kerty huay forex trading ka experience or acha knowledge apko aik achi trading kerny main kamyaabi dy sakta app news channels k knowledge ko analysis ker k trading keren to profitable trading hogi
                    • #370 Collapse

                      G han dear aap ki baat theek hy merey khyal mai aap ney bhut ucha share kiya hy ic mai aap ki wajah sey hum seekh jatey hyn
                      • #371 Collapse

                        bilkul ma essi cheez ko pasand karta hoon kay perfect news pe work karo forex business duniya ka best business hay agar ap kay paas bohat achi skills hon ap achi earning kar saktay ho ap ko acha knowledge aur experience acha chaiye mehnat zaroori hay phir success milay gi bas har working chaiye jo news best milay uspe trading karo............
                        • #372 Collapse

                          mara opinion aur point of view sa main tu ye samajta hon kay news pe trading se aviod karna chaiya kyun kay aksar iss main kafi trader ka buhaat zaida loss hota ha kyun teez movement ki waja se zaida tar log lalich main ah kay baray volume ki trade lag daitay hain aur against janay ki sohraat main aksar ka account hi wash out ho jata ha.
                          • #373 Collapse

                            news ek achi cheez hai trading karnay kayliay lakin jab investor ka experience bhar jata hai tou pher news ki itni zarrorat nai rehti aap ka experience hee news ban jata hai aur aap market ko dekh kar hee bata saktay hein kay market ko buy karna chahiay ya Sell.
                            • #374 Collapse

                              je dea bilkul ap ny sahih tjzia kia hy aur hum aksar post main dekhty hain keh log poochty hain keh news pr kaisy pata chalta hy keh ab market up jay gi ya down to kafi sary log sell limit aur buy limit laga dety hain keh jis traf bhi gia to kuch na kuch faida ho isy lay yeh tuka hy hr kisk ky smjhne ki bat nhi he lehaza is sy bachain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #375 Collapse

                                yes my dear ap ki bat b theek he or me b ap ki bat se agree hu k is forex trading business me zyada se zyada profit hasil karny k liy news ko lazmi ehmiat deni chahiy magr mere khayl m,e to news time par just news hi sunni chahiy or bad me trading karni chahiy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X