Profit saay taluk rakhnay wali ghaltian (Mistakes)

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    trading main yah chaeez amm pai jati ha ky ham jub profitmain jaty han to yah ni dakhy ky market wapas bhe a sakti ha ham ak he sidekie trade llaga daty han aur bhot bary profit ka wait karty han
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      main Samajhtaa hon K Market main Apnay profit ka Target Set kar k trade Lagani Chahiyee or ye tab hota hai jaab Ap Market ko Samajhtaay hain... aap Ki baat bilkul theek hai k unrealistic Targets bilkul bhi Set nahin Karnaay chahiyeen...behtar ye hota hai k Agar Daily Ka Target set Kar k sirf 2 trades he lagayi jayen Tou behtar hai... us Say market Ko Samajhnaay main or zyada Asaani hoti hai,profit Say Taluk Rakhnay Wali eek bari chez Basic Concepts Ka Clear honaa bhi hai...orr proofit walay Basic tools Ko use Kar k bhi hum Apnay profit ko maximize Kar Saktay hain... like Trailing Stop,Partial closure Waghera kafi helpful Rehtay hain
      Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
      • #93 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: miles پيغام ديکھيے
        Well, now we will share some lines here about mistakes we intentionally or unintentionally make when it comes to doing trading.

        Yhan hum un ghaltion k baray may baat karen gay jo profit say taluk rakhti hen.

        1. Kabhi bhee apnay profit ko umeed per na chalnay den. (Matlab k ager aap ka $10 ka profit aarha hay or aap k pass koi logic ya trading signal mojud nahee hay profit k aaya k profit aagay bhee jaye ga ya nahee tou is soort may aap ko $10 etc. profit lay ker trade saay bahar aajana chhaye.

        2.Kabhi bhee profit levels ko itna high mat rakhyeee k market us tak pohnch he na paye, means k unrealistic targets set na karen kyn k esa kernay saay aap baar baar losses ki trf barhen gay.

        3.Profit saay zyada apny capital/investment ko importance den, kyn kaay aap ko isay save ker kay trading kerni hay, (NO CAPITAL NO TRADING)

        Yeh theen woh ehm baten jinka hmen khayal rakhna chhaye jub bhee hum trading karen.

        Kindly aap saab say request hay k mature or sahee reply karen threads ya topics ka.
        Dear main nay ap kay bahut say threads dekhy hain aur bahut he zabar dast threads hoty hain ap kay kafi kuch seekhny ko milta hai mere jaise tamam beginners ko ap kay threads say so thanx for this use full information.
        • #94 Collapse

          Agar app trading mein new hain too kosish karein kee apne profit koo hamesha lock kar kee trading kariein aur minimum risk lein aur hamesha apni equity koo safe karein aur stop loss laga kar hamesha trading karein
          • #95 Collapse

            Profit could come from trading in Forex, but not easy to make a profit but needs to be a long education and to experience and I think that is important to know and learn from mistakes
            • #96 Collapse

              The biggest mistake is possible that it is located in the forex market when you configure the profits is that we expect that we could very easily be that the profits in the forex market and become one of the greedy, but we must first learn and then we plan to be the profits of Second
              • #97 Collapse

                Main app ki baat se buhat zada agree karta hoon aur zada tar log is main loss kar ke apni is galti ko nahi mante hay aur is main market ko kahte hay ke is main market ko abhi aur nafa dena chahye tha jab koi apne nafe ka khud fada nahi leta tu market kya is ka sath de ge .
                • #98 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: miles پيغام ديکھيے
                  Well, now we will share some lines here about mistakes we intentionally or unintentionally make when it comes to doing trading.

                  Yhan hum un ghaltion k baray may baat karen gay jo profit say taluk rakhti hen.

                  1. Kabhi bhee apnay profit ko umeed per na chalnay den. (Matlab k ager aap ka $10 ka profit aarha hay or aap k pass koi logic ya trading signal mojud nahee hay profit k aaya k profit aagay bhee jaye ga ya nahee tou is soort may aap ko $10 etc. profit lay ker trade saay bahar aajana chhaye.

                  2.Kabhi bhee profit levels ko itna high mat rakhyeee k market us tak pohnch he na paye, means k unrealistic targets set na karen kyn k esa kernay saay aap baar baar losses ki trf barhen gay.

                  3.Profit saay zyada apny capital/investment ko importance den, kyn kaay aap ko isay save ker kay trading kerni hay, (NO CAPITAL NO TRADING)

                  Yeh theen woh ehm baten jinka hmen khayal rakhna chhaye jub bhee hum trading karen.

                  Kindly aap saab say request hay k mature or sahee reply karen threads ya topics ka.
                  Asal main ye us wakt huta hai jub aap bagaher sooch samjh k trading kerte hu,,.,.na market move ko made nazar rakhte hhain aur na he time ke munasbat ko,.,.
                  • #99 Collapse

                    jee my dear me ap sa fully agree bh karta ho ky jo new trader hoty ha oun ko bas ya hota ha ky hum profit ko kis terha sa outhy ap ko profit ka sath market ko dhkna cahy our agr ap in mistake ko karhy ga to profit bhot zayda dor chala jahy ga
                    • #100 Collapse

                      app ki jo mistake hoti ha profit hasil karna ma us ma jo sb sy first ha mery khayal sai vo ha ap ka market ko follow na karna ororder lag dana this sy app ko profit to hota nai par loss ho jata ha mery khayal sy agar hum market ku follow kara kuch dar to muj umeed ha hum market ka trend ko follow kar la ga or order bee theak lag ja ga par humari galtie ya ha ka hum sai wit nai hota.
                      • #101 Collapse

                        yar ager hum forex trading se talauk rahty ha to hum ko cheay ka hum jo be trade kar us ko pahal sahe trah se dekh lay pher us ka bad trade kar.
                        • #102 Collapse

                          Yes..i agree with you....these are common mistakes which we are doing again and again...it is better for us to point out them and get solution of it.
                          • #103 Collapse

                            bohoot khoob bhai ap ne bohot hi achi baaten batai hain me ye baaten hameshaa zehan me rakhunga yei big mistakes hain jo traders karte hain trade karte hue
                            • #104 Collapse

                              dear i think tha t you are s aying very very true and i think tha t you need not to be gredy in fore xtrading to eanr money from forex trae i think tha tofrex trade si a very very risky trading and w elal ahve to be a lot of careful in forex trade so that we all cna gain more na dmor incoem from forex trade an cna gain profit fromforex trade
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                Good points bayan kiye hain k aik trader ko chahiye k in ko follow kary k hamesha profit se ziyada apny capital ko ahmiyyat dain kun k capital loss na hone dain. Is k elawa koi b trade umeed per na chorain k flan target hit ho jaey ga kun k forex bari fluctuating market hai is liye first analysis and then trading.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X