Kia sirf NEWS per hee trading kerni chhahye? (With answer)

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #331 Collapse

    G nahi forex trading mein aapke analysis or success sirf aapke news per hi depend nahi kerti hy.. analysis different tareeqo se hota hy.. maeket news , indicators waghera yeh sab zroori hota hy trading kerne ke liye..
    Dont Spam The Forum.. ..

    :(I hate Spammers..:(

    ;)Make Bonus Of 200 USD;)
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #332 Collapse

      Dear brother forex ak business ha jis pay apko trading karni parti ha or yeh lazmi nahi kay aap trading news pay he lagao forex ak bohat he acha business ha jis say hum bohat sa profit hasil kar sakty hain ma forex kay ic business ko bohat he zaida pasand karta ho.
      • #333 Collapse

        forex trading main bohat se tareeqon se earning ki ja sakti hi jis main news trading bi shamal hi iss lye ap ko iss main enws trading ekr ke achi earning ho sakti hi then hi ap ko iss main kamybi ho gi
        • #334 Collapse

          Mere khyal se sirf news pe hi depend nae krna chaye apko iski complete information le kr kisi b pair ko complete read krne ke bad phr trade lgana chye or yahi apke lyie benefit ha.
           
          • #335 Collapse

            News bot ehm hti hyn forex may ziada tr log news py kam krty hyn aor es sy acha profit hasil krty hyn,ham forex may kamyab tb ho skty hyn jb ham forex may sentiment,technical analysis aor fundamental analysis sb ko follow kryn,yh bot acha karobar hy aor ham es may bot acha earn kr skty hyn.
            • #336 Collapse

              wow very good yaar bilkul 100 percent baat theek ki ha k news ki trading me koi reality nahi ha ye to chaance ha . koi bi professional trader aesa nai kerta . news ka chance laina chahiuay lakin sirf news trading per hi depend nai hergiz b nahi kerna chye daily news galt ho rahi hoti hn me ne obsrv kiyas hai...
              • #337 Collapse

                bhia jan jaha tak mera khayal ha hamin news k waqt to khas tor par trading nahi karni chahia q k os waqt market ka koi trend nahi hota ha jaha hm trading kar saakin is lai jb koi news an ho tab he trading karna best ha
                • #338 Collapse

                  mary khayl ma hmy news pa bht trust ni krna chahiy hnya ha k news graf pa b nzr rkhni chahiya. or lalach ni krna chahiy q k lalach ap ko bht nuksan day skhti ha.
                  • #339 Collapse

                    Hi Dear, bat to Sab ki sahi hai lekin magar is bat ko tasleem karna chahiye k nuksan or faida dono business k hisein hein agar ap nuksan k khuf se koi kam nahi kareinge to phr ap trading kar hi nahi sakhte ku k ye total Risk based hai or News par trading karne chaiye ku k is main Lose se ziyada Profit k Chances hote hein.
                    • #340 Collapse

                      ji nahi meray khayal mein humein sirf tarde ko news ko follow ker k hi nahi kerni chahiye kafi dafa news ghalat bhi ho jaati hain jiss se humein loss bhi ho sakta hai iss liaye ihtiyaat se tarde ko kerna chahiye.
                      • #341 Collapse

                        Yes my dear you are right hum news per be trading karna chaheya agar app news paper study kar k trad karna chahty ho to ya be theek ha but best way ya ha ka app jab be trading start karo to such samj kar karo take app ko loss na ho or jo be pair buy ya sale karo us ka knowledge hona chaheya.
                         
                        • #342 Collapse

                          news pay bhi trading kar sakty hain or technical analysis bhi zaroori hai.kush dost only news pay bhi kaam kart hain lekin technical traders ko to news pay bhi nazar rakhna he parti hai.
                           
                          • #343 Collapse

                            you must know what is your trading strategy to follow it .do you prefer to trading with short term or long term trading .second you must have a good money management plane because it is so helpful for you .third you must know how to control on your emotions and also on your decisions to know where you must trading and when you must stop trading
                             
                            • #344 Collapse

                              well my dear friend, wesay to mein abhe newbie hun forex main aur abhe sirf study kar raha hun forex kay baray main aur mein nay abhe tak trading karna start nahi kia hay aur na he mujhay koi trading ka experience hay kay kab aur kesay trading karni chaheay lekin meray khayal say humain sirf news ko mind main rukh kay trading karnay kay bajae tamam aspects ko follow kar kay trading karni chaheay jiss main news bhe shamil ho aur humari planning aur strategies bhe...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #345 Collapse

                                Dear Traders, Assalam-o-Alaikum, News per hee trading karna - mery khyal main hamaqat hy, some time tukka lag sakta hy but News ke sath sath anayalsis of market bhi zaroro hy or trader ko yeh bhi dekhna chahie, or market trend ko bhi follow karna chahie

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X