Kia sirf NEWS per hee trading kerni chhahye? (With answer)

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #406 Collapse

    dost main tu ye samajta hon kay news pe trading se aviod karna chaiya kyun kay aksar iss main kafi trader ka buhaat zaida loss hota ha kyun teez movement ki waja se zaida tar log lalich main ah kay baray volume ki trade lag daitay hain aur against janay ki sohraat main aksar ka account hi wash out ho jata ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #407 Collapse

      yes you have to do this business when you are sure and you have the knowledge 100 percent and if you have the sense that your analysis is not good and your strategy do not allow you to take the risk then i will also suggest you that leave the trade and do not do trading.
      • #408 Collapse

        zarori nahi he ap news ko dekh kar trade lagain ap he 30 minuts ke giraph ko teli karke trade lagaskte hen han asa bhi hota he ke news me kuch halat ke bare me pata hone ke bad trade me ahtyat karni chahye
        • #409 Collapse

          nahi sir har waqt news sai nahi hoti basically new humein sirf kuch clues deti hai jo samjhne wala hi samjhta hai zayda tar news ko totally follow kerte hain aur nuqsaan uthate hain news humein indirectly warn kerti hai kuch chezon ke bare mein humein wo samajhna hota hai.
          • #410 Collapse

            thats right words i agree of these baat tu sirf ye he faida kis tarah sey ho raha he us ko adopt kro jah tak hoo sakey muwad collect krna hoo ga jis sey ap sirf news per hi nai bul key aur bi trades per trading kr saktay hai news per trading krna he tu knowledge aur related muwad akhatta kro jis m bohat sari information jo pehlay hi ap attach kr chekey hai
             
            • #411 Collapse

              g han news be bhot help kart hain humare or hum is se be bhot achi tarding kar sakty hain or achi income be hasl kar sakty ain or logo ko lalac be nhr karn cheny lalac se hum loss ma chenly ganty hain
              • #412 Collapse

                assalamu alaikum dekhein aap bhai aap ne bilkul theek bat ki hain hamein sirf news ka mutabik hi trading karni chayein balke apni abilities or experince ko bhi utilize karna chayein...han news ko parh lena chayein but totally us pe depnd kartein hue ni karni chayei trading..
                • #413 Collapse

                  ji haa bilkul forex ke daily news follow karke trading karni chaiye lekin thoda khudka bhi dimag use karna chaiye ke trade kaise lagaye mean postion kaise le market kitna up aur down jayenga wo bhi dekhna zaroori hai.
                  • #414 Collapse

                    Yes are right and i agree with yoy my friend But I want to say that A good trader allows find the better Economic data and allows follow the news.but If you have no news traidng experience then we should not trad in news time.
                    • #415 Collapse

                      ji nahi aapko jaha se bhi news milta hai wo bhi sirf ek andaza laga kar aapko batate hai apr apako uske yakin karna padega kyuki wo log expert opinion lete hai uske bad hi apako news dete hai apr labhi kabhi wo log bhi galat ho sakte hai par apako uska bharosa karna hi padta hai jab tak aapko khud ka experience nahi hota hai tab tak
                      • #416 Collapse

                        News trading mujehy pesand nehi hey , meray liye technical trading hi best hey kunki technically hum is business mien boht kema sktay hein lekin yeh bhi asaan kaam nehi hey boht hard work kerni chahiye or rules or plans ka khyaal rekhna chahiye werna hum apna account ura dien ge
                        • #417 Collapse

                          dear hume sirf forex news per trading nai karni chaiye kyu ke news to hume market conditions ke bare me information deti hai is liye agar hum news ke time trading kare ge to hume loss bi ho sakta hai is liye hume jab thek lage trading karni chaiye agar ham news ko note karain or us kay motabik apney trading karain to hamain zayada profit milay ga or ham loss say b bach jaain gay .
                          • #418 Collapse

                            haan g news asa hum andaza laga letay hain kay kon sa time hai best trading kay liye is liye humain news parh kay trading karni chayiieee
                            • #419 Collapse

                              no dear no bs news se he nahe tradin ghoti ap ko apna be experience lagana parta hai bews tu ap ko batati hai k k anay walay waqt mai shaed ye ho jae aur aj ye huwa tha je sirf forecasintg he hoti ha paki baat nahe hoti hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #420 Collapse

                                Assalam o alaikum.. Ji brother aapki baat bhi theek hy.. Or mera ye khayal hy k aap trade kabhi bhi kisi aik cheez pe depend ker k successful trade nahi ker skte, balke trade bohat si cheezon ko mila k aik package banta hy jis pe ap trade karen to success milti hy..

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X